3G Mobile Handset Par Jio 4G Sim Support-6 Step Tricks - Hindi Love Tips

Hot

March 25, 2019

3G Mobile Handset Par Jio 4G Sim Support-6 Step Tricks

3G Mobile Handset Par 4G Sim Support-6 Step Tricks.
3G Mobile Phone 4G Support

3G Mobile ko 4G Me Convert Kaise Kare-6 Tricks

Indian Mobile Network me is samay Reliance Jio ka Trend chal raha hai, Reliance Jio Ke preview Offer Lene ke liye har log Intezaar me hai, ye Offers me Reliance user ko 90 Day ke liye 4G Internet Data and Call bilkul Free mil rahe hai, Aapke pass Reliance 4G Sim hai, or Smartphone 3G hai to koi Tension  Na Le, kyu ki Aaj me Aapke liye ak aise tricks Le kar aayi hu, jiski help se aap apne 3G mobile phone par Reliance jio ka 4G sim use kar sakte hai, or vo bhi 4G speed me, matalab ki is tricks ko use karke, Aapka pura Smartphone 4G Support ho Jayega,

3G Mobile Phone 4G Sim Par Kaise Chalaye-6 UseFul Tricks.

3G Smartphone Me 4G kaise Chalaye-6 Aasan Tricks

3G Mobile Phone 4G Support Kaise Karta hai, jaane 6 tricks

3G Phone Me Use Kare Reliance Jio 4G Sim-6 Tricks

3G Handset par 4G Sim Support

3G Smartphone par 4G Sim Use karne Ke Liye Follow kare 6-Step

Step-1 Jaruri chije:

Is Tricks Follow karne se pahle ye Jaruri chije Aapke paas Honi chahiye,

Aapke pass Smartphone 3G Support hona chahiye  or Android 4.4 Kitkat version ya is se bhi upar ka Operating System Hona jaruri hai, [NOTE:- IMAGE ME BATAYE STEP FOLLOW KARE]
3G Mobile Phone 4G Support

Aapka 3G Smartphone me MediaTek Chipset-processor hona chahiye,

Kaise Use Kare 3G Smartphone me 4G (jio) Sim
3G Mobile Phone 4G Support

Step-2
Sabse pahle google play store par se "MTK Engineering Mode" App Download kare, download ke baad install karde,

Step-3 Advance Setup:
3G Mobile Phone 4G Support

Is App ki helps se Aap "Advance Setup Run" kara sakte ho, is Setup me aapko "MTK Engineering Mode" Menu milega, isko "Service Mode" bhi kahte hai,
3G Mobile Phone 4G Support

Step-4 Engineering Mode:

Ab aapke phone me install ki gayi App ko open kare, Engineering Mode ka mobile Specification Code Enter kare,

Step-5 MTK Setting:
3G Mobile Phone 4G Support

ab MTK Setting par Tap karke "Preferd Network Option" Setting par click kare,

Step-6 Network mode:

Ab aapko Yaha Par 4G, LTE, WCDM, GSM Network mode me se 4G ya LTE secect kare, fir yuse save kar de, ak baar aapka phone Restart kare, ab aapka phone 4G par work karne lagega, or sabhi 4G Sim Support karega, friends kaise lagi ye tricks, hai na aasan? Our koi problem ho to muje comment karke bataiye,


3-Tariko se Chala sakte hai 3G Mobile Me 4G-

Tarika-2::
Only Qualcomm Chipset me hi ye tarika lagu hoga, (Redmi 1S, & Moto G, smartphone par Tested kiya gaya hai,)

Jaruri Chije-

3G Smartphone Qualcomm Chipset vala hona jaruri hai,

-Android 4.4 Kitkat version best hai is tarike ke liye,


-Aapka Jio Sim Activate hona jaruri hai,

Kya Hai Puri Process?

Sabse Pahle "Shortcut Master (Lite)" Android Apps ko Download kare & install kare,(yaha se bhi darect download kar sakte ho,)
Shortcut Master (Lite)
App ko install karne ke baad open kare, fir sabse upar Right-side me Diye gaye 3 dots (menu) par click kare, vahi Service menu ke 'Engineering mode' ko search kare,
Ab Dip search me 'System App' option ko select kare, vo mil jaane ke baad yuse open kare, or isme "LTE Band" option ko change kar do,

Aapko Engineering Mode mil jaane par yuse open karke LTE Band ko select kare,


Note: ye tarika work na kar raha ho to (*#2263#) Number dial kare, uske baad menu select kare, or fir se Click back karke menu select kare,


Uske baad 0000 Enter kare, abhi ak popup window open hogi,

Is Popup me  "UE" setting select kare, Uske baad...ye setting kare,

-Settings

-Protocol
-NAS
-Network Control
-Band selection
-LTE Band
-Band 40 par click kare,
Ye settings ho jane ke baad apne smartphone me Jio ka sim dalke dekhe ki Network aa raha hai ki nahi,

Ab device ko Restart kare, or jio sim ko fist Slot me dale,


Moto G2, & Moto E2, Mobile headset vale *#*#4636#*#* dial kare, or...


