Smartphone Me Data Square Kaise Rakhe?
Smartphones Aane ke baad se Life badi Aasani see Lagti hai, Sab kus Ak chhote se device me Save ho jata hai, Lekin Kya Aap Ye Jante hai ki kus Aisa bhi Data hota hai, jisko Smartphone par bilkul save nahi rakhna chahiye, to friends aaiye ham baat karte hai, apne smartphone me intimate, personal photos or data ko kaise Square rakhe,
(1)- Intimate Photos:
Kyo Na Kare Save- Android Smartphone me Hacking and Data Lick Hone ka khatra sabse jyada hota hai, Ager Aap Android phone me Backup lete hai to bhi Data aapka data Online Aasani Se Hack kar sakta hai, Ager Aap Intimate photo Save kar rahe hai phone me, or Galti se bhi aap Porn Site ki visit karte hai to uski Cookies aapki aise personal photos Chura bhi sakti hai, Porn Site aapko Track karti hai, And Sath-Sath Third-party Apps Me Sabse jyada Malware ka Khatra hote hai,
Ager aapke paas koi aise photos hai to unhe USB Device me save rakhe, ya kisi Pan-drive me rakhe Pen-drive me bhi Protection ke Liye Password Lagaya ja Sakta hai, (Pen-drive With Password Protection ke liye hamari dusri post padhe,)
(2)- Personal Account Number, Aadhaar Number And PIN Number, Jaise Chije Na Save Kare,
(2)- Personal Account Number, Aadhaar Number And PIN Number, Jaise Chije Na Save Kare,
Kyo Na Kare Save- Smartphone me ye sab ak hi Location par save rakhne se Data Lick hone ki problem ho sakti hai, Phone Chori hone se ya to Virus Aa jane se, Or Online Hacking ki vajah se bhi aisa ho sakta hai,
(3)- Wi-Fi Signal Boosting App Na Kare Save
Kyo Na Kare Save- Wi-Fi Signal Boosting App Ya WiFi Password Creaking app ya aise hi koi or app install karne se aap Apne phone ke shath Risk lete ho, aise app jyadatar Spyware hote hai, jo aapke phone ko Virus ya Malware se Infect karte hai, aise me aapka data hackers ke paas ja sakta hai,
4, Online Shopping And Internet Banking Password Na Rakhe smartphone me Save,
Kyo Na Kare Save- ebay, Paypal, Flipkart, Ya Net banking ke password ya Other account ke password kabhi apane mobile phone me save nahi rakhna chahiye,
[Note: Har Baar Jab Bhi Aapko Log-In Karna Ho, SAVE YOUR USER ID AND PASSWORD button ko unclick hi Kare]
In Apps par agar aap log-in rahte hai to aapke account Related information Lick ho sakti hai, Is se Bachne ke liye kya kare-jitani baar bhi in apps ko use kare uske baad kaam pura hone par log-out karna na bhule,
(5)- Credit Card, Debit Card Ya kisi or Personal ID Ki photo Na Kare Phone me Save,
(5)- Credit Card, Debit Card Ya kisi or Personal ID Ki photo Na Kare Phone me Save,
But Why?
Jis tarah Intimate photo ka Khatra raheta hai, usi tarah ATM Card, Credit Card, Debit Card ya Kisi bhi ID Lick hone ka khatra raheta hai, Aapke Kisi bhi Banking Related Document ki Scene Copy ke jariye Banking Fraud Ho Sakta hai,
Kaise Bache?-is tarah ki photos save karne ki jagah Scene Copy Pen-drive me rakhe, inhe online mail me rakhna ya smartphone me rakhana hamare liye khatra ban sakta hai,
Note : Agar Aapko meri Post se kus help mili ho, ya Pasand ayi ho to Like, Comment and Share, Jarur kriyega, Aur apne Doston Aur Family Members Ko bhi invite Krein. ya to koi problem ho to bataiye & thankqs to visit my site..
Also Read:
- Chori Ho Chuki Car/Bike Ka Pata Kaise Lagaye-SmartPhone Se
- Smartphone me kaise change kar sakate he photos ka background, jane trick
- Mobile Phone Ya Memory Card Se Deleted Photo, Video, Contact Number Kaise Recover Kare
- Intimate Hone Me Inkaar Kyu Karti Hai Mahila, 11-Scientific Reasons
- Bhul Gaye Pattern Lock, bina Data delete kiye kaise kare unlock,
- Banking Safety Tips -10 Alerts SmartPhone Ki Galti Se Hack Ho Sakta Hai Bank Account