Facebook par in deeno ak 'Virus' teji se fel raha hai, ye aisa 'Virus' hai jo aapke f.b.account ko bhi hack kar leta hai, ye 'Virus' Ak Video ke jariye aapke account par Attack karta hai, aise me users ko is virus se bachne ke liye Alert rahna hoga, is tarah karta hai Facebook Account par Attack...
Ye "Video Virus" Aapke Kisi Friends ke video ke sath aapki najar me aata hai, video me aapke kisi friends ki photo dikhegi, jis par 'Friend Name + Video' Likha Hota Hai,
And is website ki link.. RIGVTL1F.LATESTNEWSTODAYS. COM ke sath share hota hai, is video me aapke friends ki profile photo lagi hoti hai, sath hi, uske dvara is video ko share karne ke messages bhi hote hai,
Aap Jaise Hi Is Video Par Click karte hai, ye active ho jata hai, feer ye aapke sabhi friends ke pas share ho jata hai,
Aisa Mana ja Raha hai ki kuchh Hackers is video virus ki helps se Aapke Facebook Account Hack kar raha hai,
Is Virus ke Active hone ke baad bahut sare users ke Account bhi open nahi ho rahe hai,
Aise Me Is tarah ka koi video Aapki wall post par dikhe to is par click na kare,
Virus Active Hai To aise bache, or IMAGE me bataye Step Follow kare.
Yadi Aapne Apne Dost ki Profile vale kisi video par click kiya hai to ho sakta hai ki ye virus aapki profile par active ho chuka hai, aise me is se ghabrane ki jarurat nahi hai, kyu ki is virus ko profile se hataya ja sakta hai, iske liye aapko Aasan tips Follow karne hoge.
Ye Naya Facebook Video "Virus" se 8,00,000 Users par abhi tak ho chuka hai attack. baat karte hai, is "Virus" se bachne ki settings ke baare me...
Aaj-Kal Ak new password- Swipe "Virus" Facebook par fel raha hai, jis se 8 Lakh se adhik facebook user ko pareshan kar diya hai, ye virus, Hamare friends ne, hame send kiye gaya video ki tarah lagta hai, is video par aap jaise hi click karte hai, to aapke sabhi "friends list" ke friends ko send ho jata hai, Or Aise Sabhi friends ke sath hota hai, or chan badhti jati hai,
Ye "Virus" aapko ak website par le jate hai, jisme ajib see Language me kus likha hota hai,
Is Virus ko hatane ke liye Aapko kus Step Follow karna hoga, jo is prakar hai,
Step-1
Sabse pahle Facebook ke Log-out button par click kare, usme Settings ke option ko select kare,
Step-2
Setting ke option ke baad Application option select kare,
Step-3
Apps> Websites and Plugins ke Edit wale button par click kare.
Step-4
Edit Me Disable Button par Click kare,
Step-5
Sare applications Disable ho jayegi,
Step-6
Jo bhi friends ko video vali link share ho gayi hai, vo sabhi message delete kar de,
Step-7
Apna Password Change kar de,
Step-8
CCleaner App Download karke install kare,
Step-9
AdwCleaner App Download karke install kare,
Step-10
In Applications ki help se sari Temporary file ko delete karle,
Step-11
Settings me jakar apna Browser Reset karle,
Step-12
Feer se apna Facebook account log-in kare, yeh virus feer aapke friends ko send nahi hoga, aage se is baat ka dhayan rakhe ki kisi bhi anjaan link par click na kare, kisi bhi link me virus ho sakta hai,
Friends ye settings karne me koi problem ho rahi ho to muje comment me bataiye, me aapki help karungi, is post se aapko help mili ho to LIKE, & SHARE jarur kare, and thanks to visit HLS143.Com
Also Read: