Hindi Love Tips: Reliance Jio

Hot

Showing posts with label Reliance Jio. Show all posts
Showing posts with label Reliance Jio. Show all posts

May 09, 2025

Airtel Users Ko Milega 5GB, Free 3G Data, Offer Ke Liye Process..

5/09/2025 0
Airtel Users Will Get 5GB Free 3G,
Reliance jio ke lunch hone ke baad sabhi companies apne-apne tarike se users ko आकर्षित karne me lag gai hai, Airtel, Vodafone, BSNL OR other telecom companies आकर्षक offers pesh kar rahi hai, aise me airtel ne bhi 5GB free internet dene ki offer pesh ki hai, is offer ki sabse impotent baat ye hai ki ye 2G, 3G OR  4G teeno tarah ke data par milega, iski internet speed users ke dvara Subscribed data ke anusar hogi, ye offers ko har user nahi le payege, agar aap ye offer ko lena chahte hai, to kuchh Predefined Task Airtel ki taraf se निर्धारित kiye gaye hai, jinhe aapko pura karna hoga, kon se hai vo Task aaiye jante hai...

Kaise Milega Ye Offer?

«Step-1»
Ye offer sirf un logo ko mil sakta hai, jinke pass "My Airtel App" hai, ye app android or iphone users ke liye available hai, iske liye sabse pahle airtel.in/free website par jana hoga, yaha par sabse pahle aapse aapka mobile number pusa jayega, taki aapka phone verify kiya ja sake,

«Step-2»
Is step me aapko apna mobile number verify karvana hoga, yaad rahe ki mobile number Airtel vala hi dale or sim primary slot me honi chahiye, jaise hi aap  10 digit ka mobile number add karke click karege, aapko ak one-time password mil jayega, jis se verification process puri ho jayegi,

«Step-3»
Ak baar number verify karne ke baad aapko Airtel app ke home page par jakar ” That is My Jackpot Offer “ par click karna hoga,

«Step-4»
Ab aapko App dvara diye gaye Task puri karne hoge, tabhi aap airtel ka yah offer le payege, ye Task 8 sort step me baat diye gaye hai, jaise sultan game download karne par aapko 500MB data milega,

«Step-5»
Iske baad aapko ak or app install karna hoga, Wynk App android or iOS dono users ke liye available hai, ye app download karne ke baad kam se kam 11 song play karna hoga, or feer se 500MB data milega,

«Step-6»
Is step me aapko apne airtel wallet me 100Rs. Or dalne hoge tab feer aapko 500 MB free data milega,

«Step-7»
Aise hi Task pure kar ke aapko dhire-dhire karke free airtel data milta jayega, halaki, is offer me users ko agar data milega to is se data kharch bhi hoga,

Airtel offer ki policy

Free data sirf night pack hai, matlab ki aapko raat 12am se 6am tak hi data use kar sakte ho, Is se bahar agar user data use karta hai to vo  pack se delete kiya jayega, Is offer ka fayada ak user ko ak baar hi le sakta hai, dusri baar nahi milega,

Note :  Agar Aapko meri Post se kus help mili ho, ya Pasand ayi  ho to Like, Comment and Share, Jarur kriyega, Aur  apne Doston Aur Family Members Ko bhi invite Krein.
Read More

Reliance Jio Ki Help Se, Dekhe Free Online Mobile Movies Or TV Serial

5/09/2025 0

How to watch free movies online and tv serial with jioplay app

watch free movies online and tv serial
Reliance Jio thamne ka name nahi le rahi hai, Company ke "Welcome Offer" Ke baad ab company ne mobile, Internet, TV, par bhi free access dene ki soch li hai, Company ne bahut sari Apps Lunch ki hai, jaise ki MyJio, JioChat, JioTV, JioCinema, JioMusic, JioMags, JioDrive, JioXpress News, Jio4GVoice, JioSecurity, JioNewsPaper, JioNet. Par ham baat karege Jioplay app ke baare me...

Company ke JioPlay App ki help se aap mobile internet par free online movies ka maja le sakte ho, khas baat ye hai ki ye Zero Subscription OR Zero Data Loss Package me shamil hai.

Free Online Movies And TV Serial Dekhne ke Liye Kya Karna Hoga?

Step-1 Sabse Pahle aapko JioPlay App Download Karna Hoga, is app me 350 TV Channel hai, jisme bahut sari Language Shamil hai,
TV Channel
Step-2 Ab Apne Jio Account me Sign in kare, Jio Account ko Sign in karne ke baad aapka Registered mobile number enter karna hoga,

Step-3 Ab Hogi Free Streaming
Ak baar Number Verify karne ke baad aapke App se Free Streaming start ho jayegi, ye 3 month ke liye free hai, halaki, ye unlimited nahi hai, or jio ki 4GB One Day Limit isme bhi hai,

Out Of Limit par Slow Hogi Internet Speed.

4GB Limit Khatm hone ke baad Internet Speed 4G se Ghatkar 128Kbps ho jayegi, isme Sony, GTV, Star Plus, jaise channel bhi shamil hai,

New Features- Poss And Play Live Streaming,

JioPlay App me new features Poss Or Play Live Streaming Videos ke liye aaye hai, in features ke sath aap live Show bhi poss (पॉज) kar sakte ho, ye DTH Service Providers ki tarah kaam karega,

Jioplay app kin devices ko support karega,
Compatible Devices.
App For Free live tv
Ye Jio App Tablets Or Smartphones dono par chalega, lekin abhi tak iphone ke liye ye hai ya nahi iske baare me koi jankari nahi hai, Sabhi android smartphones or Tablets jo Airtel 4G,Jio Sim ke liye Compatible hai un par ye app work karega,

Jio Sim Lene Se Pahle Aise Pata Kare Aapke SmartPhone Me Chalegi ya Nahi
Jio sim support smartphones

Reliance Jio Sim Hashil karne ke liye Users sabhi tarah ka prayas kar rahe hai, sim lene vale jyadatar users aise hai, jinhe is baat ki jankari bhi nahi hai ki  ye sim unke smartphone me kaam karega ya nahi, sath hi, Sim me jo features aa rahe hai, vo unhe use kar payega ya nahi, users ko sirf is baat ki jankari hai ki ye sim or iske features free hai, ab jara sochiye ki sim mobile me kaam hi na kare to feer kya hoga? Aise me me aapko bata rahi hu ki sim aapke smartphone me work karegi ya nahi, to aaiye friends ham jante hai ki kaise pata kare ki hamare smartphone par jio sim chalega ya nahi.

Smartphone par Jio Sim Support karega ya nahi kaise pata kare,

Step-1 Sabse pahle aap google pe ye website Will My Phone Work search kare, ya to aap yaha par click karke direct bhi site par ja sakte hai,

Step-2
Ab Getting Started option me pusi gayi jankari feel kare,
Will My Phone Work
Step-3
Details dene ke baad jab aap search par click karege to aapke sabhi network ki jankari Aa jayegi,

Step-4
Yaha par 2G, 3G Network par Right ka nishan aata hai, lekin 4G par nahi, to aapke smartphone par jio sim nahi chalegi, (aap photo me dekh sakte hai,)
Will My Phone Work
Extra Details:
  • (1)-Aap Getting started ke option ke niche Brand me apne mobile ki company ko select karna hai, jaise ki Samsung, HTC, LG etc.
  • (2)-Iske baad smartphone headset ka Model select karna hai, jaise ki Desire-310.
  • (3)-Iske baad Country me india select kare,
  • (4)- Country select karne ke baad Carriers select karna hoga, matlab ki aap kis company (Operator) ka sim use kar rahe ho, exa.. Airtel, idea,
  • uske baad search par tep karde,

Note :  Agar Aapko meri Post se kus help mili ho, ya Pasand ayi  ho to Like, Comment and Share, Jarur kriyega, Aur  apne Doston Aur Family Members Ko bhi invite Krein.

Also Read:
Read More

March 25, 2019

Ghar Baithe Khele Real Time KBC Free App Se, Milega Surprise Gift

3/25/2019 0

Real Time KBC Play Online, Jio Chat App Se, Milega Surprise Gift

kbc play online jio chat download

Kaun Banega Crorepati (KBC) Ka Season 9 Sharu Ho Chuka Hai. Ye Aisa Show Hai Jisme User Kuchh Sawalo Ke Jawab Dekar Lakho - Crore Rupaye Jeet Sakta Hai. But, Hot Seat Tak Pahuchna Har Kisi Ki Kismat Me Nahi Hota. Aise Me JioChat Un User's Ke Liye Real Time KBC Play Lekar Aaya Hai Jo Is Reality Show Ka Hissa Nahi Ban Pate. Yani Aise Users Ghar Baithkar Hi Kaun Banega Crorepati Ko Khel Sakte Hai. Itana Hi Nahi, Is Time User Ko Points Milege Uske Aadhar Par Unhe Surprise Gift  Bhi Diya Jayega.

Jio KBC Play Kya Hai?
Ye Ak Online Game Hai Jisme Aapko Kaun Banega Crorepati Live TV Show Ke Sath Khelana Hai. JioChat App Aapko Jab TV Channel Me Show Live Honge Tab Real Time Question Dikhayege, Yadi Aapka Answer Sahi Hai To Aapko Nex Question Par Le Jaya Jayega. But Aapka Ak Wrong Answer Aapko Is Mushkil Game Se Bahar Kar Sakta Hai.

How to Register in Jio-Chat for Jio KBC Play Along Game?


  • -JioChat App Ko Download Kare
  • -Install Hone Ke Baad App Ko Open Kare.
  • -Mobile Number Se Login Kare.
  • -Jio KBC Play Option Milega
  • -T&C Ko Accept Kare.
  • -Apni Profile Pic, Language, Aur Other Details Fill Kare.
  • -Ab Game Star Karne Ke Liye KBC Icon Par Click Kare.
  • -Ab KBC Ko Play Kar sakte Ho.
How to Register in JioChat for Jio KBC Play Along Game?

Kaise Khele Ghar Baithe KBC:
Ghar Baithe KBC Khelne Ke Liye User Ko Sabse Pahle Apne Smartphone Par JioChat App Ko Download Karke Install Karna Hoga. Ye Application Android Aur iOS Dono User's Ke Liye Available Hai. Jise Aap Free Me Install Kar Sakte Ho. App Install Hone Ke Baad User Ko JioChat App Par Apna Registration Karna Hoga. Registration Karne Ke Liye Apna Mobile Number Add Karna Hoga. Ab KBC Ke Chat Par Jakar Real Time Me Is Game Ko Khele Aur Points Banaye.
KBC play JIO CHAT

Rules of the KBC Game :
KBC Ke Chat Box Me Kuchh Option Diye Gaye Hai. Jisme How to Play, Leaderboard, Call Friends, Your Questions And Setting Bhi Shamil Hai. Yaha Par Your Question Me Jakar Sabhi Rules Ko Read Kar Sakte Ho. Jo Game Me Aapki Help Karega. User Is Game Ke Liye Apne Friends Ko Bhi Invite Kar Sakte Hai. Ye Game Aap Monday Se Friday Tak Khel Sakte Hai. ChatBox Par KBC Real Time Me Chalata Hai. Yani Question Aur Unka Right Answer TV Ke Sath Aata Hai. JioChat Me Koi Lifeline Nahi Hogi Aur Winner Ko SMS Ke Jariye Inform Kiya Jayega.
KBC PLAY JIOCHAT

Jio KBC Play Kaise Khele?
-Screen Par Show Kiye Gaye Question Ke Liye Right Answer Select kare.
-Right Answer "Lock Down" Button Par Click Karke Lock Kiya Jaa Sakta Hai.
-Question 1 Se 10 Ke Liye Cum Time Diya Jayega.
-Audience Ko Cum Time Ke Bhitar Answer Select Karna Hoga, Question Ka Time Limit निम्नानुसार Hai.
KBC KAISE KHELE

JioChat KBC Me Sawalo Ke Jawab Dene Ka Samay:

Question 1 Se 5 Me 30 Seconds Ka Diya Jayega. Aur Question 5 Se 10 Me Bhi 30 Seconds Ka Time Diya Jayega. Question 10 Se 15 Me Koi Time Limit Nahi Hai.

 Ye Bhi Padhe 

Read More

Jio Sim Ki Internet Speed Kaise Boost Kare, Hindi Tricks

3/25/2019 2
31 March Ke Baad Reliance Jio Ki Free Service Khatm Ho Jayegi, Yani Ki 31 March Ke Baad Users Ko Paise Kharch Karne Hoge. Halaki, Aaj Bhi Aise Kai Users Hai Jinki Jio Sim Par 4G Ki Speed Nahi Aati Hai, "Preview Offers" Ke Time Jio Sim Par 20 Se 25 Mbps tak Ki internet Speed Mil Rahi Thi, But Ab Ye Speed Kafi Slow Ho Chuki Hai, Yani Ki 4G Sim Par 2G internet ki Speed Mil Rahi Hai. Aise Me Kus Settings Ki Help Se Hame Jio Sim Par 4G Ki Speed Mil Sakti Hai.

Jio Sim Par Nahi Mil Rahi 4G Ki Speed, 6 Tricks Se Kare Speed Boost

increase jio 4g speed

Jio 4G Sim Ki Speed Aise Kare Boost


STEP-1. APN Settings Change Kare:
how to increase reliance jio speed

Users Reliance Jio 4G Ki Speed Badhane Ke liye APN (Access Point Names) Settings me Changes Kar Sakta Hai. Iske Liye Settings Me Jaaye Our "Mobile Network" Ke Option Ko Select Kare. Yaha Par "Preferred Network" Type Ko LTE Me Set Kare, Ab Vapas Jakar "APN" Select Kare, Our Scroll Karte Huye Niche Jakar "APN Protocol" Option Ko Select Karke Ise 'lpv4/lpv6' Kar De. Iske baad 'Bearer' Option Me Jakar LTE Select Karke Setting Save Kare.

TRICK-2: Rooted Phone Ke Liye:
reliance jio speed problem

Yadi Aapke Pas Root Kiya HuAa Android Phone Hai, To "3G & 4G Speed Optimizer Apk" App Aapke Phone Me Download Karke Install Kae, Aur Network Speed Select Kare, Vaha Aapko 12/28/7 Select karna Hai. iske Baad, Apply Par Click Karke Phone Ko Restart Kare.

TRICK-3 VPN Ka Use Karna:
3g/4g speed optimizer pro apk cracked

'Snap VPN' Ko Play Store Se Download Kare. App Open Karne Par Aapko Country Ki List Or Uske Samne Signal Strength Dikhai Degi. Best Signal Strength Vali Country Ko Select Kare Our Connect Kare. Jaise Hi Connection Ho Jata Hai, Apne Internet Ki Speed Check Kare.

TRICK-4 LTE Band Change Kare:
reliance jio ki speed kaise badhaye

Band 40 Bahetar Speed Offer Karta Hai, Jabki Band 3 & 5 Bahetar Coverage Deta Hai, Band 40 Me Aapko 50 MBPS Ki Downloading Speed Milati Hai. Aap LTE Band Ko Apne Aap Se Badal Sakte Ho, Yadi Aapka Phone Qualcomm Ya MediaTek chipset vala ho.

TRICK-5 Server Ka Name Change Kare :
mobile internet ki speed fast karin

Aap "APN Setting" Me Jakar Server Par Jaye, Yaha Aapko www.google.com Type Karna Hai, Our Setting Ko Save Karna Hai. Tab Aap Internet Ko Connect Kare Our Ak Baar Feer Internet Ki Speed test Kare.

TRICK-6 Clear Cache:
 jio ki speed badhane ke nuskhe

User Jab Bhi Smartphone Par Internet Ka Use Karta Hai To Kuchh Temporary Files Uski Ram Me Save Ho jati hai, ise "Cache Files" Kehte hai, Aise Me Best Internet Speed Ke Liye Cache Files Ko Hamesha Delete Kare.

Note :  आपको ये पोस्ट पसंद आई हो तो लाइक करें अगली पोस्ट के लिए Follow का बटन दबाए और हो सके तो whatsapp और facebook पर share भी कर दें.. हमारे सभी पोस्ट पढ़ने के लिए Logo पर क्लिक करें.... धन्यवाद...

Spacial Post:


Read More

Reliance Launch JioLink WiFi Router Milega Unlimited 4G Internet

3/25/2019 0

Reliance Launch JioLink WiFi Router Milega Unlimited 4G Internet

Unlimited 4G Internet

Free internet or call jaisi bahetrin service dene ke baad Reliance jio Brand-Band service ki saruaat karne ja rahi hai, halaki, abhi ye service kab saru hogi iski kou jankari nahi hai, lekin company ne 4g wifi JioLink ki Launching plan ki baat ki hai,

JioLink Me Kya Mil Sakta hai?
Jaisa ki Reliance jio Smartphone ke shath 90 day ke liye free unlimited internet or calls, etc... de raha hai, bas vaisa hi plan JioLink ka bhi hai,

Jo users JioLink Preview offer ko tray karna chahte hai unhe company ki taraf se JioOnDemand, JioPlay, JioMags, JioBeats, JioDrive, JioSecurity, JioMoney, JioChat jaisi apps ke shath Jio’s premium app suite access diya jayega. Iske alava company VoWiFi service bhi launch karne ki taiyari kar rahi hai, jis se users call bhi kar payege.

JioLink kaise karta hai kaam?

JioLink router setup me CPE device di gai hogi jiska matlab hai customer premises equipment, ise aapke ghar ki chhat par install kiya jayega, jis se ki router hamesha arche or tej signal pakad paye,

JioLink CPE me ak RJ-45 port diya gaya hoga, jo ki ghar ke andar signal ko transfer karne ka kaam karega, prapt news ki baat maane to router Tikona ki tarah hi service dega,
Read More

3G Mobile Handset Par Jio 4G Sim Support-6 Step Tricks

3/25/2019

3G Mobile Handset Par 4G Sim Support-6 Step Tricks.
3G Mobile Phone 4G Support

3G Mobile ko 4G Me Convert Kaise Kare-6 Tricks

Indian Mobile Network me is samay Reliance Jio ka Trend chal raha hai, Reliance Jio Ke preview Offer Lene ke liye har log Intezaar me hai, ye Offers me Reliance user ko 90 Day ke liye 4G Internet Data and Call bilkul Free mil rahe hai, Aapke pass Reliance 4G Sim hai, or Smartphone 3G hai to koi Tension  Na Le, kyu ki Aaj me Aapke liye ak aise tricks Le kar aayi hu, jiski help se aap apne 3G mobile phone par Reliance jio ka 4G sim use kar sakte hai, or vo bhi 4G speed me, matalab ki is tricks ko use karke, Aapka pura Smartphone 4G Support ho Jayega,

3G Mobile Phone 4G Sim Par Kaise Chalaye-6 UseFul Tricks.

3G Smartphone Me 4G kaise Chalaye-6 Aasan Tricks

3G Mobile Phone 4G Support Kaise Karta hai, jaane 6 tricks

3G Phone Me Use Kare Reliance Jio 4G Sim-6 Tricks

3G Handset par 4G Sim Support

3G Smartphone par 4G Sim Use karne Ke Liye Follow kare 6-Step

Step-1 Jaruri chije:

Is Tricks Follow karne se pahle ye Jaruri chije Aapke paas Honi chahiye,

Aapke pass Smartphone 3G Support hona chahiye  or Android 4.4 Kitkat version ya is se bhi upar ka Operating System Hona jaruri hai, [NOTE:- IMAGE ME BATAYE STEP FOLLOW KARE]
3G Mobile Phone 4G Support

Aapka 3G Smartphone me MediaTek Chipset-processor hona chahiye,

Kaise Use Kare 3G Smartphone me 4G (jio) Sim
3G Mobile Phone 4G Support

Step-2
Sabse pahle google play store par se "MTK Engineering Mode" App Download kare, download ke baad install karde,

Step-3 Advance Setup:
3G Mobile Phone 4G Support

Is App ki helps se Aap "Advance Setup Run" kara sakte ho, is Setup me aapko "MTK Engineering Mode" Menu milega, isko "Service Mode" bhi kahte hai,
3G Mobile Phone 4G Support

Step-4 Engineering Mode:

Ab aapke phone me install ki gayi App ko open kare, Engineering Mode ka mobile Specification Code Enter kare,

Step-5 MTK Setting:
3G Mobile Phone 4G Support

ab MTK Setting par Tap karke "Preferd Network Option" Setting par click kare,

Step-6 Network mode:

Ab aapko Yaha Par 4G, LTE, WCDM, GSM Network mode me se 4G ya LTE secect kare, fir yuse save kar de, ak baar aapka phone Restart kare, ab aapka phone 4G par work karne lagega, or sabhi 4G Sim Support karega, friends kaise lagi ye tricks, hai na aasan? Our koi problem ho to muje comment karke bataiye,


3-Tariko se Chala sakte hai 3G Mobile Me 4G-

Tarika-2::
Only Qualcomm Chipset me hi ye tarika lagu hoga, (Redmi 1S, & Moto G, smartphone par Tested kiya gaya hai,)

Jaruri Chije-

3G Smartphone Qualcomm Chipset vala hona jaruri hai,

-Android 4.4 Kitkat version best hai is tarike ke liye,


-Aapka Jio Sim Activate hona jaruri hai,

Kya Hai Puri Process?

Sabse Pahle "Shortcut Master (Lite)" Android Apps ko Download kare & install kare,(yaha se bhi darect download kar sakte ho,)
Shortcut Master (Lite)
App ko install karne ke baad open kare, fir sabse upar Right-side me Diye gaye 3 dots (menu) par click kare, vahi Service menu ke 'Engineering mode' ko search kare,
Ab Dip search me 'System App' option ko select kare, vo mil jaane ke baad yuse open kare, or isme "LTE Band" option ko change kar do,

Aapko Engineering Mode mil jaane par yuse open karke LTE Band ko select kare,


Note: ye tarika work na kar raha ho to (*#2263#) Number dial kare, uske baad menu select kare, or fir se Click back karke menu select kare,


Uske baad 0000 Enter kare, abhi ak popup window open hogi,

Is Popup me  "UE" setting select kare, Uske baad...ye setting kare,

-Settings

-Protocol
-NAS
-Network Control
-Band selection
-LTE Band
-Band 40 par click kare,
Ye settings ho jane ke baad apne smartphone me Jio ka sim dalke dekhe ki Network aa raha hai ki nahi,

Ab device ko Restart kare, or jio sim ko fist Slot me dale,


Moto G2, & Moto E2, Mobile headset vale *#*#4636#*#* dial kare, or...


LTE/WCDMA/GSM Auto (PLR) SELECT karke Headset ko ak baar Off kar de,


Uske baad headset ke fist slot me jio sim dale, dusre sim slot ko khali (empty) rahne do,

Fir Mobile phone ko restart kare ab aapke mobile me 4G signal aa jayege,


(3)-Tisra tarika kya hai?

Smartphone par jio 4G sim use karne ke liye, tricks-3

Pahla or Dusra tarika apke headset par work na kare to ye tisra tarika kaam aa sakta hai,

Lekin ye bhi ho sakta hai ki ye tricks "Snapdragon Processors" or "Intel Core Processors" vale smartphone me work na bhi kare,

Sabse Pahle "Shortcut Master (Lite) - Android Apps download karke install kare,


Ab is app ko open kare or iske manu button par jakar "Service menu" ke "Engineering Mode" ko search kare, yaad rahe ki is mode ko menu search karega,


Ak baar jo aapko Engineering Mode/Service menu option mil jaye to usme LTE Band ko select kare, or ise save kar le,


Device ko Switch off kar de or baad me aapka activate jio sim dale, or dekhe ki jio signal aa raha hai ki nahi,


Ye tricks work na kar rahi ho to *#2263# Dial kare, uske baad menu select Click back karke firse menu select kare,


Uske baad 0000 Enter kare, kus hi second me ak popup window open hogi,

Is Popup me  "UE" setting select kare, Uske baad...ye setting kare,

-Settings

-Protocol
-NAS
-Network Control
-Band selection
-LTE Band
-Band 40 par click kare,
Ye settings ho jane ke baad apne smartphone ko switch off kare, or aapke Jio ka activate sim dale &  mobile ko start kare,

Ab kus hi minute me aapke mobile handset par LTE NETWORK dikhne lagega,


Friends kaise lagi ye tricks, kya aapne is tricks ko ajmaya? Or ye tarika aapke headset par work kar raha he ya nahi muje comment me bataiye, koi problem ho rahi ho to comment me bataiye, taki iska solutions  me aapko bata saku-sanju dangar


Note: (aapka smartphone Qualcomm Chipset vala ha ki nahi ye janne ke liye google pe aapke mobile headset ke pure name ke sath specification type karke search kare,

example: HTC Desire 310 specification,

Note: Sabhi tarike Apne Risk par hi karna hoga, kyu ki ye tarika jokhim vala hai, iski jimmedar website owner nahi hoga, vaise abhi tak koi user ko problem nahi hui hai,



4G Smartphone Par Jio Sim Support Nahi Karna-Reason 

Bahut sare 4g user ki problem ho ki uske pass 4g headset hone ke bavjud bhi jio sim nahi chal raha hai, to friends maine us problem dhoodhne ki koshish ki, or iske pichhe ki vajah kya hai? Vo aapke sath share kar rahi hu,

Reliance ki jio sim perfectly work na kar raha ho, to maine bataye aasan step follow karke is problem ko aap solve kar sakte ho, fist aapko bata du ki aapke paas 4g mobile phone hone ke bavjud bhi kus headset par jio sim nahi chalega,

Ye smartphone par jio sim nahi chalega,


(1)- Feature phone (calling bhi nahi hogi)


(2)-2G or 3G support headset par jio sim nahi chalega, (iske liye maine bataye 3 tariko me se koi bhi use kar sakte ho,)


(3)-Dual Sim Support smartphone, jisme Primary sim dusri company ka ho, usme bhi jio sim nahi chalega,

(4)-Aapke pass 4G smartphone hai, lekin vo 2 saal purana hai, to bhi nahi chalega jio sim, example: Xiaomi mi 4

Solution

(1)- Jio Sim Me network na mil raha ho to check kare ki vo primary slot me hai ki nahi, kyu ki ye sim primary slot me hi work karega,

(2)- aapke headset me jio sim signal na mil raha ho to signal settings check kare, vahi aapne WCDMA save kiya ho to LTE Mode select karke save kare,


(3)- Sim Port kiya ho to aap abhi isko use nahi kar sakte ho, company ki port process ke anusar abhi bhi sab Request Register nahi hui hai,


(4)-Jis user call na kar sakte hai, ya to NOT RESGISTER ka message aa raha hai, vo user ak baar sim slot change karke dekhe, ak baat yaad rakhe ki Data Mode LTE/4G hi save kare,


(5) Sab kus Clearly hone ke bavjud bhi problem aa rahi hai to aapne puri process me Myjio app se Sim Ko activate karne me koi mistake kar di hai, fir bhi koi sawal ho to muje comment me bataiye,


Note :  Agar Aapko meri Post se kus help mili ho, ya Pasand ayi  ho to Like, Comment and Share, Jarur kriyega, Aur  apne Doston Aur Family Members Ko bhi invite Krein.
Also Read:












Read More

March 23, 2019

BSNL Ne Lunch Kiya 2 New Plan, De Rahe Hai 2GB Data Aur Free Calling.

3/23/2019 0

BSNL Ne Lunch Kiya New Plan, In Users Ko Mil Rahi Hai 1GB Data Free.

BSNL March 2017 Ki Best Offers:

2GB DATA FREE

BSNL Ne Apne Aise Smartphone Users Ke Liye 1GB Free Data Ki पेशकश Ki Hai, Jinke Pas BSNL ka Connection Hai but Vo Data Service Ka Use Nahi Karte Hai, Mins Ki Vo Net Nahi Chalate, Only Calling and Massaging Ke Liye GSM Ka Use Karte Hai. Company Ne Kaha Ki Usne Digital India Ke publicize Our Prepaid Customers Me Internet Users Ki संख्या Badhane Ke Liye Apne Smartphone Users Ko special free offers dene ka Decide Kiya hai.

Nahi Karana Hoga Koi Recharge: 

Is Free Data Ke Liye Users Ko Kisi Tarah Ka Recharge Nahi Karna Hoga, Report Ke Mutabik, Free Data 24 March Se 15 Days Ke Bhitar Sabhi Customers Ke Account Me Credit Kar Diya Jayega, Jio Ke Aane Ke Baad Sabhi Mobile Network Companies Apne Users Ko Lubhane ke Liye Naye-Naye Offers Pesh Kar Rahi Hai.

BSNL Ne Lunch Kiya 2 New Plan, De Rahe Hai 2GB Data Aur Free Calling.

Jio Ko Takkar Dene Ke Liye Telecom Companies Ak-baad-Ak Naya Plan Lunch Kar Rahi Hai, To Kuchh Companies Apne Old Plan Ko Change Bhi Kar Rahi Hai, Airtel Ke Baad Bsnl Ne Bhi Apne Kuchh Plan Ko Change Kar Diya Hai, Ab Vo Bhi De Rahi Hai Har Deen 2GB Data.....

BSNL Company ne 339 Rupaye Ke Plan Me Aapko 2GB Internet Data Or BSNL-To-BSNL Unlimited Calling Milegi. Dusre Networks Par Call Karne ke liye Har Deen 25 Minute Free Milegi, Jiske Baad 25Paisa/minute Charge Kiya Jayega. Vahi, Fist Is Plan Me 28 Day Ke Liye 1GB Data Or BSNL To BSNL Unlimited Calling De Rahi thi.

Aur Kon Sa Plan Huya Change?

99Rs. Plan Bhi Huya Change: 99 Rupaye Ke Plan Me BSNL-To-BSNL Calling Free And 500MB Data Har Deen Diya Jayega. Iski Validity Bhi 28 Days Ki Rahegi. Pahle is plan Me 300MB Data Diya Jata Tha.

bsnl New Offer:
BSNL Ne March Month Ke Liye Offer Lunch Kiya Hai, Jisme Users Agar March Mahine Me Recharge Karva Leta Hai To Unhe 1 Years Ke Liye Unlimited Calling Or 1GB Data Par/Day Milega, Is Offer Ke Baare Me Customer Care Par aapko Baat Karni Hogi.

Airtel Ne  Bhi Lunch Kiye New Plan:

Airtel Ke 345 Plan Me Local Our STD Call Free Our 1GB Data Har Deen Milega, Isme 500MB Deen Me 500MB Night Me Milegi.

Note :  आपको ये पोस्ट पसंद आई हो तो लाइक करें अगली पोस्ट के लिए Follow का बटन दबाए और हो सके तो whatsapp और facebook पर share भी कर दें.. हमारे सभी पोस्ट पढ़ने के लिए Logo पर क्लिक करें.... धन्यवाद


Read More