Google Play Stores par kai aise Apps Mojud hai, jinki help Se Aap Second me kisi user ke baare me pata Laga sakte ho, Yani Ki Aapke paas kisi Users ka Mobile Number hai, Tab us se Judi Details ka pata laga sakte ho, Aise hi Ak App ka Name hai. Truecaller, Lekin Ak Trick Aise bhi hai jiski help se User Truecaller se apni Detail hata sakte ho, To aaiye Jante hai kaise Kaam karti hai ye tricks...
Is Trick ke Baare me Janne se pahle Aap thoda sa Truecaller ke baare me jaan le, Is App ko Users Google Play Store Se Free Download (Install) kar sakte hai, Ise True Software Scandinavia AB Company Ne Design kiya hai,
App Ka size 8.6 MB hai, Play Store se ise Ab Tak 50 Crore se jyada baar Install kiya gaya tha, Ye App Android ke version 4.0.3 ya us se up version par work karta hai,
Truecaller App Me Ye Features Add Hai,
- Kisi Number Ke Baare Me Pataa Lagana.
- Kisi Caller Or TeleMakers ko Block karna.
- Call Se Direct Call Karna.
- Friend Baat karne ke liye Free hai Ya Nahi, Pataa Lagaye.
Truecaller Se Number Hatane ki Process.
Truecaller se Apna Number Hatane ke liye Users ko is baat ka dhayan rakhana hoga, ki vo khud bhi is app ka use nahi kar sakta hai, Sath hi Apne Smartphone par is app ki help se kisi bhi Users ki details ka pata nahi laga sakta hai, ye app Other Social Media se kisi Users ki details ko track karta hai, yani kisi user ne Facebook, Whatsapp, Website ya any Medium par apne numbers se judi details di hai tab vo ise track kar sakta hai,
Truecaller Se Apne Number ki Detail Remove Karne Ki Trick..
Android User ke Liye
Truecaller App ko open kare,
Manu >>Settings >>About >>Deactivate Account. Select kare,
Iphone User ke Liye
Truecaller App ko open kare,
More >>About >>Deactivate Account. Select kare,
Windows User ke Liye
Truecaller App ko open kare,
More >> Settings>> Help >>Deactivate Account. Select kare,
Also Read:
True caller me hiddden number kaise dekhe. WWW.mindonsearch.com
ReplyDelete