Mobile Phone Me Bina Data Delete Kiye Virus Ko kaise Remove Kare.
Smartphone Me Virus Ka Pata Kaise Lagaye?
Smartphone Main Virus Aane Par Usko Factory Reset karna hi Ak Option Najar Aata hai, Lekin Aisa Karne Par Phone ka sara Data Delete ho jata hai, Isme Photos, Games, And Message Sabhi Shamil hai, "Factory Reset" kiye bina bhi phone me Virus se Romove kar sakte hai, bas uske liye kus Aasan Step Follow karna Hoga,
Smartphone Me Safe Mode On Kaise Kare. [Turn on Safe mode]
Sabse Pahle Phone Me "Safe Mode" ko ON Kare, Mobile Phone me Safe Mode ON karne ke liye Ye Step Follow kare..
- Phone ka sabse Pahle Power Off kare,
- Power Key Press Kare Or Hold Karke Rakhe,
- Jaise Hi Phone Ke Company Logo Screen Par Dikhai dene Lage Tab Power Key ko Release Kar De,
- Power Key Release karne ke baad turant "Volume Down Key" Press Kare,
- Volume Down Ki Tab tak Hold Karke Rakhe, Jab Tak Device Restart Na Ho Jaaye,
- Ab Phone Ke manu ya screen Left me side Safe Mode ka Voter Mark Najar Aane Lagega,
Settings Me Jaye-
Phone Me Safe Mode Activate Hone Ke Baad Setting > Apps > Downloaded me jaaye,
Virus Ko Pahechane-
Mobile settings me jakar apps Downloaded me Jakar Download Aaps ko Check kare, Agar Aapko List me aise Koi App Dikhai de Rahi Hai Jo Aapne Download Nahi ki thi, To ye Virus ho sakta hai,
Aise Kare Uninstall :-
App Par Jakar Yuse Tap kare, Uninstall ka Option Dikhne par Yuse Tap kare, Ab Phone Ko Reboot kar de, Ab Safe Mode Ki Jarurat nahi hai,
Agar Delete Na Ho Virus:-
Agar In Step Ko Follow Karne Ke Baad Bhi Downloaded se Vah App Delete nahi huaa hai to Settings > Security > Device Administrators me Jakar App ko Detectivate kar de, iske baad Settings > Apps > Downloaded me jakar app ko uninstall kar de,
Note: Smartphone Me Virus Ko Remove Karne Me Koi Bhi Problem Ho Rahi Ho, to Comment Me Bataiye, & Like, Share jarur kare, thanks site visit ke liye,
Also Read: