Kaise Protect Kare Apne Computer Ko Malicious Virus Ransomware Se.
Hello Friends,Ab Jo Article Aapke Sath Share Karne Ja Raha Hu Vo Bahut Important Hai. Kyu Ki Is Article Ki Help Se Aap Apna Laptop, Computer Ko Virus Se Secure Kar Sakege. Agar Aapke PC Me Kahi Ransomware Virus Chhupa Hai To Bhi Use Aasani Se Remove Kar Payege. Baat Karte Hai Ransomware Virus Attack Ki Jo World Ki 100 Se Bhi Jyada Country Par Attack Kar Chuke Hai, isme India Bhi Shamil Hai, Iske Baare Me Jyada Baat Na Karte Main Topic Pe Aate Hai. Duniya Ke Ab Tak Ke Sabse Bade Cyber Attack Ke Ransomware (रैनसमवेयर) Name Ke Virus Ka Role Samne Aaya Hai.
Ye Malware Category Ke Ye Virus Users Ke PC Ya Laptop Ki Screen Par Scary Messages or Pornographic Pictures Display Karke Browser, Operating System Ya Personal Data Ko Block Kar Deta Hai. Iske Baad Text Massage Ke Jariye फिरौती Magta Hai, Jo Bitcoin Name Ki Digital Currency Me Hoti Hai. UK or Other Country's Me Huye Attack Me Ye फिरौती Minimum 300 Bitcoin (About Rs 3.25 crore) Magi Jaa Rahi Hai. Cyber Except Ritu Maheshwari Ke Anusar Ye Virus Windows Operating System Wale Computers Ko Fist Target Bana Raha Hai. Ye फिरौती Vasul Ne Wala Virus Hai Ransomware......
Ransomware Virus Ko Remove Kaise Kare/Computer, Laptop Ko Secure Kare.
Ransomware Do Tarah Ke Hote Hai.
- (1)- WinLock
- (2)-Crypto
(1)-WinLock Ak tarah Ka Non-Encryption Ransomware Hai. Jise Ransomware Trojan Ke Name Se Bhi Jaante Hai.
(2)- Crypto Ransomware Ak Aisa Ransomware Hai Jo User Ke Document Ko Encrypt Karte Huye Yuse hijack Kar Leta Hai, Uska Extension Change Kar Deta Hai. Our Feer User Ko फिरौती Ke Roop Me Paisa Dene Ka Massage Bhejta Hai. Paise Aksar TOR Browser Ki Help Se Bitcoin Ke Jariye Liye Jaate Hai.
Apne PC, Laptop Me Virus Ko Kaise Search Kare...
Agar Aapke Computer Ki Speed Slow Ho Rahi Hai Or Usme Continuous Unwanted Messages Aa Rahe Hai To Ye Aapke PC Me Virus Hone Ka संकेत Hai. Computer, PC, Laptop Me Virus Aane Ka Sabse Bada Source 2 Hai: (1)-Internet (2)- External Hardware Jo Pen Drive, DVD Ya Hard Disk Ho Sakti Hai. Cyber Security Expert Andra Zaharia Bata Rahi Hai Ki Aapko Apne Windows Based Computer Me Virus Malware Kaise Search Kare Aur Malware Virus Ko Kaise Remove Kare. (SMARTPHONE ME BINA FACTORY RESET KIYE VIRUS KO REMOVE KAISE KARE)
Windows Based Computer Me Virus Malware Kaise Search, Aur Remove Kare.
1- Sabse Pahle Apne Computer Me Virus Defender Software Install Kare, Ye Tools Microsoft Ne Free Me Apni Official Site Par Download Section Me Available Kara Rakhe Hai Download Karne Ke Liye Link Hai.. Microsoft security software - Malware Protection
2- Microsoft Ki Is Link Se Aap Apne Operating System Ke Hisab Se Windows Defender Ya Malicious Software Removal Tool Download Kar Le And Yuse Run Karke Install Kar Le.
3- Ab Apne PC Ya Laptop Ko Windows Ki SafeMode Me Le Jakar Download kiye Gaye Defender Ya Malware Tools Se Deep Scan Karke Virus Search (Niche Di Gayi Microsoft List Me Name Dekhkar) Kare. Our Screen Par Aaye Instructions Ke Anusar Unhe Remove Karte Jaaye.
4- Kai Aise Virus Our Malware Hai Jo Is Tarah Ki Search ke Pakad Me Nahi Aate Hai. Unhe Remove Karne Ke Liye Except Ki Help Le Our Non-Pirated Anti-Virus Installs Karke Rakhe.
Microsoft Ne Jari Ki Hai 10 Ransomware Ki List.....
Microsoft Ne Apne Computers Ko Ransomware Se Bachane Ke Liye 10 Virus Files Ki Ak List Jari Ki Hai. Ransomware Windows Based System Par Sabse Pahle Attack Kar Rahe Hai. Aise Me Users Ko Apne System Me In 10 Files Ko Search Karke Anti-Virus Ya Anti-Malware Software Ki Help Se Delete Kar Dena Chahiye.
PC Me Search Kare Ye 10 Type Ki Files:
- 1-Ransom:HTML/Tescrypt.E
- 2-Ransom:HTML/Tescrypt.D
- 3-Ransom:HTML/Locky.A
- 4-Ransom:Win32/Locky
- 5-Ransom:HTML/Crowti.A
- 6-Ransom:HTML/Exxroute.A
- 7-Ransom:Win32/Cerber.A
- 8-Ransom:JS/FakeBsod.A
- 9-Ransom:HTML/Cerber.A
- 10-Ransom:JS/Brolo.C
(1)- Ransom:HTML/Tescrypt.E
Alert Level: Severe (Microsoft Ke Anusar Very Serious)
Ye Ransomware Sabse Dangerous Category Ka Hai Jo Aapke PC Par Pura Control Kar Leta Hai. Ya Aapke Jaruri Data Tak Access Nahi Karne Deta. Ak Computer Me Aane Ke Baad Ye Internet Ya LAN Se Jude Dusre Computers Ko Teji Se Infiltrated Karta Hai.
Virus Ko Remove Karne Ka Tarika:
Microsoft Tools Ki Help Se Daily Apne System Ki Full Scanning Kare. Windows Defender AUR "Anti Malware Tools" Se Aise Virus Ko Search Kar System Se Remove Kar Sakte Hai, Iske Liye "Microsoft Safety Scanner Tools" Ki Help Bhi Li Jaa Sakti Hai. Ye Dono Hi Tools Microsoft Ki Official Site Se Free Me Download Kiye Jaa Sakte Hai.
(2)- Ransom: HTML/Tescrypt.D
Alert Level: Severe (Microsoft Ke Anusar Very serious)
Tescript D Category Ke Ye Virus Bhi Windows Based PC Ko Sabse Pahle Infiltrated Karte Hai. Ye Aasani Se Kisi Bhi External Link Me Chhupaye Jaa Sakte Hai. Inhe Search Karne Aur Remove Karne Ke Liye फिरौती Dene Ke Baad Bhi Is Baat Ki Guarantee Nahi Hoti Ki Aapka apne Data Par Firse Control Ho Jayega.
Virus Ko Remove Karne Ka Tarika:
Microsoft Tools Ki Help Se Daily Apane System ko Full Scanning Kare. Anti Malware Tool and Windows Defender Antivirus Aaise Virus Ko Remove Kar Sakta Hai. (Download Malicious Software Removal Tool)
(3)- Ransom:HTML/Locky.A
Alert Level: Severe (Microsoft Ke Anusar Very serious)
Locky.A Name Ka Ye Dangerous Category Ka Encryption Virus Hai. Iska Targets Users Ka Personal Data Hota Hai. Jiske Jariye Bank Account Ya Baki Financial data Blackmail Karne Ke Liye Lock Kiya Jaata Hai. Aise Me Users Ko Ransom Dene Ke Liye Majboor Hona Padta Hai.
Virus Ko Delete Karne Ka Tarika:
Microsoft Ki Site Par Download Section Me Diye Online Ya Offline Tools Ki Help Se Apne System Ki Full Scanning Kare Aur Anti Malware Ya Windows Defender Antivirus Aise Virus Ko Deleted Kar Sakte Hai.
(4)-Ransom:Win32/Locky
Alert Level: Severe (Microsoft Ke Anusar Very Serious)
Win32/Locky Name Ka Ye Virus Bhi PC-Laptop Par Aapke Control Ko Khatm Kar Deta Hai, Ise फैलाने Wale Hackers Microsoft Office Tools King Files Ke Jariye PC Ko Infiltrated Karte Hai. Ye .Doc Yani Word Files Ke Extensions ke Roop Me Spam Bankar Bhi Aate Hai Jinhe Open Karne Se Computer Par Users Ka Control Khatm Ho Jaata Hai.
- TrojanDownloader:JS/Nemucod,
- TrojanDownloader:JS/Swabfex,
- TrojanDownloader:JS/Locky,
- TrojanDownloader:Win32/Locky
Way to avoid Virus Ransom:Win32/Locky:
Koi Bhi Anjan Link Ko Open Karne Se Bache, Spam Remove Karte Rahe, Aur Microsoft Tool Ki Help Se Daily Apne System Ki Full Scanning Karke 'Windows Defender Antivirus' Ko Run Kare.
(5)- Ransom:HTML/Crowti.A
Alert Level: Severe (Microsoft Ke Anusar Very Serious)
Crowti.A Name Ka Ramsomware User Ke PC Me Files Ko Encrypt Karke User Ko जर्बदस्ती Webpage Par Jaane Ke Liye Majboor Karta Hai. Is Fake Webpage Par Us Files Ko Feer Se Access Karne Ke Liye Bitcoins Me फिरौती Magi Jaati Hai.
Crowti.A Virus Ko Remove Kaise Kare.
Microsoft Tools Ki Help Se Apne System Ki Full Scanning Karne Se 'Windows Defender Antivirus' se Aise Virus Ko Remove Kiya Jaa Sakta Hai. But User Ko "CryptoDefense" Ya "CryptoWall" Jaise Anti Virus Tools Se Bachna Chahiye, Kyo Ki Ye Security Dene Ke Bajaye System Me Virus Ki पैठ Banane Ka Rasta Taiyar Karta Hai.
(6)- Ransom:HTML/Exxroute.A
Alert Level: Severe (Microsoft Ke Anusar Very Serious)
Exxroute.A Bhi Ak Bahut Hi Dangerous Virus Hai, Jo User Ke Hi Personal Data Ka Use Karke Yuse Blackmail Karne Lagta Hai, Is Virus Ko फैलाने Wale Hackers Bahut Sharp Hote Hai, Kyu Ki Vo Pure Time World Ke Kisi Bhi हिस्से Me Baithkar Users Ki Activity Ko Control Kar Sakte Hai. Is Tarah Ke Virus Ka Attack Un Users Ke PC Me Jyada Hota Hai Jo Security Level Ko Low Range Me Rakhte Hai Our Bina Antivirus Shield Ke Work Karta Hai.
Exxroute.A Virus Ko Delete/Remove Kaise Kare, Us Se Bachne Ka Tarika
Microsoft Tools Ki Help Se Daily Apne System Ki Full Scanning Karke "Windows Defender Antivirus" Run Karke Remove Kiya Jaa Sakta Hai.
(7)- Ransom: Win32/Cerber.A
Alert Level: Severe (Microsoft Ke Anusar Very Serious)
Cerber.A Especially email Ke Jariye Aata Hai, Our Felata Hai. Kuchh Cases Me Ye Kisi Pen drives Ya koi Aur external hard drive Lagane Se Bhi Enter Ho Jaata Hai, Iske Name Bhi Attractive Hote Hai, Our Kisi Celebrities Jaise Modi, Sunny Leoni, Obama Ya Kisi Current Event Par Rakhe Jaate Hai. Ye Virus .Cerber, .Cerber2 Aur .Cerber3 Jaise Extension Me Bhi Aate Hai.
Cerber.A Virus Ko Delete Aise Kare And Unse Bachne Ka Tarika.
Microsoft Tools Ki Help Se System Ki Daily Full Scanning Karne Se. Windows Defender Antivirus Se Remove Kiya Ja Sakta Hai.
(8)- Ransom: JS/FakeBsod.A
Alert Level: Severe (Microsoft Ke Anusar Very Serious)
FakeBsod.A Virus Direct Web Browser Par Attack Karke User Ko Ak Fake Massage dikhata Hai. Jisme Ak Toll Free Number Diya Hota Hai. Hacker User Ko Us Nuber Par Call Karne Ke Liye Prompt Karta Hai Taki फिरौती Dene Ka Massage Sunaya Jaa Sake. Ye Virus User Ke Browser Ke Address-baar Par Bhi Control Kar Leta Hai. Our Yuse Koi Bhi Shortcut Key Ka Use Karne Bhi Nahi Deta.
FakeBsod.A Virus Se Bachne Ka Tarika:
Browser Me Aise Koi URL Open Na Kare Jinhe Lekar Windows Ki Aur Se Koi Unsafe massage Aata Hai. kisi Bhi Vajah Se Apne Browser Ki Security Level Ko Down Na Kare. iske Baad Bhi Virus Aa Jaaye To Microsoft Tools Ki Help Se Apne System Ki Full Scanning Kare. Aur Windows Defender Antivirus Se Aise Virus Ko Search Karke Remove Kar De.
(9)- Ransom:HTML/Cerber.A
Alert Level: Severe (Microsoft Ke Anusar Very Serious)
Dusre Ramsomware Ki Tarah Ye Virus Bhi Email Ke Jariye Felata Hai. Aise Email Me Ak Auto Executable Virus File Hoti Hai Jo Automatically Aapke Computer Me Run Hoti Hai. Our Ak Baar Jab Computer Active Hota Hai To Ye Virus File Err Massage Bhejkar Pareshan Karta Hai Aur Data Ke Sath System Ko Apne Control Me Le Jaata Hai.
Cerber.A Virus Ko Remove Karne Ka Tarika / Unse Bachne Ka Tarika:
Agar Aapke PC Me Ye Virus Hai To Aisa Massage Aata Hai.. Attention. Attention. Attention. Your Documents, Photos, Databases and other Important Files Have Been Encrypted! Aisa Massage Aane Par Turant Kisi Except Ki Help Le. Aur Jab Tak Help Na Mil Jaaye Tab Tak Apne PC Ya Laptop Me Windows Defender Antivirus Turant Active Karke Deep Scan Karna Start Kar De. https://support.microsoft.com/en-us/help/17464/windows-defender-help-protect-computer
(10)- Ransom: JS/Brolo.C
Alert Level: Severe (Microsoft Ke Anusar Very Serious)
Brolo.C Ransomware Category Ke Virus User Ko Ak Interesting Massage Dikhata Hai Jisme User Ke Browser Control Karte Huye Us Par Ak Fine Lagane Ki Baat Hoti Hai, US Me Huye Is Virus Ke Attack Me Legal Agencies Ke Hawale Se Fake Message Bheja Jaata Hai. Hacker Users Ko Darate Hai Ki Agar Usne फिरौती Nahi Chukai To Agencies Uske Khilaf Action Legi. Ye Virus Users Ko Browser Ko Off Karne Se Rokta Hai, And Vo Koi Shortcut Key Bhi Use Nahi Kar Pata Hai.
Is Virus Se Bachne Ka Tarika:
Unknown Source Se Aaye Kisi Bhi File Ko Download Na Kare Our Nahi Aise Kisi Bhi Massage Par Click Kare.
Friends Aapko Maine Is Article Ke Jariye Ransomware Virus Kya Hai Aur Windows Computer, Laptop Ko Is Virus Se Kaise Protect Kare Iske Baare Me Sari Jankari Aapke Sath Share Ki Hai, Feer Bhi Aapko Kahi Pe Bhi Koi Problem aa Rahi Ho To Comment Ke Jariye Hame Bataiye, Aapki Puri Help Ki Jayegi.
Aapko is article Se Kitana Helpful Huya Ye Bhi Bataiye, And Is Post Ko Maximum Share Kare, Apne Friends Ko Bhi invite kare. Aapki ak Share Karne Se Kisi Ko Help Mil Sakti Hai To Isme Koi Galat Nahi Hoga, Facebook, Whatsapp, Google Plus, Linkednl, Par Jarur Share Kare. taki Virus Ko Remove Karne Me Help Mil Sake.
Ye Bhi Padhe➥
Ye Bhi Padhe➥
- Free Antivirus Download Karna Hai To Ye Hai 6 Great Websites
- Digital Locker Service Kya Hai, Aur Unke Fayde Kya Hai. Full Guide
- Kaise Hack Ho Jaate Hai Kisi Ka Bhi Wi-Fi Password
- Chori Hui Car, Bike Ka Pata Kaise Lagaye Vehicle Tracking Device Se.
- Chori Ho Chuki Car, Bike Ka Pata Kaise Lagaye-SmartPhone Se
- Virus Se Facebook Account Hack Hone Se Bachane Ki Tips:
- Apna Bank Account Safe Kaise Rakhe, Safety Tips In Hindi
- 6 Android Apps Na Kare Install Net Data Lose and battery Life Risky
- Kaise Hack Ho Jaata Hai Bank Account Smartphone Ki Vajah Se
- Kisi Bhi GMail Account Ke Password Ka Pata Kaise Kare?
- Pen-Drive me Password Protection kaise use kare