Bina Internet Ke Free Me WhatsApp Kaise Use Kare-Chat Sim
Social Media mobile messaging app Me WhatsAap Kafi popular HuAa Hai, Website Stasista Rapport mutabik WhatsApp Ke users worldwide February 2016 Me 1-billion monthly active users the.
bina internet ke free me kaise use kare WhatsAap,
Post Ka Title Dekhate hi Ye baat aapko Fraud Lagegi, Ki ye impossible hai, Social Media mobile messaging app internet ke bina kaise chal sakati hai, Lekin Ye Baat 100% Right Hai kyu ki Ab Market me Ak New Sim Launch Huaa Hai Jiski Help se aap beena internet connection ke WhatsAap or Social media ki chuni gayi app ko free me use kar sakate ho, Iska Name Hai, Chat Sim
Chat Sim Kya Hai?
Chat Sim Ham Jaise Idea, Airtel, Bsnal, Etc..operator Company Ke Sim card use karte hai vaisa hi Hai, jise aap Apne Mobile phone me lagane se Beena internet connection ke WhatsApp or any ether messaging App ko free me use kar sakate ho,
Kaha Se Kharide Chat Sim
Chat Sim kharidane ke liye sabase pahele company ki Official Website www.chatsim.com par Visit kare, Iske baad By-Sim par click kare, Step Follow kare or Order Place Kare, Ye Chat Sim E-Commerce Website www.amazon.com par bhi available hai,
Chat Sim Features And Using
Chat Sim Sabhi Smart Phone par Work karata hai, Chat Sim ko Apne Mobile ke Micro or Nano Dono Sim Slot me use kiya ja sakata hai, Chat Sim ki Help se Aap Beena internet connection se world me kahi bhi apne friends ya kisi ko bhi messaging kar sakte ho, or khas baat ye hai ki aapko Data-Roaming ki chinta karne ki jarurat nahi he, kyu ki vo pahele se Roaming free kiya gaya hai,
Chat Sim Price
- Indian User Ke liye chat sim ki price 950Rs. Validity 1-Years.
- Iske Alava Free me Images or Messaging use karane ke liye 950Rs. Chukana hoga,
- Maltimedia Richarg ke Liye -950Rs.
- Or 557Rs. Shopping Charge ke chukana hoga,
- Kool Milakar Total-3407Rs. Aapko kharch karana hoga,
Aapko Nahi Lagata ki 1-years ke liye Ye to kus jyada hi ho gaya, is se archa to hamara internet pack hai, jo kabhi 98 me 1-GB 3G ka offer bhi deta hai, or Sabhi Site bhi open kar sakate hai, to friends meri taraf se compnay ka ye idea bakavaas, vahiyaat hai,
Lekin ye post likhane ka mera matalab un logo ke liye hai, jo sabse jyada time Traveling me bitate hai, or social media app ka using bahut karate he,iske liye chat sim bahetar hai,
Chat Sim Kitane Apps par Work karega
Chat Sim Se Aap WhatsAap, Messenger, Vchat, Hike, Etc..Aap ko beena internet connection me use kar sakte ho, ye Chat Sim is type ka fist sim Card hai.
Kya Ise Kharidana Sahi Ya Galat Hai,
Ise kharide ya na kharide ye aapke internet using par depend karata hai, or iske baare me maine aapko aage bhi bata diya he, Agar aap jyada samay Traveling me bitate hai, to aapko Sim Chat lena chahiye.
Note : Agar Aapko meri Post se kus help mili ho, ya Pasand ayi ho to Like, Comment and Share, Jarur kriyega, Aur apne Doston Aur Family Members Ko bhi invite Krein.
post achhi h par hamare liye bilkul kaam ki nahi h sir....
ReplyDeleteq k ham log itni unchi daam k kharid nahi paate hai....
Oh satar ji aisa q bol rahe ho, har kisika time ak jaisa thodi na rahega, kya pata kal aap is company ke malik bhi ban jaye, ok feer aap kaize ho, or aap contact bhi nahi kar rahe ho, bahut bessy lagte ho,
Delete