Facebook ki 10 Hidden Hindi Tricks
Aajkal har kisi ke paas smartphone hota he, or har mobilephone me Facebook app jarur hoti hai jise sayad din me sabase jyada using kiya jata hai. India me har din Facebook ke users badhate ja rha hai kai users aese ho jo dusro ki sirf update padhate hai.massage pdha lete hai aur profile picture badal lete hai.isase Aage Facebook unake liye kucha nhi hoti hai .
Lekin Facebook Real me ak kamal ki App hai. Isme koi aesi hidden tricks hai jo kafi use hoti hai. Aaiae me aapko batati hu iske baare me bahut kus jaankari jo aaj tak anjaan the, To chaliye aaj ham baat karate he, Facebook ki aesi hidden tricks ke bare me.
Facebook Top 10 Hidden Tricks
(1)-Secret Inbox
Friends Facebook me bhi Secret inbox hota hai jo filtered massage ko Aapke inbox me na send karake dusare box me bhej deta hai or jab Aap ise open krenge tbhi dikhai dega.
(2)-Video or rapport ko survey karke bad me dekhe.
Facebook me Aap video or rapport ko seve karke unhe bad me kabhi bhi time milne par dekh sakte hai. iske liye update par right click karke use save karna hoga.
(3)-Uber ko call kar sakte hai.
Aap Facebook massager ki help se uber ko call kar sakte hai bas iske liye Aapko internet ki help padti hai. Aap ke mobile par balance ho ya na ho isase koi lena dena nhi hota. Uber account ke sath connect ho jaye or car ka symbol send kar de. Iske bad Aap call kar sakate ho.
(4)-News feed se logo ke post delete kare.
Agar Aapke kisi vyakti ki post se pareshan hai or use apne newsfeed se hatana chahte hai to Aasani se delete kar sakte hai Aap us vyakti ki profile par jaAe or use unfollow kar de. Usake bad Aapke newsfeed me usaka koi bhi post nhi dikhai dega.
(5)-Profile ko page me badle.
Agar Aapke friend 5000 se jyada ho gye hai or Aap apane profile ko page me badlana chahte ho to use page migration features ki help se badla ja sakta hai.
(6)-Close friend ko shortlist kre.
Agar Aapke Facebook me kai friend he or Aap unme se kuch ko hi shortlist karna chahte hai to aesa kar sakte hai. Aap ke facebook chat baar me jakar adit options par top peoples ko select karle. Is se Aapko apane friend se chat karne ke liye puri list ko scroll ya search nhi karna padega.
(7)-Show Current Location and Nearby Places.
Agar Aap kisi new Location par gye hai or vaha ke Location ko explore karna chate to Facebook Ki help se vaha ke Impotent location ko dekh sakte hai. Iske liye nearby teb par click kare or Apani sahi location ko dale.
(8)-Live video
Facebook ki help se Aap Live video chat Kar sakte hai. Iske liye Aap apane phone me massager install karna hoga.
(9)-Chat
Facebook ka chat ak massager hai Aap chat karna chahte hai to shirf is Aap ko install kar sakte hai.iske madhym se Aap faltu ki chat se bach jaAenge or jin logo se chat karna chahte hai unase hi chat kar paAenge iske liye Aapke Facebook par login hone ki jrur nhi hai.
(10)-Top app hai Facebook.
Facebook ab tak ka top app hai jise har smartphone me dekha ja sakta hai. Aap is par kisi bhi site ke connect ya news from ko bhi share kar sakte hai iske liye padhe jane vale article ke site me Facebook symbol par click kar de. Apne Aap article share ho jaAega.
Super Information hai bro
ReplyDeleteThank you so much Jagdish Makvana and keep visiting
DeleteHelpful Post very good article
ReplyDeletethank you
DeleteVery Good post i like it
ReplyDeletethank you bro
DeleteBahut achi jankari share ki hai Sanju Bro aapne. Facebook ek bahut badi site hai aur ispar features bhi bahut hai. Maine apni site par Inke alawa aur 35+ Facebook ke tips and tricks ke bare me bataya hai. Puri jankari ke liye https://myhindinotes.com/facebook-tips-tricks/ par visit kare
ReplyDeletethank you
Deletebahut achcha tips hai kuch tips ko janta tha kuch ko nahi janta tha is post se bahut kuch tricks jaan gya .
ReplyDelete