➧Kisi Bhi Smartphone Ki Location Ka Pata Lagaye Is Tricks Se.
Is Article Me Aapko Ak Aisi Internet Trick Batane Ja Rahe Hai Jinki Help Se Ham Apna Mobile Trace Kar Sakte Hai. Actually, Ye Ak App Hai Jise Agar Ham Apne Ya Kisi Aur Ke Smartphone Me Install Kar De To Kahi Se Bhi Aap Apne Aur Kisi Aur Ke Mobile Number Ke Location Ka Pata Kar Sakte Hai. Jyadatar Ham Ye App Use Nahi Karte Hai But Jab Hamara Mobile Phone Khone Par Ya Chori Ho Jaane Paar Ye App Bahut Kaam Ki Sabit Ho Sakti Hai. ya To Feer Apna Mobile Kahi Rakh Dene Ke Baad Ham Use Bhul Jaate Hai, Usi Time Bhi Ye Application Kafi Helpful Ho Sakti Hai.
Is Application Ki Help Se Ham Apne Phone Ki Location Kahi Se Bhi Trace Kar Sakte Hai. Is Free App Ka Name Hai GPS Tracker By FollowMee Ise Aap Google Play Store Se Install Kar Sakte Ho. (GPS Tracker By Follow Mee App Ko Download Karne Ke Liye Click Kare.)
Is App Ko Google Play Store Par 4.3 Star Diye Gaye Hai, 1300 Logo Ne Apne Views Share Kiye Hai. Jinme Lagbhag Sabhi User's Ne Is App Ko Best Rating Di Hai. FollowMee App Ko 3 April 2017 Ko Update Kiya Gaya Tha. Yah App 2.2. Ya Uske Upar Ke Android Version Par Work Karti Hai. Ise 500,000 Users Download Kar Chuke Hai. Note: Yah App Tab Hi Work Karegi Jab Smartphone Ka Data ON Ho.
➧Kisi Bhi Number Ki Location Free Maloom Karen
Step 1.
Google Play Store Par Jakar "GPS Tracker By FollowMee" Application Ko Install Kare. Blue Color Icon Vale App ko Hi Download Kare. ya Aap Upar Diye Gaye Link Se Direct Download Bhi Kar Sakte Hai.
Step 2.
App Ko Open Karne Par Ak Page Open Hoga Isme Settings Me Jaaye.
Step 3.
Yaha Par Aapko Account Register Karne Ke Liye Kaha Jayega, Iske Liye Setting Ke Niche Ki Fist Link Par Click Karna Hoga, Jis Par Click Karne Se Ak New Page Open Hoga.
Step 4.
New Page Me Aapko User Name Ke Samne Apna Name Add Karna Hoga, Uske Baad Password Add Kare. Iske Baad 'Track Interval' Me Jakar 1 Minute ko Select Karna Hoga. feer Last Me Save Button Par Click Kar De.
Step 5.
Ab Aap Dikhege Ki Aapke Smartphone Ke Top Par GPS Ka Symbol Aa Gaya Hai. Ab App Ko Exit Kare Mins Ki Application Se Bahar Aa Jaiye, and Google Chrome Par Jakar Search Box Me "GPS Tracker By Follow Mee" Search Kare.
Step 6.
Yaha Par App Ki Site Open Hogi Jisme Aapko Feer Se Log-in Karna Hoga. Vahi User Name And Password Dalna Hoga Jo App Me Dala Tha. Ab Aapke Samne Ak Page Open Hoga. Jisme Last Me "Continue To My Map" Likha Hoga. Us Par Click Kare.
Step 7.
Ab Aapke Samne Ak New Page Open Hoga, Yaha Par Aapke Phone Ki Location Najar Aayegi, Yaha Par Satellite Ka Option Bhi dikhega. Isko Select Kar Ham Satellite Location Bhi Dekh Sakte Hai.
GPS Tracker Aap Ki Site Par Example Kuchh Is Tarah Se Diye Gaye Hai.
- Apane Wife/Husband (Husband or wife tracking) Par Najar Rakhe
- Aapke बच्चो (Children tracking) Par Najar Rakhe
- Ya Family Members (Family Safe Tracking) Par Najar Rakhne Ke Liye
- Apne Staff Ki Position Jaane Aur Unki daily activities ki Monitoring kare.
- Apne Khoye Huye Ya Chori Huye Android Device Ki Location Trace Kare.
internet tricks se related aur bhi article hai jo aapko jarur padhna chahiye..⬇Umid Karta Hu Ki Aapko Ye Article Pasand Aaya Hoga, Aise Hi Aur Post Ke Liye Hame Subscribe Kare, And Apne Friends Ke Sath Is Article Ko Facebook, Twitter, Whatsapp, Google Pluse, Par Share Jarur Kare.