Kisi Dusre Phone Ke Sabhi Data Ko Track Kaise Kare. Brilliant Ideas - Hindi Love Tips

Hot

March 25, 2019

Kisi Dusre Phone Ke Sabhi Data Ko Track Kaise Kare. Brilliant Ideas

Friends, Aaj Ham Aapko Ak Aisi Trick Batane Ja Raha Hu Jisko Use Karke Aap Apne Smartphone Ki Screen Ko Kisi Bhi Phone Me Dekh Sakte Ho. Aur Aap Apne Dost Ya Kisi Or Ke Mobile Phone Ki Screen Aapke Mobile Headset Par Dekh Sakte Ho. Iske Liye Aapko Dono Phone Me Ak Android Application Download Karni Hogi, Aaiye Jante Hai Kaise Kar Sakte Hai Use....

Sabse Pahle Google Play Store Me jakar "Inkwire" App Ko Apne Or Apne Friend Ya Jiski Screen Aap Dekhna Chahte Hai Usme Download Kar Le.
"Inkwire

Step 1:
Google Play Store Par jakar Is Icon Vale App Ko Dono Phone Me Download Karke Open Kare. Aap Yaha Se bhi Download Kar Sakte Hai  "Inkwire"
"Inkwire
Step 2:
App Ko Open Karte Hi Aapke Samne Ye Window Open Hogi.

Step 3:
Ab Apne Friend Ke Phone Me Ya Jis Se Aap Screen Share Karna Chahte Hai Uske Phone Me Ye App Open Kare.

Step 4:
Ab Aap Jis Phone Ki Screen Ko Share Karna Chahte Hai Usme "Share" Par Click kare.
"Inkwire
Step 5:
Share Par Click Karte Hi Ek Window Open Hogi Usme "Start Now" Par Click Karna Hoga.

Step 6:
"Start Now" Par Click Karte Hi Ek Code Generate Ho Jayega.

Step 7:
Ab Aapko Dusre Phone me jakar "Access" Par Click Kar Yah Code Add Karna Hoga.
"Inkwire
Step 8:
Code Dalte Hi Yah Connect Hone Lagega.

Step 9:
Connecting Par Yah Aisa Message Dega. Iske Aap Yah Aapse Microphone Ko Enable Karne Ke liye Pusega. Aap Apne Hisab Se, Ese Select Kar sakte hai.

Step 10:
Ab Aapko "Got It" Par Click Karna Hoga.
"Inkwire
Step 11:
Aisa Karte Hi Aapki Screen Share Ho Jayegi. Ab Aap Jo Bhi Ek Phone ki Screen Par Karege Vo Dusre Phone ki Screen Par Dikhai Dega.

Note :  आपको ये पोस्ट पसंद आई हो तो लाइक करें अगली पोस्ट के लिए Follow का बटन दबाए और हो सके तो whatsapp और facebook पर share भी कर दें.. हमारे सभी पोस्ट पढ़ने के लिए Logo पर क्लिक करें.... धन्यवाद..
Also Read: