Hindi Love Tips: Tips and Tricks

Hot

Showing posts with label Tips and Tricks. Show all posts
Showing posts with label Tips and Tricks. Show all posts

March 25, 2019

Saving Account par Double Interest Kaise Pa Sakte Hai

3/25/2019 0

Saving Account par 9% se Jyada Interest pane Ka Aasan Tarika

Saving Account par Double Interest

Saving Jitni jyada badhegi, Feature utana hi Secure hoga, yahi mana jata hai or aap ise ke tahat Saving Account Hold bhi karte hai, lekin kya vakai aap saving account me mil rahe interest se amir ban pavoge? Shayad nahi, kyu ki mojuda samay me takriban har bank saving account par 4% interest dete hai, jo kafi nahi hai, iske liye aapko aisa option select karna hoga jo jyada interest bhi de or aapki capital bhi badhaye.

Saving Account on 9% Interest
To aapke liye ak best option lekar aayi hu, to friends ye post me aapko Aisa Saving Account Jo aapko 9% tak ki dar se Yearly interest bhi de or ak click par aapko kabhi bhi, kahi bhi paisa bhi Available karaye vo bhi sirf ak app download se.
Aapko Milega Kaise Double interest :-
Reliance Mutual Fund ka Simply Save App Download kare, Fund ke money Manager Fund ke sath Connect hone ke karan aapko archa interest milata hai, or aap jab bhi chahe, is Facility me 30-minute ke andar maximum 2-Lakh rupay tak nikal sakte hai.
Simply Save App ke Fayade:-
Mobile App -Single Click Investment

  • सहूलियत (CONVENIENCE) :Mobile App se Single Click Investment
  • तुरंत Redemption 30 Minute me aapka paisa Withdraw, Vo bhi 365 day,
  • Low Risks scheme:
Reliance Money Manager, Debit Fund hai, jo Low-Risks or Stable Return par kaam karta hai.
Kyo Kare invest:-
Investment
  • Aapki Saving Rahegi Secure.
  • Aam Saving Account se Jyada Return.
  • Jab Jarurat ho tab paisa aapke hath me.
  • Investment ka sahi time.
Warren Buffett's (वॉरेन बफेट)

Warren Buffett's Kahte hai, Do not spend that saved him, Left after expenses, please save it. Yani ki जो सेव किया उसे खर्च मत करो, खर्च के बाद जो बचा, उसे सेव करो.

Buffett's ka yah kahna Finance par aapko Lifetime Control de sakta hai, aam taur par ham saving account me rakhi रकम se hi apne jaruri kharch pure karte hai, jab ki ye Asaly saving nahi hai

दरअसल, Saving Account par aapki bachat behad slow speed se badhti hai, or महंगाई dar ke hisab se interest bhi kam milta hai, aise me bahetar hoga agar aap kahi aise jagah invest kare, jaha Return high ho or kabhi bhi paise nikalne ki सहूलियत bhi ho, महंगाई dar ka bhi asar nahi,

Fixed deposits, insurance or PPF me aapka paisa to Secure raheta hai, lekin aap badhati महंगाई se nahi nipat pate, aisa sirf Equity me ho sakta hai, duniya-bhar ke Fund manager kah chuke hai ki best return pane ke liye yah samay sabse best hai, agar Equity me invest kiya jaye to.
Reliance Money Manager Fund Ultra Short Term Debt Fund hai, ise Amit Tripathi and Anju Chhajer jaise kabil fund manager sambhalte hai,

Reliance Money Manager Fund Ak Growth plan hai, jo aapko 9% yearly Return deta hai, fund par bite 1, 3 or 5 years me क्रमशः 8.59%, 9.08% or 9.12% Return milta aaya hai, Simply Save App Download kare or sharu kare new ज़माने  ki saving

Also Read::

Note :  Agar Aapko meri Post se kus help mili ho, ya Pasand ayi  ho to Like, Comment and Share, Jarur kriyega, Aur  apne Doston Aur Family Members Ko bhi invite Krein.

Read More

Airtel Users Ko Milega 5GB, Free 3G Data, Offer Ke Liye Process..

3/25/2019 0
Airtel Users Will Get 5GB Free 3G,
Reliance jio ke lunch hone ke baad sabhi companies apne-apne tarike se users ko आकर्षित karne me lag gai hai, Airtel, Vodafone, BSNL OR other telecom companies आकर्षक offers pesh kar rahi hai, aise me airtel ne bhi 5GB free internet dene ki offer pesh ki hai, is offer ki sabse impotent baat ye hai ki ye 2G, 3G OR  4G teeno tarah ke data par milega, iski internet speed users ke dvara Subscribed data ke anusar hogi, ye offers ko har user nahi le payege, agar aap ye offer ko lena chahte hai, to kuchh Predefined Task Airtel ki taraf se निर्धारित kiye gaye hai, jinhe aapko pura karna hoga, kon se hai vo Task aaiye jante hai...

Kaise Milega Ye Offer?

«Step-1»
Ye offer sirf un logo ko mil sakta hai, jinke pass "My Airtel App" hai, ye app android or iphone users ke liye available hai, iske liye sabse pahle airtel.in/free website par jana hoga, yaha par sabse pahle aapse aapka mobile number pusa jayega, taki aapka phone verify kiya ja sake,

«Step-2»
Is step me aapko apna mobile number verify karvana hoga, yaad rahe ki mobile number Airtel vala hi dale or sim primary slot me honi chahiye, jaise hi aap  10 digit ka mobile number add karke click karege, aapko ak one-time password mil jayega, jis se verification process puri ho jayegi,

«Step-3»
Ak baar number verify karne ke baad aapko Airtel app ke home page par jakar ” That is My Jackpot Offer “ par click karna hoga,

«Step-4»
Ab aapko App dvara diye gaye Task puri karne hoge, tabhi aap airtel ka yah offer le payege, ye Task 8 sort step me baat diye gaye hai, jaise sultan game download karne par aapko 500MB data milega,

«Step-5»
Iske baad aapko ak or app install karna hoga, Wynk App android or iOS dono users ke liye available hai, ye app download karne ke baad kam se kam 11 song play karna hoga, or feer se 500MB data milega,

«Step-6»
Is step me aapko apne airtel wallet me 100Rs. Or dalne hoge tab feer aapko 500 MB free data milega,

«Step-7»
Aise hi Task pure kar ke aapko dhire-dhire karke free airtel data milta jayega, halaki, is offer me users ko agar data milega to is se data kharch bhi hoga,

Airtel offer ki policy

Free data sirf night pack hai, matlab ki aapko raat 12am se 6am tak hi data use kar sakte ho, Is se bahar agar user data use karta hai to vo  pack se delete kiya jayega, Is offer ka fayada ak user ko ak baar hi le sakta hai, dusri baar nahi milega,

Note :  Agar Aapko meri Post se kus help mili ho, ya Pasand ayi  ho to Like, Comment and Share, Jarur kriyega, Aur  apne Doston Aur Family Members Ko bhi invite Krein.
Read More

Smartphone Me Bina Factory Reset Kiye Virus Ko Remove Kaise Kare-6 Step Process.

3/25/2019 0

Mobile Phone Me Bina Data Delete Kiye Virus Ko kaise Remove Kare.


Mobile phone virus detected tricks

Smartphone Me Virus Ka Pata Kaise Lagaye?

Smartphone Main Virus Aane Par Usko Factory Reset karna hi Ak Option Najar Aata hai, Lekin Aisa Karne Par Phone ka sara Data Delete ho jata hai, Isme Photos, Games, And Message Sabhi Shamil hai, "Factory Reset" kiye bina bhi phone me Virus se Romove kar sakte hai, bas uske liye kus Aasan Step Follow karna Hoga,

Smartphone Me Safe Mode On Kaise Kare. [Turn on Safe mode]

Sabse Pahle Phone Me "Safe Mode" ko ON Kare, Mobile Phone me Safe Mode ON karne ke liye Ye Step Follow kare..
  • Phone ka sabse Pahle Power Off kare,
  • Power Key Press Kare Or Hold Karke Rakhe,
  • Jaise Hi Phone Ke Company Logo Screen Par Dikhai dene Lage Tab Power Key ko Release Kar De,
  • Power Key Release karne ke baad turant  "Volume Down Key" Press Kare,
  • Volume Down Ki Tab tak Hold Karke Rakhe, Jab Tak Device Restart  Na Ho Jaaye,
  • Ab Phone Ke manu ya screen Left me side Safe Mode ka Voter Mark Najar Aane Lagega,
Settings Me Jaye-

Phone Me Safe Mode Activate Hone Ke Baad Setting > Apps > Downloaded me jaaye,

Virus Ko Pahechane-

Mobile settings me jakar apps Downloaded me Jakar Download Aaps ko Check kare, Agar Aapko List me aise Koi App Dikhai de Rahi Hai Jo Aapne Download Nahi ki thi, To ye Virus ho sakta hai,

 Aise Kare Uninstall :-

App Par Jakar Yuse Tap kare, Uninstall ka Option Dikhne par Yuse Tap kare, Ab Phone Ko Reboot kar de, Ab Safe Mode Ki Jarurat nahi hai,

Agar Delete Na Ho Virus:-

Agar In Step Ko Follow Karne Ke Baad Bhi Downloaded se Vah App Delete nahi huaa hai to Settings > Security > Device Administrators me Jakar App ko Detectivate kar de, iske baad Settings > Apps > Downloaded me jakar app ko uninstall kar de,

Note: Smartphone Me Virus Ko Remove Karne Me Koi Bhi Problem Ho Rahi Ho, to Comment Me Bataiye, & Like, Share jarur kare, thanks site visit ke liye,

Also Read:

Read More

Facebook ki Top 10 Hidden Hindi Tips And Tricks

3/25/2019 9
Facebook mobile girls

Facebook ki 10 Hidden Hindi Tricks 

Aajkal har kisi ke paas smartphone hota he, or har mobilephone me Facebook app jarur hoti hai jise sayad din me sabase jyada using kiya jata hai. India me har din Facebook ke users badhate ja rha hai kai users aese ho jo dusro ki sirf update padhate hai.massage pdha lete hai aur profile picture badal lete hai.isase Aage Facebook unake liye kucha nhi hoti hai .


Lekin Facebook Real me ak kamal ki App hai. Isme koi aesi hidden tricks hai jo kafi use hoti hai. Aaiae me aapko batati hu iske baare me bahut kus jaankari jo aaj tak anjaan the, To chaliye aaj ham baat karate he, Facebook ki aesi hidden tricks ke bare me.

Facebook Top 10 Hidden Tricks 

(1)-Secret Inbox
Friends Facebook me bhi Secret inbox hota hai jo filtered massage ko Aapke inbox me na send karake  dusare box me bhej deta hai or jab Aap ise  open krenge tbhi dikhai dega.

(2)-Video or rapport ko survey karke bad me dekhe.

Facebook me Aap video or rapport ko seve karke unhe bad me kabhi bhi time milne par dekh sakte hai. iske liye update par right click karke use save karna hoga.

(3)-Uber ko call kar sakte hai.

Aap Facebook massager ki help se uber ko call kar sakte hai bas iske liye Aapko internet ki help padti hai. Aap ke mobile par balance ho ya na ho isase koi lena dena nhi hota. Uber account ke sath connect ho jaye or car ka symbol send kar de. Iske bad Aap call kar sakate  ho.

(4)-News feed se logo ke post delete kare.

Agar Aapke kisi vyakti ki post se pareshan hai or use apne newsfeed se hatana chahte hai to Aasani se delete kar sakte hai  Aap us vyakti ki profile par jaAe or use unfollow kar de. Usake bad Aapke newsfeed me usaka koi bhi post nhi dikhai dega.


(5)-Profile ko page me badle.

Agar Aapke friend 5000 se jyada ho gye hai or Aap apane profile ko page me badlana chahte ho to use page migration features  ki help se  badla ja sakta hai.

(6)-Close friend ko shortlist kre. 

Agar Aapke Facebook me kai friend he or Aap unme se kuch ko hi shortlist karna chahte hai to aesa kar sakte hai. Aap ke facebook chat baar me jakar adit options par top peoples ko select karle. Is se Aapko apane friend se chat karne ke liye puri list ko scroll ya search nhi karna padega.

(7)-Show Current Location and Nearby Places.

Agar Aap kisi new Location par gye hai or vaha ke Location ko explore  karna chate to Facebook Ki help se vaha ke Impotent location  ko dekh sakte hai. Iske liye nearby teb par click kare or Apani sahi location ko dale.

(8)-Live video

Facebook ki help se Aap Live video chat Kar sakte hai. Iske liye Aap apane phone me massager install karna hoga.

(9)-Chat

Facebook ka chat ak massager hai Aap chat karna chahte hai to shirf is Aap ko install kar sakte hai.iske madhym se Aap faltu ki chat se bach jaAenge or jin logo se chat karna chahte hai unase hi chat kar  paAenge iske liye Aapke Facebook par login hone ki jrur nhi hai.

(10)-Top app hai Facebook.

Facebook ab tak ka top app hai jise har smartphone me dekha ja sakta hai. Aap is par kisi bhi site ke connect  ya news from ko bhi share kar sakte hai iske liye padhe jane vale article  ke site me Facebook symbol par click kar de. Apne Aap article  share ho jaAega.

Read More

One-Sided Love Ke संकेत Or उबरने ki Tips In Hindi

3/25/2019 0

One Sided Love TIPS IN HINDI

Kahte hai "Pyar Duniya ka Sabse Khubsurat AheSas hota hai", Lekin Jaruri nahi ki Aap jis se pyar kare vo bhi aapse pyar kare. Kai baar ak tarafa pyar me log har Had paar kar lete hai,

Ak Tarafa Pyar Me Bhul Kar Bhi Na Kare Ye Galati

Last day me ak news bahut charcha me rahi, baat thi delhi ki ak ladki ki, Delhi me ak ladki ne ak ladke se shadi se inkaar kar diya hai, to ak tarafa pyar me pagal ladke ne ladki ko jinda jalane ki koshis ki, Ladki ki 70% body jal chuki thi, ladke ka name Abhishek bataya ja raha hai,

Ladki filhaal hospital me jindgi ke liye juz rahi hai, ladki ke mutabik ladka uska hi padosi tha, Vah us se aktarafa pyar karta tha, or shadi karna chahta tha, Ladki ke inkaar karne par yuse pareshan karta tha, Chhed-khani karta tha, ladki ne us par kerosin dalkar jalane ka Aarop lagaya hai, Aaj Ke Article Me One-Sided Love ke संकेत or us se उबरने ki 8 tips bata raha hu,


One-Sided love, Do Not Forget The Mistake,

(1)- jab Aap kisi se apne dil ki baat kehte ho, to Ha ki umid ke sath-sath uski Na ke liye bhi taiyar rahna chahiye, Aapne Yuse apni Fillings bata di, ab iske aage aap kus nahi kar sakte,

(2)-One-Sided Love me aap apni डिगनिटी (Dignity) ke baare me bhul jate hai, vahi apni raay express nahi karte, lekin ye nahi bhulana chahiye ki apni Dignity khona, khud ko Khone ki tarah hai, sabse pahle apne aap ko pyaar kare,

(3)- Apne Family Members or apne dosto ke sath jyada se jyada time bitaye, iske alava unse apni Problems Share kare, sath hi unki salah ko sune,

(4)- Ak Tarafa pyaar me Samne vala umid karta hai, ki jab yuse aapki jarurat hai tab aap aage aayege, vahi jab aapko unki jarurat hoti hai tab vo help nahi karte, is se kai baar aap jyada akela-pan mahesus karte hai,

(5)- Agar aap ko pyaar ke badle pyar na mile, to hinsak hone ki bajay apne kadam pichhe kar Le, aapki jindagi me ak baar fir pyaar dastak dega, ho sakta hai aapke liye koi is se bhi archa aane vala hai,

(6)- Agar Aap Dukhi hai to apne Aap ko शोक ke liye time de, शोक karne me kus bhi galat nahi hai, Vastav me un bhavnaओ ko dabane ki tulna me aapka udas hona jyada archa hai,

(7)- Aapko lagta hai ki aapka Relationship jarurat se jyada khich raha hai, ya fir Relationship me problem aa rahi hai to baithkar baat kare, aisa na karne se problem or bhi bath sakti hai,

(8)-One-Sided Love ki vajah se kai मानसिक परेशानियों hoti hai, Lekin sath hi jindagi ki kau Aham Sabak bhi deta hai, jab aap is se उबरेंगे to khud ko pahle se jyada majbut payege

Also Read::
Read More

Aapke Smartphone Ki Fingerprint Scanner Kar Sakte Hai Ye 12 Kaam

3/25/2019 0
Aaj Ke Article Me Ham Baat Karne Jaa Rahe Hai 12 Amazing Work With Smartphone Fingerprint Sensor. Smartphone User Jyadatar Fingerprint Ka Use Sirf Phone Ko Unlock Karne Me Hi Karte Hai, But Aaj Ham Janege Ki Smartphone Ki Fingerprint Phone Unlock Karne Ke Alava Dusre Kis Kaamo Me Use Kar Sakte Hai.

Smartphone Ke Fingerprint Sensor Se Phone Unlock Karne, Selfie Lene Ke Sath Hi Aise Kaam Bhi Kar Sakte Hai Jiske Baare Me Aapko Pata Nahi Hoga. Is Se Aap Phone Ko Back Karne, Screenshot Lene, Home-Screen Open Karne, Background Me Chal Rahi App Ko Show Karne Jaise 12 Kaam Kar Sakte Hai. Iske Liye Aapko Google Play Store Se Ak Free App Download Karni Hogi. Jiska Name Hai Fingerprint Quick Action. Ye Application Sirf Android 6.0 Marshmallow Aur Unse Up Ke Version Par Work Karti Hai. Isko Use Karna Bahut Hi Aasan Hai, Yah App Sirf 1MB Ka Hai. Yaha Ham Aapko Isko Use Karne Ki Full Process Bata Rahe Hai.
smartphone-fingerprint-sensor-12-awesome-works

Step-1
Fingerprint Quick Action Install Karne Ke Baad Aapko Aap Se Related Kuchh Information Dee Jayegi Inko Read Karke OK Button Par Click Kare.


Step-2
Ab Enable Fingerprint Quick Action Par Click Kare. Ye Setting Me Accessibility Me Le Jayega. Ab Accessibility Ko ON Kare.


Step-3
App Me Jakar Non Xposed Mode Setting Par Click Kare. Agar Auto Retry ON Nahi Hai To Right Par Tik Kare.


Step-4
Back Aakar Respond To Enrolled Fingerprint Only Click Karke Single Tap Action Option Par Click Kare.


Step-5
Yaha 12 Kaamo Ki List Open Hogi, Jinhe Aap Fingerprint Sensor Par Single Tap Karke Kar Sakte Hai. Kisi Ak Kaam Ko Select Kar De.


Step-6
Agar Aapne Screenshot Select Kiya Hai To Ab Jaise Hi Aap Fingerprint Par Single Tap Karege Screenshot Aa Jayea.

Dosto Ye Article Aapko Pasand Aaya Ho To Like, Share, Comment Karna Na Bhule. Thanks And Keep Visiting... Aur Bhi Article Padhna Chahte Ho To Niche diye Gaye Link Par Click Kare.
Read More

India Me Banned Hai 7 Chije Kya Aapko Pata Hona Chahiye

3/25/2019 0
7 Things In India BANNED
Aapko Bhale Yakin Karne me mushkil ho, lekin india me Public place me kiss karna Illegal hai, duniya ki sabse badi democracy hone ke bavjud hamari country me or bhi kai aisi chijo ko BAN kiya gaya hai, jo dusre Developed country me legal hai, aise me Aaj me aapko un tamam chijo ke batane ja rahi hu, jo india me BAN ya illegal kar diya hai.

7 Things In India BANNED

(1)-Porn Films Apne Pass Rakhna Bhi BANNED
Bhale hi Sunny Leoni india me Aakar Aasani se Bollywood films kar rahi ho,lekin asal me jis kaam se vo pahle se juddi hui thi, vo kaam india me nahi kar sakti. Yani india me na vo por*n ka business kar pati or na hi itani famous ho pati, indian Low Por*n Films banane, Produce karne, ya yuse rakhne ki permission nahi deta hai.

Agar Aap Aisa karte hua pakde gaye to Aapko Prison (जेल) bhi ho sakti hai, ye alag baat hai ki porn sites ka access karna yaha utana hi aasan hai, jitana dusri country me, kus time pahle center government ne porn sites ko bhi BAN karne ki koshish ki thi, lekin unhe virodh ke baad apna faisala paltana pada tha,

(2)-Public Place Par Kiss Karna -BAN

Bhale hi Indian Low logo ko tamam Aazadi deta hai, lekin public place par kiss karna crime mana jata hai, aapne kai baar park me baithe couples par police Actions ki news bhi padhi hogi, iske pichhe vajah ye hai ki "Indian Penal code ka section 294 Public place par अश्लीलता failane ko Crime manta hai, (Section 294 of the Indian Penal Code, the crime is spreading obscenity in public place.) Halaki, अश्लीलता ki koi परिभाषा nahi di gayi hai, Iske virodh me Kiss Of Love jaisa Campaign bhi aayojit hote rahte hai,

(3)-BAN exhibition of female models in stores

Mumbai ke Local authorities ne Dukano me model ke Statue ko bikini pahna kar प्रदर्शित karne ko bhi BAN kar diya hai, authorities ne iske pichhe tark diya hai ki purusho ka dimag is se dushit ho jata hai,

 (4)-Banned dance bars!

Maharashtra government ne bars or pubs me mahilayo ke dance par bhi BAN laga diya hai, halaki, ak court ne iske khilaf faisala diya hai, Lekin Bavjud bhi court ke फैसले ke khilaf Appeal kar rahi hai, Isi vajah se kisi jamane me fal-ful raha dance bars ka karobaar band pada hai,

(5)-Homosexuality BAN

India me Homosexuality bhi BAN hai, halaki, high-court ne ak baar ise crime ki list se hata diya tha, lekin dubara Supreme-Court ne ise illegal ghoshit kar diya, is vajah se agar koi couples Homosexual hai to yuse bhi police pakad sakti hai, or yuse jel jana pad sakta hai,

(6)-Alcohol Advertising BAN

Sharab ki Advertising par bhi india me Ban hai, is vajah se Alcohol ki companies logo tak pahuch ne ke liye Alag-alag madhyam ka sahara leti hai, jaise ki kai companies sharab ki jagah apne brand ke soda ko Promote karti hai, halaki, dusari or gujarat sahit kuchh State ne Sharab pine par bhi BAN laga diya hai, is list me new name bihar ka hai,

(7)- Beef BAN

India me Kuchh jagaho par beef bhi BAN hai, Maharashtra government ne 2015 me Beef bechne or rakhne par प्रतिबंध laga diya hai, aisa karte pakde gaye to 10,000 rupay tak ka fine or 5 years ki jel bhi ho sakti hai, Gaay (cow) ko pavitra mana jata hai, isliye bahut sare logo ki mag hai ki dusre states me bhi is par banned laga diya jaye.
Read More

Kisi Dusre Phone Ke Sabhi Data Ko Track Kaise Kare. Brilliant Ideas

3/25/2019 0
Friends, Aaj Ham Aapko Ak Aisi Trick Batane Ja Raha Hu Jisko Use Karke Aap Apne Smartphone Ki Screen Ko Kisi Bhi Phone Me Dekh Sakte Ho. Aur Aap Apne Dost Ya Kisi Or Ke Mobile Phone Ki Screen Aapke Mobile Headset Par Dekh Sakte Ho. Iske Liye Aapko Dono Phone Me Ak Android Application Download Karni Hogi, Aaiye Jante Hai Kaise Kar Sakte Hai Use....

Sabse Pahle Google Play Store Me jakar "Inkwire" App Ko Apne Or Apne Friend Ya Jiski Screen Aap Dekhna Chahte Hai Usme Download Kar Le.
"Inkwire

Step 1:
Google Play Store Par jakar Is Icon Vale App Ko Dono Phone Me Download Karke Open Kare. Aap Yaha Se bhi Download Kar Sakte Hai  "Inkwire"
"Inkwire
Step 2:
App Ko Open Karte Hi Aapke Samne Ye Window Open Hogi.

Step 3:
Ab Apne Friend Ke Phone Me Ya Jis Se Aap Screen Share Karna Chahte Hai Uske Phone Me Ye App Open Kare.

Step 4:
Ab Aap Jis Phone Ki Screen Ko Share Karna Chahte Hai Usme "Share" Par Click kare.
"Inkwire
Step 5:
Share Par Click Karte Hi Ek Window Open Hogi Usme "Start Now" Par Click Karna Hoga.

Step 6:
"Start Now" Par Click Karte Hi Ek Code Generate Ho Jayega.

Step 7:
Ab Aapko Dusre Phone me jakar "Access" Par Click Kar Yah Code Add Karna Hoga.
"Inkwire
Step 8:
Code Dalte Hi Yah Connect Hone Lagega.

Step 9:
Connecting Par Yah Aisa Message Dega. Iske Aap Yah Aapse Microphone Ko Enable Karne Ke liye Pusega. Aap Apne Hisab Se, Ese Select Kar sakte hai.

Step 10:
Ab Aapko "Got It" Par Click Karna Hoga.
"Inkwire
Step 11:
Aisa Karte Hi Aapki Screen Share Ho Jayegi. Ab Aap Jo Bhi Ek Phone ki Screen Par Karege Vo Dusre Phone ki Screen Par Dikhai Dega.

Note :  आपको ये पोस्ट पसंद आई हो तो लाइक करें अगली पोस्ट के लिए Follow का बटन दबाए और हो सके तो whatsapp और facebook पर share भी कर दें.. हमारे सभी पोस्ट पढ़ने के लिए Logo पर क्लिक करें.... धन्यवाद..
Also Read:





Read More

Negative Thinking (नकारात्मक सोच) Se Bachne Ke 20 Upay

3/25/2019 0
Aksar नकारात्मक सोच(Negative Thinking) Hamare Dimag Par Kabja Karne Lagti Hai, But Kitne Samay Tak  नकारात्मकता Rahegi, Yah Ham Par Dependent Karta Hai. To Aaj Ke Is Article Ke Jariye Hamne Aasi Hi Kuchh Baate Lekar Aaye Hai Negative Thinking Ko Dur Karne Me Kafi Helpful Hogi. Aaiye Baat Karte Hai... Negative Thoughts (नकारात्मक विचार) Se Kaise Mikti Paaye Aur Stop Negative Thoughts.

Five Negative Things In Life In Hindi:

negative thoughts

👉1.जब भी खुद से बात करते हैं तो पॉजिटिव अंदाज में बात करनी चाहिए| ऐसा करने से हम आधी जंग खुद-ब-खुद जीत सकते हैं|

👉2.अपनी छोटी से छोटी आदत को भी सेलिब्रेट करने का प्रयास करिए| ऐसा करने से सोच सकारात्मक रहेगी| खुशी भी होगी|

👉3.हर वक्त परेशान रहने से कोई फायदा नहीं होता है| खुद को हसने मुस्कुराने की आजादी दीजिए| समय समय पर दिल खोल कर जोर से हंसिए।

👉4.मुश्किल काम करने के लिए हमेशा तैयार रहना चाहिए। इससे सोच सकारात्मक रहेगी।

👉5.जो बीत चुका है, उसे भूल जाना चाहिए, खासतौर पर पुरानी ग़लतियों को। दिन में कुछ वक्त खुद से बातें करें।

Dimag Ko Shant Aur Tension Ko Dur Karne Ki 6 Baate. Positive Thinking Tips In Hindi

Life Me उतार-चढ़ाव To Aate Rahte Hai. Jarurat Hai To Bas Khud Ko Balance Rakhne Ki. Kai Baar Aas-Paas शोर Ke Karan Pareshani Hoti Hai To Kai Baar Dimag Me Chal Rahi हलचल Me Khud Ko Balanced Rakhna Mushkil Ho Jaata Hai Aise Me Dimag Ko Shant Rakhne Ke Liye 6 Baate Faydemand Rahegi...

great thoughts on life

👉1.Kisi Ak Buri Baat Par Na Tike:
Puri Kitab Ki Kahani Uske Ak Chapter Me Nahi Hoti Hai. Aur Nahi Koi Ak Chapter Puri Kahani Bata Sakta Hai. Isi Tarah Se Ak Galati Karne Se Aapke चरित्र Ke Baare Me Pata Nahi Chalta Hai. Isliye Jindagi Ke पन्ने Badlate Jaaye, Yani Kisi Ak Baat Ya Galati Par Tike Na Rahe.

👉2.Purani Baato Par अफसोस Na Kare:
Gujari Baato Par Jitna Marji अफसोस Jatane Se Bhi Koi Fark Nahi Padta Hai. Isi Tarah Se Aane Wale Features Ko Lekar Chahe Jitana Excitement Hoga To Bhi फ़र्क Nahi Padega, Lekin Aaj Jo Aapke Paas Hai Uske Liye Bhagvan Ko Thanks Kahne Se Bahut फ़र्क Padega.

👉3.Jindagi Har-Pal Badlati Hai:
Aap Kahi फस Gaye Hai, Yah Keval Ak अहसास Hai Koi Hakikat Nahi. Isliye Yah Kabhi Mat Sochiye Ki Aap Kahi फस Gaye Hai. Jindagi Har Second Badlati Hai Aur Uske Sath Aap Bhi Badlte Rahiye.

👉4.Soch Ko Kabu Me Rakhiye: [Keep Thinking Over]
Har Chij दो Baar Banti Hai. Ak Baar Dimag Me Aur Dusri Baar Hakikat Me Isliye Apni Soch Ko Kabu Me Rakhiye, Kyu Ki Aapki Soch Hi असलियत Ka Roop Legi.

👉5.Ak वख्त Par Ak Hi कदम Badhaye:
Aaj Aapke Sath Jo Kuchh Bhi Ho Raha Hai Usme Aisa Kuchh Bhi Nahi Hai Jo Aapko Aage Badhne Se Rokega. Isliye Ak वख्त Par Ak Hi Kadam Badhaye Yani Ki Ak वख्त Me Ak Hi Kaam Ko Full Concentration Aur इमानदारी Se Kare. Is Se सफलता Milne Ki संभावनाएं Badh jayegi.

👉6.Kisi Ak Buri Baat Ke Karan Deen Barbad Na Kare:
Ak Pal Bura Tha To Us Se Baki Pal Bure Nahi Ban Jaate Hai. Isi Tarah Se Agar Deen Me Koi Ak घटना Buri Ho Gayi Hai To Us Se Pure Deen Ko Barbad Nahi Kiya Jaa Sakta Hai.

खुशाल जीवन के 10 मंत्र || Life Me Khush Kaise Rahe:

khushal jeevan ke 10 Mantra


Mushkil Samay Me Bhi Khush Rahna Chahte Ho, Kare Ye 10 Baate Follow 


👉1.हर व्यक्ति के साथ प्रेम से मिले। वह चाहे जैसा भी हो, उसे सम्मान दें। इसके लिए एक आदर्श स्थापित करें।।

👉2.हर स्थिति को परफेक्ट बनाने में मत लगीए। स्थिति जैसी हो, उसे वैसे ही रहने दीजिए। क्योंकि कुछ चीजों को परफेक्ट बनाने में बहुत कुछ बर्बाद हो जाता है।।

👉3.खुद के लिए समय निकालें। जब भी सुकून भरी लंबी सांस लेने का मन करे, जरूर ले। अपनी जरूरतों को प्राथमिकता देना सीखें।।

👉4.परिवार आप ही है, जैसे भी हो, जिस परिस्थिति में भी हो, उसका मजा ले। भविष्य के बारे में न सोचे। क्योंकि भविष्य किसी ने नहीं देखा।।

👉5.हमेशा सोचिए, आज आप अपने पल को कितना अच्छा फील कर रहे हैं। यह आपकी अच्छी किस्मत ही है, और इसी के चलते आप इस समय का मजा ले रहे हैं।।

👉6.जहां जरूरत हो वहां अच्छी बातें करना और दूसरों को बताना सीखें। ऐसा करने से आपके अंदर भी कॉन्फिडेंट Confident आएगा और आप अच्छा फील करेंगे।।

👉7.सबसे पहले खुद पर ही शक करना सीखें। उसके बाद अपने विश्वास पर शक करने का विचार करें।।

👉8.जो बात गलत हो सकती है या जिस की आशंका आपको परेशान कर रही है। उसके बारे में सोच-सोच कर डरने की जरूरत नहीं है।।

👉9.जहां नेगेटिव माहौल {Negative Atmosphere} हो या नकारात्मक सोच {Negative Thinking} के लोग हो, वहां से अपने आप को दूर रखें।।

👉10.दूसरों के हाव-भाव की तरफ ध्यान देने का प्रयास करें। क्योंकि अक्सर आपके आस-पास के लोग आपको यह नहीं बता पाते कि वह आपके बारे में क्या सोच रहे हैं। लेकिन आप गौर करें तो उसके हाव भाव-पूरा हाल बता देंगे।।
Dosto, Article Aapko Pasand Aayaa Ho To Apne Friends Ke Sath Jarur Share Kare. Aur Koi Sawal Ho To Hame Comment Me Bataiye.. Thanks And Keep Visiting..........
Read More