SmartPhone Ki Ak Galti Se Hack Ho Sakta Hai Aapka Bank Account. Banking Safety Tips -10 Alerts
Bank Account Safe Kaise Rakhe Ak Galti Se Hack Ho Sakta Hai Bank Account.
Kai baar Aisa Hota Hai ki Friends Ham, Jaldi Kaam Pura Karne Ke Chakkar me, yuse Pura Karne Ka Aasan Tarika Dhundhte hai, Lekin Hame Ak baat Ka Andaaja Nahi hota hai ki Ak deen hame aise baato ki Aadat ho jayegi, Dhire-Dhire Vo Aadat Hamare Bank account ya to koi our chij ke liye problem khadi kar Sakti hai, 'Technology ke is Wold' me bhi Kus aisa hi hota hai, Aapki Kai bad Habits aapke Personal Data And Gagged ko Bada Nukshan Pahucha Sakta hai, friends to aaj me aise hi kus 10 Habit ke baare me baat karne ja rahi hu, jo har smartphone user ko bade kaam aa sakti hai, our to our ye Habit aksar log karte rahte hai, to vo Aadte kya hai? Kaise us se bacha ja sakta hai?, to chale iske baare me full details me baat karte hai,
(1)-Mobile Banking Karte Time Useful Tips:
Password Yaad Rakhne ki Zanzat se Bachne ke liye ham Aksar Mobile Banking karte samay apna Name ya Kus Aasan Sa password rakh dete hai, Banking App ke liye Ye Dangers bhi sabit ho sakta hai, aske alava bhi, Aap banking app ko use karne ke baad Log-out nahi karte hai, to Web-browsing karte time us par Malware attack ho sakta hai,
Kaise Bache-Agar Kisi Hackers ko Aapke Ak password ka pata chal gaya to vo aapki puri Digital Life ka pata laga sakta hai, Hackers ki najar sabse jyada Bank Account par hoti hai, isliye Banking App use karne ke baad Yuse Log-Out karna na bhule. Agar Aapko Alag-Alag Password banane me mushkil hoti hai to aap kis Password Management jaise ki Lastpass ya Dashlane ka istemal kare,
(2) 2-Step Verification Na Rakhna.
Kus time pahle Heartbleed bug Samne Aaya tha, jis se Protected Information Churai ja sakti thi, Aaj ke samay me jaha Hacking Aasan ho gayi hai, vahi protection ke liye Gmail and Drop-box jaise services ne 2-Step Verification Process rakha hai, aise me Aasan Log-in ke liye Agar Aap Password Protection ko use nahi kar rahe ho to ye aapki sabse badi bhul hogi,
Measures to prevent hackers
Ye Sahi hai ki Computer ya laptop ko Stand-by ya Sleep mode par rakhne se inme koi kharabi nahi aayegi, Lekin Long time tak ye jari rakhne se System Slow ho jayega,
Nind (sleep) ko nukshan pahuchane our aankho ki Roshani kamjor karne me sabse bada hath Artificial Light hota hai, Smartphone ya tablet ko Sone Se pahle lagatar dekhne se Memory Lose bhi hota hai, aise me Dhire-Dhire Jaldi bhul jana, Aankhe kamjor hona, Thakan Bani rahna, Nind Na Aane Jaise bimariya ho sakti hai,
Apni Profile Photos me Bahut sare logo ko tag karna, jarurat se jyada, bina matlab ke #tag use karna, har vakht, har tarah ki post social-media pe share karna, ye bhi ak bahut buri Aadat hai,
Mobile phone me Old file sabse jyada memory storage karte hai, aise me phone slow ho jata hai,
Jyadatar Office Users Apne Laptop ya desktop par Account-id our password save hi rakhte hai, Log-Out na karna bhi Common hai un logo ke liye jinhe day me kai baar Log-in karna hota hai,
Jyadatar Logo me Data Backup na leni ki Habits hoti hai, ye sach hai ki pura data online save nahi karna chahiye, Lekin Hard-Drive and Flesh-Disk me jaruri data save karna chahiye,
Ye khas tuar par unke liye hai jinko 9 se 6 tak ki desk job hoti hai,
Kaise Bache- 2-Step Verification enable karne se aapke Account me Security ka ak Laval our badh jata hai,
2-Step Verification Kaise Kare Activate?
Sabse Pahle Apna Gmail Account Log-in kare, uske baad Top Right Side me Profile icon par click karke My Account par jaye, iske baad Sign-in Security option par click kare, Scroll karke niche jaye, our 2-step verification ko ON kar de,
(3)-Computer/Laptop/Smartphone Restart Na Karna.
Ye Sahi hai ki Computer ya laptop ko Stand-by ya Sleep mode par rakhne se inme koi kharabi nahi aayegi, Lekin Long time tak ye jari rakhne se System Slow ho jayega,
Kaise Bache- System Restart karne se Background me chal rahe process our Software band ho jayega, Weekly Kam-se-kam ye process 2-baar jarur kare, aapka device kabhi Slow nahi hoga,
(4)- Kabhi Password Change Na Karna.
Jis Tarah Ak Hi Password ko Har Account me Nahi rakhna chahiye ise taraha ak hi password ko Long time tak rakhna vo hamare liye khatra ban sakta
Jis Tarah Ak Hi Password ko Har Account me Nahi rakhna chahiye ise taraha ak hi password ko Long time tak rakhna vo hamare liye khatra ban sakta
Kaise Bache- Microsoft ke anusaar 30 se 90 Day ke bich me apna password ko change kar dena chahiye, aisa karke aap apna data chori ya Lick hone se bacha sakte ho, ak hi tarah ka password baar-baar type karne se password lick hone ki sambhavna badh jati hai,
(5)- Sone se Pahle Phone Notification Check karna.
Nind (sleep) ko nukshan pahuchane our aankho ki Roshani kamjor karne me sabse bada hath Artificial Light hota hai, Smartphone ya tablet ko Sone Se pahle lagatar dekhne se Memory Lose bhi hota hai, aise me Dhire-Dhire Jaldi bhul jana, Aankhe kamjor hona, Thakan Bani rahna, Nind Na Aane Jaise bimariya ho sakti hai,
Kaise Bache-Sone Se Kam-se-kam 30 Minute pahle apne smartphone ki sabhi Notification off kar de, our data off karde to sabse best rahega, ak baat ka khas dhayan rakhe ki sote vakht smartphone ko apne sar (head) ke pass kabhi na rakhe.
(6)- Jarurat Se Jyada Social-Media Sharing.
Apni Profile Photos me Bahut sare logo ko tag karna, jarurat se jyada, bina matlab ke #tag use karna, har vakht, har tarah ki post social-media pe share karna, ye bhi ak bahut buri Aadat hai,
Kaise bache-Aap Kya Kar Rahe ho, Kaha Ja Rahe ho, Kya Kha Rahe ho, aap kiske shath hai, ye sabhi personal information social media par kabhi na Share kare, aisa karne se kabhi aap mushibat me pad sakte ho, ye hamare liye Dangeras sabit ho sakti hai, aapke shath bada Crime bhi ho sakta hai, iske alava aap ghar par nahi hai, ye jaan kar chori jaise Vardaat bhi ho sakti hai, ye sab baate karke aapko dara nahi rahi hu, balki personally Suggest kar rahi hu, ki kus baate aise bhi hoti hai, jisko ignore nahi karni chahiye,
(7)- Photos And Music Phone se delete na karna.
Mobile phone me Old file sabse jyada memory storage karte hai, aise me phone slow ho jata hai,
Kaise Bache- Apni Gallery me Old Photos jiski jarurat na ho usko clean karne ki habits bana kar rakhni chahiye, aise hi music files ke liye bhi kare, in files ka backup online storage me bhi rakh sakte ho, memory clear karne se phone ki speed bhi badhegi,
(8)- Account Log-Out Na Karna,
Jyadatar Office Users Apne Laptop ya desktop par Account-id our password save hi rakhte hai, Log-Out na karna bhi Common hai un logo ke liye jinhe day me kai baar Log-in karna hota hai,
Kaise Bache-aise users unki ye buri Aadat ke chalete kisi our ki system ya public system ko use karne ke baad log-out karna bhul jata hai, ye data lick hone our personal Security dono ke liye Dangers hai.
(9)- Data Ka Backup Na Lena:
Jyadatar Logo me Data Backup na leni ki Habits hoti hai, ye sach hai ki pura data online save nahi karna chahiye, Lekin Hard-Drive and Flesh-Disk me jaruri data save karna chahiye,
Kaise Bache- Hard-Drive and Flesh-disk ya online services me kus data jarur backup me rakha ja sakta hai, Laptop chori hona ya Hard-Drive Crash hone se Aapka data puri tarah se gayab ho sakta hai,
(10)- Computer Ya Laptop ka istemal karte samay Galat Tarike se Bathna.
Ye khas tuar par unke liye hai jinko 9 se 6 tak ki desk job hoti hai,
Kaise Bache- Research ke anusar aap System par Lagatar 8 hour work karete ho to Muscular, Skeletal Bimari, Diabetes our Motape jaise kai bimariya aapko pareshan kar sakti hai, iska sabse archa ilaj hai bich-bich me break leta rahena.
ALSO READ:
ALSO READ:
- 👉PRIME MINISTER NARENDRA MODI SE CONTACT KAISE KARE
- 👉PHONE KI GALTI SE HACK HO SAKTA HAI BANK ACCOUNT
- 👉FACEBOOK KA PASSWORD KAISE KARE PATA
- 👉PEN-DRIVE ME PASSWORD PROTECTION KAISE USE KARE
- 👉APNA BANK ACCOUNT SAFE KAISE RAKHE, SAFETY TIPS
- 👉VIRUS SE F.B. ACCOUNT HACK HONE SE BACHANE KI TIPS:
- 👉YE 10 TYPE KE EMAIL PAR KABHI NA KARE CLICK
- 👉KISI BHI PHONE KI LOCATION KA PATA KAISE LAGAYE
- 👉Kaise Hack Ho Jata Hai Kisi ka Bhi Wi-Fi. 19 Step
- 👉Computer Par Block Hui Website Ko Kar Sakte Hai Unblock
- 👉Girls Google Search Engine Pe Kya Search karati He,
- 👉Free Me Shikhe Google Class Ki Help Se Website Banana
- 👉Google Searching Ko Effective Kaise Banaye
- 👉Bhul Gaye Pattern Lock, bina Data delete kiye kaise kare unlock
- 👉Mobile Phone Ya Memory Card Se Deleted Data Kaise Recover Kare,
- 👉Death Ke Baad Kya Hota Hai Aapke Facebook, Google Gmail, Twitter Account Ka.
Neat blog! Is your theme custom made or did you download it from somewhere?
ReplyDeleteA design like yours with a few simple tweeks would really make my blog stand out.
Please let me know where you got your design. Thank
you
ye paid theme hai aur templatesyards company se by kiya hai, aur maine ise apni pasand ke hisab se design bhi karvaya hai.
Delete