LTE/WCDMA/GSM Auto (PLR) SELECT karke Headset ko ak baar Off kar de,


Uske baad headset ke fist slot me jio sim dale, dusre sim slot ko khali (empty) rahne do,

Fir Mobile phone ko restart kare ab aapke mobile me 4G signal aa jayege,


(3)-Tisra tarika kya hai?

Smartphone par jio 4G sim use karne ke liye, tricks-3

Pahla or Dusra tarika apke headset par work na kare to ye tisra tarika kaam aa sakta hai,

Lekin ye bhi ho sakta hai ki ye tricks "Snapdragon Processors" or "Intel Core Processors" vale smartphone me work na bhi kare,

Sabse Pahle "Shortcut Master (Lite) - Android Apps download karke install kare,


Ab is app ko open kare or iske manu button par jakar "Service menu" ke "Engineering Mode" ko search kare, yaad rahe ki is mode ko menu search karega,


Ak baar jo aapko Engineering Mode/Service menu option mil jaye to usme LTE Band ko select kare, or ise save kar le,


Device ko Switch off kar de or baad me aapka activate jio sim dale, or dekhe ki jio signal aa raha hai ki nahi,


Ye tricks work na kar rahi ho to *#2263# Dial kare, uske baad menu select Click back karke firse menu select kare,


Uske baad 0000 Enter kare, kus hi second me ak popup window open hogi,

Is Popup me  "UE" setting select kare, Uske baad...ye setting kare,

-Settings

-Protocol
-NAS
-Network Control
-Band selection
-LTE Band
-Band 40 par click kare,
Ye settings ho jane ke baad apne smartphone ko switch off kare, or aapke Jio ka activate sim dale &  mobile ko start kare,

Ab kus hi minute me aapke mobile handset par LTE NETWORK dikhne lagega,


Friends kaise lagi ye tricks, kya aapne is tricks ko ajmaya? Or ye tarika aapke headset par work kar raha he ya nahi muje comment me bataiye, koi problem ho rahi ho to comment me bataiye, taki iska solutions  me aapko bata saku-sanju dangar


Note: (aapka smartphone Qualcomm Chipset vala ha ki nahi ye janne ke liye google pe aapke mobile headset ke pure name ke sath specification type karke search kare,

example: HTC Desire 310 specification,

Note: Sabhi tarike Apne Risk par hi karna hoga, kyu ki ye tarika jokhim vala hai, iski jimmedar website owner nahi hoga, vaise abhi tak koi user ko problem nahi hui hai,



4G Smartphone Par Jio Sim Support Nahi Karna-Reason 

Bahut sare 4g user ki problem ho ki uske pass 4g headset hone ke bavjud bhi jio sim nahi chal raha hai, to friends maine us problem dhoodhne ki koshish ki, or iske pichhe ki vajah kya hai? Vo aapke sath share kar rahi hu,

Reliance ki jio sim perfectly work na kar raha ho, to maine bataye aasan step follow karke is problem ko aap solve kar sakte ho, fist aapko bata du ki aapke paas 4g mobile phone hone ke bavjud bhi kus headset par jio sim nahi chalega,

Ye smartphone par jio sim nahi chalega,


(1)- Feature phone (calling bhi nahi hogi)


(2)-2G or 3G support headset par jio sim nahi chalega, (iske liye maine bataye 3 tariko me se koi bhi use kar sakte ho,)


(3)-Dual Sim Support smartphone, jisme Primary sim dusri company ka ho, usme bhi jio sim nahi chalega,

(4)-Aapke pass 4G smartphone hai, lekin vo 2 saal purana hai, to bhi nahi chalega jio sim, example: Xiaomi mi 4

Solution

(1)- Jio Sim Me network na mil raha ho to check kare ki vo primary slot me hai ki nahi, kyu ki ye sim primary slot me hi work karega,

(2)- aapke headset me jio sim signal na mil raha ho to signal settings check kare, vahi aapne WCDMA save kiya ho to LTE Mode select karke save kare,


(3)- Sim Port kiya ho to aap abhi isko use nahi kar sakte ho, company ki port process ke anusar abhi bhi sab Request Register nahi hui hai,


(4)-Jis user call na kar sakte hai, ya to NOT RESGISTER ka message aa raha hai, vo user ak baar sim slot change karke dekhe, ak baat yaad rakhe ki Data Mode LTE/4G hi save kare,


(5) Sab kus Clearly hone ke bavjud bhi problem aa rahi hai to aapne puri process me Myjio app se Sim Ko activate karne me koi mistake kar di hai, fir bhi koi sawal ho to muje comment me bataiye,


Note :  Agar Aapko meri Post se kus help mili ho, ya Pasand ayi  ho to Like, Comment and Share, Jarur kriyega, Aur  apne Doston Aur Family Members Ko bhi invite Krein.
Also Read: