Mobile Se Banaye Voter Id Card, Mobile Se Banaye Election Card
Online Registering for Election Card –Follow 5 Step
Desh me koi bhi kaam ke liye Aadhar ya Prof ki bahut jarurat hoti hai, isme bhi khas karke Election Card ki har jagah pe jarurat hoti hai, Aapke pass Election card na ho to ab tension le ne ki jarurat nahi hai, aapko Voter id Card nikal ne ke liye kahi bhi jane ki jarurat bhi nahi hai, Voter id card aap apne mobile par hi bana sakte ho, is ke liye aapko 5 Aasan step follow karna hoga, ye koi tips ya tricks nahi hai balki government ne hi is service ko saru ki hai, agar aap voter id card (election card) bana na chahte ho to maine bataiye sabhi step ko follow kare..
Sirf 5 Step Follow karne se Ban jayega Aapka Voter Id Card (Election Card)
Voter Id card banane ke liye aapko internet connection ki jarurat hogi, jo ki har mobile me hogi,
Step-1::
Sabse Pahle Apne Mobile se ECI Citizen Services (ELECTION COMMISSION OF INDIA) ki website open kare,
Step-2::
- Ab yaha pe Aapka Contact Number Register kare,
- Sign Up for Complaint (New User)
- Enter your mobile number
- Enter your email id
- Enter captcha text
- REGISTER CLICK
Ak baar sabhi information check karne ke baad REGISTER PAR CLICK KAR DE.
Step-3::
Aapke mobile number par ak message aayega, usme verification code hoga, verification code website par jakar enter kare, ab website par ak form open hoga, Form me sahi jankari bharni hogi, or iske baare me jyada jankari chahiye to yaha "Registering for Voter ID card online"-Step-by-step par click kare,
- Form me is tarah ki details enter karni hogi.
- elect your state,
- district and assembly constituency.
- Now you can enter your full name,
- surname,
- sex,
- place of birth and village/town.
- Name,
- Sex and village/town fields are mandatory.
- Please refer the guidelines for instructions about surname and place of birth.
- You may leave the Regional Language fields blank.
- Click on save and wait. After a little while, you will see continue button – click
Step-4::
Ye Process puri hone ke baad aap application ko online trash kar sakte ho,
Step-5::
next few days, ke baad election commission representative aapke ghar ki visit karega, address verify karne ke liye, vo aapse document and jarury information le jayega uske baad Election Card post ke jariye aapke address par bhej di jayegi.
Note: is post me maine sort me details di hai but aap chaho to upar batai gayi link ki visit karke online voter id Registering ke baare me full jankari hasil kar sakte ho,