Kisi Bhi Vyakti Ko Police Kab Arrest kar Sakti Hai? 15 Rights - Hindi Love Tips

Hot

March 23, 2019

Kisi Bhi Vyakti Ko Police Kab Arrest kar Sakti Hai? 15 Rights

Police ki ज्यादती ke Kai मामले Kabhi-Kabhi Samne Aate rahte hai, Vaise To Police ko law and order and public safety Ki Training di Jati Hai, Or Uska Kaam Bhi Vahi hota Hai, Or Iske Liye Hame Unki Help Bhi Karni Chahiye. Jo Day and Night bina holiday Duty karte hai, And Indian Citizen Hone Ke naate Hamara bhi farz Banata hai ki, Ham se Jitana Ho Sake Itani Help Kare But Kahi Baar Jab रक्षक hi भक्षक ban jate hai, to ham kya kar Sakte Hai, isliye hi Ye post Aapke Sath Share kar Rahi Hu. Fist Aapko Details me Bata du ki Police Ka Kaam Kya Hota Hai,

Do You Know Your Legal Rights?

Police work:
  • Maintain law and order.
  • Crime Prevention.
  • To investigate crime.
  • संज्ञेय अपराध karne Vale अभियुक्त ki गिरफ्तारी Karna.
  • Kisi Bhi Vyakti ke जान, माल Or आजादी Ki सुरक्षा Karna.
  • Kisi सक्षम प्राधिकारी द्वारा Jaari Kiye Gaye Har कानूनी आदेश Or वारंट Ko निष्पादित Karna.
Police ko law and order and public safety
Desh Ki कानून व्यवस्था ko Sambhalne Ka Kaam Police ke hath me Hi Hota Hai,
Lekin Kya Aap Ye Jaante Hai Ki, Kisi Bhi Vyakti ko Tab Tak Arrest Nahi Kiya Ja Sakta, Jab Tak Uske Khilaf ढोस Saboot na Ho, शिकायत Ya शक ke Aadhar par गिरफ्तारी Nahi Ki Ja Sakti. Berahmi se पिटाई ke karan desh me kabhi kabhi Custody me mot bhi hoti hai, Low ke Anusar आरोपी महिला ko Man Police Touch bhi Nahi Kar Sakta, Aaiye Jante Hai, New Delhi High Court ki Advocate Nandit Jha Se... What are the rights of the accused..(आरोपी के अधिकार क्या हैं)

Agar आरोपी महिला Hai to Yuse गिरफ्तार karte Samay Mahila Police bhi Honi Chahiye, Poorus Police Mahila Ko Touch bhi Nahi Kar Sakte.
Arrest ke time Vyakti ko Uska अपराध Or गिरफ्तारी Ka Aadhar batana Chahiye, ki Yuse Jamanat Par Chhoda Jaa Sakta Hai Ya Nahi.
गिरफ्तारी ke Samay Vyakti Police Se Advocate Ki Help Lene Ki Ijajat bhi Mang Sakta hai, Aaropi ke Friends ya Family Member bhi Police-Station Tak Ja Sakta Hai,
Agar आरोपी Vyakti गिरफ्तारी ka Virodh Nahi Kar Raha Ho To Police Iske Sath दुव्यँवहार nahi kar sakti Or Nahi Maar-Pit Kar Sakti.
Agar Vo Vyakti Purana अपराधी Nahi Hai, Ya Usko Hath-kadi Lagaye bina Bhag Jaane Ka Khatara Nahi Hai To गिरफ्तार Vyakti ko Hath-Kadi Nahi Lagani Chahiye.
गिरफ्तारी ke baad Vyakti ko Turant Station in-charge Ya to Magistrate ke Pass Laya Jaana Chahiye, Yuse 24 घंटे Me Magistrate ke समक्ष Peshi Jaruri Hai,
Agar हिरासत Me Mahila Ke Sath दुष्कर्म (Raped) Ya दुव्यँवहार hota hai, to Yuse Turant Doctor Se जांच Ki Mang Karni Chahiye
गिरफ्तार Vyakti Ko Ye अधिकार hai ki Vo Apni गिरफ्तारी ki Suchana Apne Dosto ya Parivar ko De Sake, Or Police Isme inki Help Kare. 
Police Ki Dairy me गिरफ्तार Kiye Gaye Vyakti ka Name Darz hona Chahiye,
Jab Police गिरफ्तार Vyakti Se Puchh-Tachh Kar rahi ho Tab Police Uniform Me Uske Name Plat Or पद Clearly Vyakti ko Dikhai Dena Chihiye.
गिरफ्तार Vyakti ke 'Memo' Taiyar Kiya Jaaye, Isme Kamse Kam 1 Gavah, Jo Ki Uske Parivaar ka Vyakti ho Ya Us Fields ka Pahchaan Vala Vyakti Ho ya to Unke signature hona chahiye,
प्रत्येक 48 घंटों Me Doctors Ka Panel गिरफ्तार Vyakti Medical Check-up Kare,
प्रत्येक Document Ya Memo ko Magistrate ko Record ke Roop me Bheja Jaana Chahiye,
12 Ghanto me District Police Control Room ko गिरफ्तार Vyakti ke Baare Me Suchna Deni Chahiye.
पुलिस kisi ko केवल शिकायत ya शक के आधार पर गिरफ्तार नहीं कर सकती
Note :  Agar Aapko meri Post se kus help mili ho, ya Pasand ayi  ho to Like, Comment and Share, Jarur kriyega, Aur apne Doston Aur Family Members Ko bhi invite Krein.

1 comment:

  1. Nice Post Bro

    Happy Independence Day 2018 to all Indian Friends

    Our Website Quotes Tadka

    ReplyDelete