Chori Ho Chuki Car, Bike Ka Pata Kaise Lagaye-SmartPhone Se - Hindi Love Tips

Hot

March 23, 2019

Chori Ho Chuki Car, Bike Ka Pata Kaise Lagaye-SmartPhone Se

Chori Ho Chuki Car, Bike Ka Pata Kaise Lagaye, SmartPhone Se

Location tracker device


Chori Ho Chuki Gadi, Car, Bike Track Kare? Aasan Tarika-TrackR Bravo 

Aaj Ke Article Me Ham Aapko Batane Jaa Rahe Hai Ak Aasan tarika, jo aapko Car, bike chori hone par bahut kaam aa sakta hai, to chaliye baat karte hai, Kahi baar aisa hota hai ki ham bike park kar dete hai par fir laut ke aate hai to hame yaad nahi hota ki hamne bike kaha pe park ki thi, ye jagah bhul jana bike ya car chori ho jana ab Aam Samsya ban gyi hai, is problem ko solve karne ke liye aapka smartphone kaam aa sakta hai,


Lekin, Agar aapne, Apne Smartphone me ak chhoti si setting kar li to aap apni chori hui gadi, car ya bike ka pata kuchh hi second me laga sakte ho, bas sirf aapko karna hoga ye kaam. Iske liye Market me ak chhota-sa Device Available hai jise aapko apni car ya bike me lagana hoga, Iska name hai "TrackR Bravo" our iski size Bhi Ring jitani chhoti hai, is device ko smartphone ke shath connect karna hota hai, our Play store ya iTunes se "TrackR - Lost Item Tracker" App ko Download karna hai, bas to ab Aapka kaam ho gaya.


Aap is Tracker Device ko "Amazon India" ki website Se Kharid Sakte ho, ya feer upar link de hai vaha se bhi aap direct link par click kar kharid sakte hai. is device ki price 1800 Rs. Se Starting hoti hai, market me aise bahut sare Devices Available hai, jinhe aap Online Ya Offline Store se Aasani se Kharid sakte ho.
1.  Kaise Karta Hai Kaam-TrackR Bravo Device.
Location TrackR Bravo

Sabse pahle TrackR Bravo Device ko Apne Smartphone ke Shath Pair kare, Iske baad google play store ya iTunes se iska free app download kare. Ab Device ko Apni Car ya Bike me Laga de.


  Smartphone me kaise karta hai work.
Jab bhi aapko apni car ya bike ki Location Track karni ho tab apne smartphone par TrackR App On Kare, Isme Find device ko Select kare, App Crowd GPS ki Help se Aapke Car ya Bike ki New Location Bata degi, Agar Aap Apna Smartphone kahi Rakh kar bhul jate hai to TrackR device par diya hua button press kare, aapka phone me ring jayegi, Our aapka smartphone silent mode par hai tab bhi ye ring bajegi.


2.  TrackR Wallet Device.
Ye Device bhi TrackR - Lost Item Tracker App ke Shath compatible hai, Ye iPhone 4S se upar ke headset our android 4.4. Bluetooth 4.0 Our Upar ke Sabhi Version par work karta hai.

Agar aapne, Apni Car ya Bike me TrackR Wallet device lagaya hai to TrackR App aapke khoye hua wallet ka location batayege, TrackR wallet ki price 3049Rs. Hai use Amazon india website se kharid sakte hai.


3.  Generix Wireless Bluetooth -Device.
Generix Gx_C-Tag_multicolour-tracker-Device

Is Tracker ki price 271 Rs. hai, our ise Smartphone ke Bluetooth se Connect kiya jata hai, Ye Aapke valuables ko 10 miter ke Aria me aaram se Locate kar sakta hai, 10 Miter se dur jaane par aapko smartphone our ye device worning ring se alert karega,

iPhone, iPad And Android Smartphone ke Shth ye device compatible hai, kaha se kharide.....Generix Wireless Bluetooth 4.0


4.  coban 303b car/truck gps tracker.
Is device ki price 1830 Rs. Hai, ise Online ya Offline store se khrida ja sakta hai,
Ise IP66 certificate diya gaya hai, iska matlab ki ye device voter and dust registrant hai, Ye vehicle ka location pata karne ke liye GPS AND LBS (Location based service) Support karta hai, coban 303b car/truck gps tracker kharid ne ke liye click kare,

YOU MAY ALSO LIKE:

2 comments: