Hindi Love Tips: Gadgets

Hot

Showing posts with label Gadgets. Show all posts
Showing posts with label Gadgets. Show all posts

May 09, 2025

Smartphone Out Of Stock Ho Jane Par Kaise Buy Kare, Buying Guide

5/09/2025 0

'Out Of Stock' How To Buy 'Xiaomi Redmi 4A' Smartphone Successfully- 6 Step Trick

Xiaomi Ke 4G Low Price Smartphone Redmi 4A Ki चौथी 'Flash Sale' 20 April Ko Hui, Actually, Ak baar feer Bahut Sare Users Hai Jinko Ye Headset Nahi Mil Saka. Because Sale Sirf 75 Seconds Me Hi Khatm ho Gayi. Yani Ki Last Baar Jab Sale Hui Uski Comparison me our Bhi Jyada Cum Time Me Ye Flash Sale Close Ho Gayi.

Xiaomi Ka Ye 4G VoLTE Headset Hai, Jiski Price Sirf 5999 Rs. Hai. Aise Me Ab Is Headset Ko Kharid Ne Se Judi Ak Trick Teji Se Viral Ho Rahi Hai, Trick Ke Mutabik User's Ye Smartphone Aasani Se Kharid Sakta Hai.
SMARTPHONE
Kis Vajah Se Seconds Me Hi Khatm Ho Jaati Hai Sale Aaiye Jante Hai...

Xiaomi Redmi 4A India Ka 2GB Ram Vala Sabse Sasta 4G Smartphone Hai.
Redmi 4A Ki Price 5999 Rs. Hai, is se pahle 'Redmi 2 Prime' Sabse Sasta 2GB Ram Vala Phone Tha.
Is Handset Me 3120mAh Ki Powerful Battery Di Gayi Hai. Iska 7 Day ka Standby Backup hai.
Low Badges Ke Baad Bhi isme 13 Mega Pixel Rear And 5 mega pixel Front Camera Diya Gaya Hai.
Isme MIUI 8 Operating System Hai, Jis Se Har Application Ko Do Account Se Open Kar Sakte Hai.
Isme Qualcomm Snapdragon 425 64-bit Processer Diya Gaya hai.

"Xiaomi Redmi 4A" How to Buy Successfully in flipshope extension

Xiaomi Redmi 4A Smartphone Ko Kharid Ne Ki 6 Step Trick.

Step-1
Sabse Pahle 'Chrome Extension Flipshope' Ko Install Kare, Ab Top Tight Ki Taraf Ak Pop-up  Aa Jayega.
tricks auto buy chrome extension
Step 2
Ab Mi.Com/In Website  Ko Open Kare, Yaha Par Flipshope Ka Pop-up Highlight Ho Jayega. iska Matlab Hai Ki Aap Flash Sale Ke Liye Reddy Hai.
 redmi note 4 flash sale
Step 3
Ab Jaise Hi Sale Start Hogi Flipshope Ka Pop-up Aapko Us Headset Ke Page Par Le Jayega, Yaha Par Aap Smartphone Ka Variant Select Kar Sakte Hai.
auto extension flipshope
Step 4
FlipShope Extension Users ko Us Variant tak le jata hai jo user ne register kiya hai, ak baat yaad rahe ki Extension install karte time user kisi ak headset ka registration hi register kar sakte hai.
 how to buy redmi note 4 in flash sale
Step 5
Yaha Cart Successfully Add Hone Par ak massage aata Hai, actually, is baat ki guarantee nahi Hai ki aapka headset mil jaye, ye internet connection and aapke luck depending hai. But yaha se users ko headset milne ka chances 500 guna badh jata hai.
Cart Successfully Add

Ab Aapko Congratulations Button par click karne ko kaha jayega, sath hi, payment page open ho jayega. Yaha par aapko payment karne ka kafi time milata hai.


Xiaomi Redmi 4A' Smartphone Full Specification:

NETWORK
GSM - HSPA - LTE
2G bands :GSM 850 - 900 - 1800 - 1900 - SIM 1 & SIM 2
3G bands: Global - HSDPA 850 - 900 - 1900 - 2100
HSDPA India -900 - 2100
4G bands LTE band  Global - 1(2100). 3(1800). 4(1700/2100). 5(850). 7(2600). 20(800). 38(2600). 40(2300)
LTE band India - 3(1800), 5(850), 40(2300)

GPRS : Yes
EDGE : Yes

LAUNCH 
Announced: November  2016
Released Date: November 2016

BODY
Dimensions: 139.9 x 70.4 x 8.5 mm (5.51 x 2.77 x 0.33 In)
Weight: 131.5 g (4.66)
SIM: Dual SIM (Nano-SIM/ Micro-SIM, dual stand-by)

DISPLAY
Type : IPS LCD Capacitive Touchscreen, 16M Colors
Size : 5.0 inches (~69.0%)
Resolution: 720 x 1280 pixels (~296 ppi pixel density)
Multitouch: Yes
MIUI : 8

PLATFORM:
OS : Android 6.0.1 (Marshmallow)
Chipset : Qualcomm (MSM8917 Snapdragon 425)
CPU : Quad-core 1.4 GHz (Cortex-A53)
GPU : Adreno 308

MEMORY:
Card slot : MicroSD, up to 256 GB
Internal Storage: 16GB/32GB,
RAM: 2GB

CAMERA
Primary : 13 MP, LED flash
Features : Geo-tagging, touch focus, face/smile detection, HDR, panorama
Video: 1080p@30fps
Secondary: 5 MP, f/2.2

SOUND
Alert types Vibration; MP3, WAV ringtones
Loudspeaker: Yes
3.5mm jack: Yes
(Active noise cancellation with dedicated mic)

Communication
WLAN: Wi-Fi 802.11 b/g/n, Wi-Fi Direct, hotspot
Bluetooth : 4.1, A2DP, LE
GPS: Yes, with A-GPS, GLONASS, BDS
Infrared port: Yes
Radio: FM radio
USB:  microUSB v2.0

FEATURES
Sensors: Accelerometer, gyro, proximity
Messaging: SMS(threaded view), MMS, Email, Push Mail, IM
Browser: HTML5

Video
Xvid/MP4/H.265 player, MP3/WAV/eAAC+/FLAC player, Photo/video editor, Document viewer

BATTERY
Non-removable Li-Ion 3120 mAh
ColorR: Gold, Rose Gold, Dark Gray 

Android Smartphone se related aur bhi article hai jo aapko jarur padhna chahiye..⬇

Read More

March 25, 2019

Smartphone Lock Hone Par Bhi Secret Video Recording Kaise Kare

3/25/2019 0
Smartphone Ko Secret Camera Banane Wale Kai Apps Ke Baare Me Aapne Suna Hi Hoga, But Aaj Ke Article Me Ham Jis App Ke Baare Me Batane Jaa Rahe Hai Vo Sabse Best Hai. Is App Ke Baare Me Jyadatar Users Ko Pata Hi Nahi Hai. Jab Ki Ye Android Users Ke Liye Puri Tarah Se Free App Hai. Is Free App Ka Name Hai Hidden Camera Without Icon. Yani Jab Is App Ko Phone Me Install Kiya Jaata Hai, Tab Iska Icon Bhi Najar Nahi Aata. Yani Ki Aapke Phone Me Ye App Install Hai, iske Baare Me Bhi Kisi ko Pata Nahi Lagega. Sirf 3 MB Ki Size Hai Aur Unlimited Video Recording Kar Sakte Hai.

Hidden Camera Without Icon App Ko Install Karne Ke Liye Phone Me Sirf 2.91 MB Space Ki Jarurat Hai. Yani 3 MB Se Bhi Cum Size Wale App Se Aap Unlimited Hidden Video Recording Kar Payenge.
Smartphone me secret video recording

Is App Me Video Size Ke Kai Resolution Diye Gaye Hai. Iske Full HD Video Bhi Shoot Kar Sakte Hai.

User Rear And Front Camera Do No Se Secret Recording Kar Sakte Hai. Iske Liye Kisi Ak Ko Select Karna Hoga.

Is App Ke Best Feature Ki Baat Kare To Aapka Smartphone Jab Lock Hoga Tab Bhi Recording Hoti Rahegi.

Application Ke Baare Me: 


Hidden Camera Without Icon App Ko User Phone Me Free Install Kar Sakte Hai. Is App Ko Ab Tak 5 Lakh Baar Install Kiya Jaa Chuka Hai. Vahi, User Ne Ise 4.5 Star Rating Di Hai.

App Ko Android Ke Version 4.0 Ya Us Se Upar Ke Operating System Par Install Kar Sakte Hai.

Hidden Camera Without Icon App Ko Use Kaise Kare:

Step.1
Sabse Pahle Apne Smartphone Me Hidden Camera Without Icon Free App Ko Google Play Store Se Download Karke Install Kar le.
Smartphone Lock Hone Par Bhi Secret Video Recording

Step.2
App Ko Kuchh Permission Dena Hota Hai. Iske Baad Password Banakar Ok Kare, App Open Ho Jaayega.
Smartphone Lock Hone Par Bhi Secret Video Recording

Step.3
Uske Baad Video Ki Duration Set Kar De. Sath Hi Mode Me Apne Hisab Se Setting Kar Le.

Step.4
Ab Jis Camera Se Recording Karna Hai Yuse Select Kare, Video Resolution Bhi Select Karle.

Step.5
Ab Hidden Icone Me Jakar #12345 Password Yaad Karle. Feer Try Me Jakar Password Enter Kare.
Smartphone Lock Hone Par Bhi Secret Video Recording

Hide Camera Ke Sath Recording Start Ho Jayegi, Ise Stop Karne Ke Liye Dial Se #12345 Enter Kare. Tabhi Aap is App Ke Andar Jaa Sakte Hai, Agar Is App Ka Icone Abhi Bhi Aapke Screen Par Hai To Yuse Remove Kar De, Is Se App Ke Icone Hi Remove Hoga. Uninstall Nahi Hoga.





  • Ye Bhi Padhe

  • Read More

    Bhul Gaye Pattern Lock, bina Data delete kiye kaise kare unlock,

    3/25/2019 10

    Bhul Gaye Pattern Lock, bina Data delete kiye kaise kare unlock,

    Unlock pattern
    Mera pattern lock last 1 years se ak hi tha , to bhulane ki to koi baat hi nahi, but ak baar ak hadse ki vajah se me bahut Depression,  me chali gayi thi, To jab me subah ki chay pike me mobile me news read karna chahati thi , lekin kya huaa patta nahi, pattern rong hi lagata tha uske baad maine bahut trai ki kafi 200 baar kar chuki lekin yaad hi nahi aaya,

    Fir socha ki flas marva du, vo bhi nahi kar sakati thi , kyu ki mobile me contact, family photos, video, kus document, or bahut sari chije thi , muje kus na bhi kus karake bina data delet kiye android phone me pattern ko unlock karna tha, Isliye maine forgot my password ka options chuna fir bhi nahi huaa ,

    Ab koi rasta nahi tha mere paas to maine google pe pattern unlock ke baare me search kiya ,fir ak din meri kismat arcchhi thi ki ak website mily jisne thodi si jankari mili or maine bina data delete kiye hi mera smartphone ko unlock kiya, Vo kaise huaa? Iski step-by- jankari aapko sare karti hu shayad meri vajah se aapke mobile ke data bach jaye,

    Kai baar jaldbaji me ya galati se ham phone ko lock karake password ya pattern lock bhul jate he, aapke samane kai baar aisi Sichuation aa gayi he , or aap apane pin, password , pattern lock ko bhul gaye, to aaj me batane ja rahi hu ak aasan tarika jo aapka data Secure (salamat) rahe ,

    Kaise recover kare password:

    -agar aap pattern or paasword bhul gaye ho, or aapke mobile me Forgot Password ka options he to us par click kare, apana Gmail id or password enter (fill) karake  phone ka password recover kar le, Lekin kya hoga agar Gmail id or password bhi bhul gaye ho to? Agar aapke mobile phone me forgot paasword ka options nahi he to ye step follow kare-

    1- android  SmartPhone me Pattern Lock Recover karne ke liye khas baate-

    Paasword recover karane ke liye sabse pahele aapka android smartphone rooted hona chahiye, sabhi smartphone ko root karane ki process alag-alag hoti he, Aapne headset ko root karne ke liye google search kare, phone meTWRP Recovere app install honi chahiye,

    (Note: phone root karane se pahele khas dhyan de ki agar aapka process galat huaa to  aapke data ko damage bhi ho sakata he,  aap ise puri tarah se secure hone ke baad hi kare.

    Step number 1 :
    Sabse pahele aapko ByPass Lock scree zip file download karne padegi. Iske liye google pe search kare ByPass Lock scree zip file  bahut sari site pe ye zip file aapko mil jayengi

    Step number 2 :-

    Downloads hone ke baad aapko ye file apne mobile me trasfer karni padegi , ab aap ye sochenge ki phone to lock he to ye file trasfer kaise hogi, iske liye ak aasan tarika he, Aapko Apne lock phone me se memory card nikal kar cardreader se conect kare or cardreader ko computer se conect kare, or computer me se bypaas lock scree zip file ko memory card me trasfer kar de.

    Step number 3 :-

    Or ab cardreader me se memory card nikalkar apne phone me laga de or phone ka power off kar de.

    Step number 4 :-
    TWRP Recovery
    Ab apane phone ka volume up or power butten ya volume dowan power button dabaye, iske baad aapke phone ki screen pe TWRP Recovery (H2-MM) 3.0.0.0.1 dikhai dega, Isme install options par click kare.

    Step number 5  :-
    ProjectRecovery zip file
    Isme ProjectRecovery zip file ko silect kare or swipe to flash kar dijiye

    Step number 6  :-
    Iske baad Reboot sistem par click kare, ab aapka phone Reboot hoga, ab aap dekhenge ki aapki phone screen me se pattern lock gayab ho gaye he, Ab aap apne data ko Access  kar pavonge , shath hi new password save bhi kar sakate he.


    • Hamari Our Bhi Bahetarin Post Read Karne Ke Liye Click Kare👇

















    Read More

    Bina Number Dikhaye Kar Sakte Hai Call Screen Par Aayega Unknown Number

    3/25/2019 43

    You Can Call The Number Shown Without, Unknown Number Will Come Up On The Screen
    Private Number

    Bahut Sare social media accounts hone ke sath ye possibility thodi jyada ho jati hai, ki aap galti se apna number public kar de, kaam ke sil-sile me bhi hame kai baar logo ko call karna hota hai, apni "Personal Identity" or number kisi ko aise public kar dena shayad aapke liye pareshani bhara ho sakta hai, aise me Aap apni "Caller Id" Block karke apne number ko "Private Number"bana sakte ho, iske liye aapko koi Apps download karne ki jarurat nahi rahegi, apne mobile ki setting se hoga,

    Bina Number Dikhaye Kar Sakte Hai Call Screen Par Aayega Unknown Number

    Mobile Screen Par "Private Number Calling" Display Hoga,

    Aaj me aapko Jo Tricks batane ja rahi hu yuse karne ke baad Aapka 10 Digit ka phone number "Private Number Calling" ke name se Display Hoga,

    1-Kaise Use Kare Private Number Calling Tricks.
    Android 4.0 ya us se upar ke Version vale users ke liye ye tricks follow kare,
    additional settings» Caller ID» Hide
    Step-1
    -Apne mobile ke setting me jaye,
    -Yaha Jakar Call» additional settings» Caller ID» Hide number option par click kare, aisa karne se aapka number 'Private Number' ke name se Display hoga,

    2-Android 4.1 Or Us se Baad vale Users ke liye ye tricks Use kare,
    Agar aapke Phone me Android 4.1 ya us se baad ka Operating System hai to iske liye thodi new settings karni hogi,

    Iske liye pahle aapke phone me "Auto Forwarding" App hogi yuse open kare,

    Iske baad upar diye gaye 3(dots) par click kare, (jaise ki photo me diya gaya hai)
    More Settings>> Show my caller ID
    Iske baad Call>> More Settings>> Show my caller ID 
     Par jaye or apna option select kare,

    3-iPhone Users ye tricks use kare,
    iPhone users Apni Mobile settings par jaye, iske baad "Phone" icon par click kare, yaha par ak option "Show My Caller ID" dikhega, is par click kare, or is option ko off kar de, iske baad aapka number hide ho jayega,

    4-Windows Users ke liye Tricks
    Window Phone Users apne phone me "phone app" me More (...) option par click kare, iske baad...
    Show my caller ID to
    Settings>Show my caller ID to
    Iske baad apne hissab se option select kare,


    Note :  Agar Aapko meri Post se kus help mili ho, ya Pasand ayi  ho to Like, Comment and Share, Jarur kriyega,Aur  apne Doston Aur Family Members Ko bhi invite Krein.

    ALSO READ
    SMARTPHONE LOCK HONE PAR BHI SECRET VIDEO RECORDING KAISE KARE
    KISI DUSRE PHONE KE SABHI DATA KO TRACK KAISE KARE. BRILLIANT IDEAS
    BINA SIM YA APP KE FREE ME CALLING KAISE KARE, 100% WORKING TRICKS
    PHONE ME PERSONAL DATA HIDE KARNE KI 3 SECRET SETTING KAISE KARE USE?
    11 TIPS SE BADHAYE PHONE KI BATTERY LIFE NAHI KARNA HOGA BAAR- BAAR CHARGE
    SMARTPHONE ME BINA FACTORY RESET KIYE VIRUS KO REMOVE KAISE KARE-6 STEP PROCESS.
    KISI KE BHI PHONE CALL, MESSAGE KI DETAILS JANNI HAI TO TRY KARE TRICKS.
    AAPKE SMARTPHONE KI FINGERPRINT SCANNER KAR SAKTE HAI YE 12 KAAM
    SMARTPHONE SE BANAYE ONLINE VOTER ID CARD - FOLLOW 5 STEP
    6 ANDROID APPS NA KARE INSTALL NET DATA LOSE AND BATTERY LIFE RISKY
    MOBILE PHONE YA MEMORY CARD SE DELETED PHOTO, VIDEO, CONTACT NUMBER KAISE RECOVER KARE
    BHUL GAYE PATTERN LOCK, BINA DATA DELETE KIYE KAISE KARE UNLOCK,
    CHORI HO CHUKI CAR/BIKE KA PATA KAISE LAGAYE-SMARTPHONE SE
    Read More

    Girls Google Search Engine Pe Kya Search karati He,

    3/25/2019 0

    Girls Google Search Engine Pe Kya Search karati He.

    Aapko post ka title dekhate hi Surprise hoge, ki Girls bhi boys se jyada google pe time bitati he, Ye baat khud google ne ak serve me batai he, Hame sawal ye hota he ki aakhir ladkiya google search engine me kya search karati he,

    Girls With Google Search Engine
    Google Search Engine Me Girls Kon Si Chije Search karati he,
    • Jyadatar girls google pe "beauty products" search karti raheti he, pisale saal 2015 ki tulana me is saal 2016 me google pe sabase jyada "beauty products"  ke baare me ladkiyo ne serch kiya gaya he,
    • Google ki ak Rapport ke serve ke mutabik ak khulasa samane aaya he ki jyadatar girls "beauty products" ke sath Productive ko search engine me talasati raheti he,
    • Google search engine me mahila jyadatar Clothes, accessories, Khane-Pine ke chije, Baby Care, Hair Care, Skin Care sambandhit janakariya search karati he 
    • Google ke ak serve me ye bhi khulasa huaa he ki internet se 25% ladies "baby product online" kharidti he,
    Porn website watch
    2015 ke mukable 2016 me Ladies ne Porn Website dekhane me kafi teji aayi he
    Aapko ye jaan kar heran ho jayege ki pisle saal ke mukable me is saal me ladkiya me kafi teji aayi porn website dikhane me, Agar ham baat kare 2014 ki to us samay mahila 26% thi porn website search karati thi,

    internet access
    Google ke ak serve ke mutabik ak baat samane ye bhi aayi he ki , har day 2.4 crore mahila internet access karati he,

    Youtube user
    Hamary country (india) me Youtube user ki baat kare to 40% mahila youtube user he, Or dusri baat ye samane aayi he, pure worlds me se indian girls "Porn Video" dikhane me number 1 he,

    Aap a manate hoge ki boys hi profile check karate he, to ye aapki baat galat he, kyu ki ladkiya profile check karane me sabase aage he, vo to sab thik hi he lekin The World's No 1 Indian Matrimonial Website me bhi jyada se jyada time busy raheti he indian girls.

    Profile Check karana
    Google ke ak rapport ke anusaar 35 se 40 age ke bich ki mahila ye google par isi age ke poorus ke shath jyada samay bitati he,

    Note :  Agar Aapko meri Post se kus help mili ho, ya Pasand ayi  ho to Like, Comment and Share, Jarur kriyega, Aur  apne Doston Aur Family Members Ko bhi invite Krein.





  • Ye Bhi Padhe
  • Read More