Bina Number Dikhaye Kar Sakte Hai Call Screen Par Aayega Unknown Number - Hindi Love Tips

Hot

March 25, 2019

Bina Number Dikhaye Kar Sakte Hai Call Screen Par Aayega Unknown Number

You Can Call The Number Shown Without, Unknown Number Will Come Up On The Screen
Private Number

Bahut Sare social media accounts hone ke sath ye possibility thodi jyada ho jati hai, ki aap galti se apna number public kar de, kaam ke sil-sile me bhi hame kai baar logo ko call karna hota hai, apni "Personal Identity" or number kisi ko aise public kar dena shayad aapke liye pareshani bhara ho sakta hai, aise me Aap apni "Caller Id" Block karke apne number ko "Private Number"bana sakte ho, iske liye aapko koi Apps download karne ki jarurat nahi rahegi, apne mobile ki setting se hoga,

Bina Number Dikhaye Kar Sakte Hai Call Screen Par Aayega Unknown Number

Mobile Screen Par "Private Number Calling" Display Hoga,

Aaj me aapko Jo Tricks batane ja rahi hu yuse karne ke baad Aapka 10 Digit ka phone number "Private Number Calling" ke name se Display Hoga,

1-Kaise Use Kare Private Number Calling Tricks.
Android 4.0 ya us se upar ke Version vale users ke liye ye tricks follow kare,
additional settings» Caller ID» Hide
Step-1
-Apne mobile ke setting me jaye,
-Yaha Jakar Call» additional settings» Caller ID» Hide number option par click kare, aisa karne se aapka number 'Private Number' ke name se Display hoga,

2-Android 4.1 Or Us se Baad vale Users ke liye ye tricks Use kare,
Agar aapke Phone me Android 4.1 ya us se baad ka Operating System hai to iske liye thodi new settings karni hogi,

Iske liye pahle aapke phone me "Auto Forwarding" App hogi yuse open kare,

Iske baad upar diye gaye 3(dots) par click kare, (jaise ki photo me diya gaya hai)
More Settings>> Show my caller ID
Iske baad Call>> More Settings>> Show my caller ID 
 Par jaye or apna option select kare,

3-iPhone Users ye tricks use kare,
iPhone users Apni Mobile settings par jaye, iske baad "Phone" icon par click kare, yaha par ak option "Show My Caller ID" dikhega, is par click kare, or is option ko off kar de, iske baad aapka number hide ho jayega,

4-Windows Users ke liye Tricks
Window Phone Users apne phone me "phone app" me More (...) option par click kare, iske baad...
Show my caller ID to
Settings>Show my caller ID to
Iske baad apne hissab se option select kare,


Note :  Agar Aapko meri Post se kus help mili ho, ya Pasand ayi  ho to Like, Comment and Share, Jarur kriyega,Aur  apne Doston Aur Family Members Ko bhi invite Krein.

ALSO READ
SMARTPHONE LOCK HONE PAR BHI SECRET VIDEO RECORDING KAISE KARE
KISI DUSRE PHONE KE SABHI DATA KO TRACK KAISE KARE. BRILLIANT IDEAS
BINA SIM YA APP KE FREE ME CALLING KAISE KARE, 100% WORKING TRICKS
PHONE ME PERSONAL DATA HIDE KARNE KI 3 SECRET SETTING KAISE KARE USE?
11 TIPS SE BADHAYE PHONE KI BATTERY LIFE NAHI KARNA HOGA BAAR- BAAR CHARGE
SMARTPHONE ME BINA FACTORY RESET KIYE VIRUS KO REMOVE KAISE KARE-6 STEP PROCESS.
KISI KE BHI PHONE CALL, MESSAGE KI DETAILS JANNI HAI TO TRY KARE TRICKS.
AAPKE SMARTPHONE KI FINGERPRINT SCANNER KAR SAKTE HAI YE 12 KAAM
SMARTPHONE SE BANAYE ONLINE VOTER ID CARD - FOLLOW 5 STEP
6 ANDROID APPS NA KARE INSTALL NET DATA LOSE AND BATTERY LIFE RISKY
MOBILE PHONE YA MEMORY CARD SE DELETED PHOTO, VIDEO, CONTACT NUMBER KAISE RECOVER KARE
BHUL GAYE PATTERN LOCK, BINA DATA DELETE KIYE KAISE KARE UNLOCK,
CHORI HO CHUKI CAR/BIKE KA PATA KAISE LAGAYE-SMARTPHONE SE

43 comments:

  1. Hi....im usman ansari bro maray mobile ka v4.4.2 hai is mai private colling kaisay ho ga plz step by step ...

    ReplyDelete
    Replies
    1. Apne mobile ki setting par jaiye or Call>> More Settings>> Show my caller ID ko off karde, ho jayega,

      Delete
    2. Pr mere mob pr to sjow caller id pr click hi nahi horaha he

      Delete
    3. Pr mere mob pr to sjow caller id pr click hi nahi horaha he

      Delete
    4. Tab nahi hoga. Jab option unclickebal ho to kus nahi kar sakte.

      Delete
  2. sir mera android 4.1.2 hai or mera model no GT-S7262 hai. mere phone pr private call kaise hoga plz tell me details

    ReplyDelete
  3. Setting me jaaye or Call>> More Settings>> Show my caller ID option select kare

    ReplyDelete
  4. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  5. मेरे पास redmi2 का फोन है 5.1 इस में hide कैसे होगा

    ReplyDelete
  6. मेरे पास redmi2 का फोन है 5.1 इस में hide कैसे होगा

    ReplyDelete
  7. मेरे पास redmi2 का फोन है 5.1 इस में hide कैसे होगा

    ReplyDelete
  8. Nadeem ji aap Iske liye pahle aapke phone me "Auto Forwarding" App hogi yuse open kare,

    Iske baad upar diye gaye 3(dots) par click kare, (jaise ki photo me diya gaya hai)
    More Settings>> Show my caller ID
    Iske baad Call>> More Settings>> Show my caller ID
    Par jaye or apna option select kare, disable karni hogi.

    ReplyDelete
  9. sir hum hide to karte hi par kahi phone nahi lagta

    ReplyDelete
  10. Aapke kon si company ka headset use kar rahe hai

    ReplyDelete
  11. Hi mera mobile Micromax canvas nitro A311 hai kya yaha ho sakta hai.

    ReplyDelete
  12. Agar aapke headset par "Show My Caller ID" ka options enable ya disable hota hai to jarue ho jayega

    ReplyDelete
  13. Sir Hide option disable hai, uspe click nahi ho raha hai kya kar na hoga ....
    Plz tell me sir iska kya upay hai

    ReplyDelete
  14. Pankaj ji ' Hide Option disabled hoga ya click na ho sake to aap is trick ka use nahi kar sakte hai kyu ki aapka headset ise allow nahi karta hai

    ReplyDelete
  15. hiii I am shahjad Mansuri

    meri problem yeah hai ki mene aapki is blog ki tarah hi mene bhi ek blog bna rakha hai lekin us me pages upload kese karna hai WO nahi pata mene kuch published kiye hai lekin WO waha search karne par bata nahi rahe hai

    my blog
    www.Shejadmansuri.video.songs.kahani.com

    ReplyDelete
  16. Shejadmansuri aapne jo bhi post ya pages upload kiye hai vo aapne shayad published nahi kiya hoga isliye search me nahi aate hai. Aap blogger ke dashboards me jakar publish post pe click kare pata chal jayega ki vo kyu search me nahi aa raha hai.
    Sabse phele apne blogger me sign kar ke dekhboad me jaye.

    Ab deshboard me aapke pass 2 option hai New Post likhne ke.
    Pencil ki Icon par click karke post likhe
    New Post ki button par click karke post likhe.
    dono ka ek hi kaam hai. Click karne ke baad aapke saamne post editor aayega.





    1: Apni Post ke liye Heading dale Post Title me

    Jo Aap ki Post ka Title (heading) hai wo NewsPaper ki headline ki trha honi chaiye, Jisko padne ke baad samaj aa jaye ki is post me kya hai.

    2: Apni Post likhe Bade Hisse me

    Ab aap apni Post likhe uske liye kuch tips hai –

    Chote chote paragraph me post likhe
    Kam se kam ek Image jarur use kare Post me. Stock Image sabse Best hai.
    Kam se kam 300 sabd ki post jarur likhe. Isse hamare blog ko Search engine me faida hota hai.

    ReplyDelete
  17. Hii. mera name Aakil he mera phone mi note 3 he. Me isme. Kese private call krun.. Plz.. Help.. Me..

    ReplyDelete
  18. mobile ke setting me jaye,
    -Yaha Jakar Call» additional settings» Caller ID» Hide number option par click kare, aisa karne se aapka number 'Private Number' ke name se Display hoga,
    agar aapke headset par ye option nahi hai to aap android ki Auto Forwarding" app ko install karke try kar sakte ho

    ReplyDelete
  19. Mera Lenovo vibe K5 note handset he
    Main kaise private call kar sakti hu

    ReplyDelete
    Replies
    1. Lenovo vibe K5 note handset ke Call» additional settings» Caller ID» Hide number option par click kare,agar vo option hide ho gya to aapka number 'Private Number' ke name se Display hoga,

      Delete
  20. Mera mobile me sim card error bata raha hai kaise hoga

    ReplyDelete
    Replies
    1. aap Auto Forwarding" App ka istemal kare error nahi aayegi. ye sab settings aap vahi app se kare

      Delete
  21. mera sumsung j2 hai hide number karne par bhi mera number privet nahi dhikha raha kayo

    ReplyDelete
  22. Sorry Sonu Ji, aapko ye problem ho rahi hai. But kus hi China ke headsets par ye trick work kar rahi hai. Kyu ki ye trick इलिगल hai, privacy ki problem ho sakti hai. Isliye untrusted smartphone par hi work karti hai.

    ReplyDelete
  23. Bhai mera mobile motro e3power hai
    is me caller ID show nhi horaha hai Bhai plzzzz batado

    ReplyDelete
  24. imran ji aapko Apne mobile ke setting me jaye,
    -Yaha Jakar Call» additional settings» Caller ID» Hide number option par click kare,

    ReplyDelete
  25. 6.0.1 virsion h hide krne pr no. Show kue ho raha h

    ReplyDelete
  26. Bahot achai information hai. Sir

    ReplyDelete
  27. Hello sir ji mera phone red me 4A handset hai
    Main kaise private call kar sakti hu

    ReplyDelete
    Replies
    1. ha kar sakte ho.ab aap kabhi bhi comment karte time name box me name add kiya kare aapki comment spam ho jati hai, aapki comment approve nahi hogi. and aapke headset ki os Android 6.0.1 (Marshmallow) hai to aap step 1 use kare. (Call» additional settings» Caller ID» Hide number option par click kare)

      Delete
  28. Mera no max prime nahi ho papa rhaa hhh kaise hoga plz reply me

    ReplyDelete
    Replies
    1. tricks ko follow karane par bhi no. private na dikhaye to aapke headset par trick work nahi karegi, kyu ki kuchh hi headset par trick work kar rahi hai, aap apna time west kare, thanks and keep visiting

      Delete