Aap Indian Hai To Pata Hona Chahiye Ki Konsi Mobile Company India Ki Hai - Hindi Love Tips

Hot

March 25, 2019

Aap Indian Hai To Pata Hona Chahiye Ki Konsi Mobile Company India Ki Hai

Konsi Smartphone Makers Company India ki Hai?

Aaj China Or India Ki Baat kare To Media Report Ke Anusar Chine ne Bharat ko dhamki di hai Ki yadi Yudh Hua to China Ki Sena do ghante Mein Delhi Par kabja kar lenge. Or Khas Baat to Ye hai ki vo bhi hamari badolat, Kyunki Aaj Kal Hum log China Ki Products Sabse Jyada By Karte Hai. Or vahi Vajah Se Ham Unki Economy ko Majboot Kar Rahe Hai. Kal yadi india par China ka kabja ho gaya toh uske liye Hum khud jimedaar Honge. angrejo ne bhi india me business Karke Hi Hame Gulam banaya tha. tab to ham Illiterate (अनपढ़) the. lekin aaj to ham samajdar hai.

Aap India mein rehte ho toh aap ko itana to pata hona chahiye ki kaun sa phone Bharat ka hai aur kaun sa Out country ka hai.

India Ki Smartphone Company:
Smartphone Makers Company India

01-Micromax
02-Lava
03-Karbonn 
04-Intex 
05-XOLO 
06-Spice fc
07-LYF
08-Videocon 
09-Celkon
10-Onida
11-Ringing bell
12-HCL 
13-WIPRO 
14-Chirag
15-AKAI
16-T series 
17-Salora
18-Texla

China Ki Smartphone Company:

01-Lenovo 
02-Asus 
03-Coolpad 
04-Gionee
05-Huawai
06-Vivo
07-Xiomi(Mi)
08-Moto (New By)
09-Oppo (New By)

Taiwan Smartphone Company:

01-Acer 
02-HTC 

America Smartphone Company:

01-Dell 
02-Apple 
03-HP
04-Motorola 
05-microsoft

Canada Smartphone Company:

01-BlackBerry
02-Datawind

Japan Smartphone Company:

01-Sony 
01-Toshiba
03-Panasonic

Nederland Smartphone Company:

01-Philips

South Korea Smartphone Company:

01-Samsung 
02-LG

Finland Smartphone Company:

01-Nokia

Extra Note:
Moto Smartphones Company Ko Lenovo Ne Kharid Liya Hai. Isliye Ab Yah Chine Ki Company Ho Gayi Hai.

Oppo Ko Vivo Ne Kharid Liya Hai Isliye yah bhi Chinese Company Ho gayi Hai. Yah Jankari Sabhi Tak Pahuchakar Apne Nationalist Hone Ka Parichaya De.

Our advice:
Agar aap sache Hindustani hai. To indian Phone Hi Le, Kyunki Aisa karne se Bharat ka Paisa Bahar Nahi Jayega. Or Is Se Kya Hoga Pata Hai aapko!  "India will progress" to Friends ise Ek Baar jara Sochiye, Kitna Fayda Hoga Hamare Desh Ko, Hamara Paisa China Ke paas Nahi Jayega. Balki Hamari County me Hi Rahega. Or Dusri Baar Dhamaki Dene se 10 Baar Sochega.

Last 15 day se Me Smartphone By Karne Ke Liye Soch Raha Tha, But Kon Si Company Ka Lu Vahi Selection Nahi Kar Pa Raha Tha. Jab internet Par Search Kiya tab Muje Lenovo Ka Headset Pasand Aa Gaya, But Jab maine Article Write Kiya Tab Socha Ki Nahi Aaj Se Har Products india ki by Karuga. Feer maine aaj Subah Hi Micromax Canvas ka handset Liya, bahut acha hai, or ye article bhi yusi mobile se write kiya. Pahle ham apni soch badlege tab india badlega. Akeli government kya karegi.
Aisi Jankari Aapko Milati Rahegi, Uske Liye HindiLoveTips ko Free Me Subscribe Kare. Post Pasand Aayi Ho to Apne Dosto Ke Sath Share Bhi kar Sakte ho.
Also Read More:


8 comments:

  1. आपने दुनिया भर की मोबाइल बनाने बनाने वाली कंपनियों की जो जानकारी दी है, वह बहुत काबिले तारीफ है। इस पोस्ट से मेरा बहुत ज्ञानवर्धन हुआ इसके लिए आपका धन्यवाद।

    ReplyDelete
  2. Jamshed Ji Aapka Bhi Tahedil se sukriya. Aapko hamara article pasand aaya vo hi badi baat hai, aise hi site par aate rahiye or new update aapko milta rahega.

    ReplyDelete
  3. Acchi janakari diya apne .........nice work

    ReplyDelete
  4. yaduvanshi yadav rakesh kumarApril 16, 2018 at 12:50 PM

    इतनी सारी ग्यानवर्धक सूचना प्रदान करने के लिए धन्यवाद!और एक बात मै आपसे कहना चाहता हूँ की मैं भी फोन लेना चाहता था मेरे मित्र भी कह रहे थे की भाई फोन ले लो पर मैनें नही लिया और 5-6000 का नही मैंने लिया उसकी जगह 1500 का लाईफ ले लिया क्योंकि मे॥री सोंच ये थी की जो कार्य 5-6000-10-15000 कार्य करेंगे वही कार्य ये1500 वाला करेगा अत: मैं समस्त हिन्दुस्तानियों से निवेदन करता हूँ कि घर में स्वदेशी उत्पाद लाऔ- देश की उन्नति बढ़ाओ

    ReplyDelete