Hindi Love Tips: Android Smartphones Tips

Hot

Showing posts with label Android Smartphones Tips. Show all posts
Showing posts with label Android Smartphones Tips. Show all posts

May 09, 2025

Smartphone Out Of Stock Ho Jane Par Kaise Buy Kare, Buying Guide

5/09/2025 0

'Out Of Stock' How To Buy 'Xiaomi Redmi 4A' Smartphone Successfully- 6 Step Trick

Xiaomi Ke 4G Low Price Smartphone Redmi 4A Ki चौथी 'Flash Sale' 20 April Ko Hui, Actually, Ak baar feer Bahut Sare Users Hai Jinko Ye Headset Nahi Mil Saka. Because Sale Sirf 75 Seconds Me Hi Khatm ho Gayi. Yani Ki Last Baar Jab Sale Hui Uski Comparison me our Bhi Jyada Cum Time Me Ye Flash Sale Close Ho Gayi.

Xiaomi Ka Ye 4G VoLTE Headset Hai, Jiski Price Sirf 5999 Rs. Hai. Aise Me Ab Is Headset Ko Kharid Ne Se Judi Ak Trick Teji Se Viral Ho Rahi Hai, Trick Ke Mutabik User's Ye Smartphone Aasani Se Kharid Sakta Hai.
SMARTPHONE
Kis Vajah Se Seconds Me Hi Khatm Ho Jaati Hai Sale Aaiye Jante Hai...

Xiaomi Redmi 4A India Ka 2GB Ram Vala Sabse Sasta 4G Smartphone Hai.
Redmi 4A Ki Price 5999 Rs. Hai, is se pahle 'Redmi 2 Prime' Sabse Sasta 2GB Ram Vala Phone Tha.
Is Handset Me 3120mAh Ki Powerful Battery Di Gayi Hai. Iska 7 Day ka Standby Backup hai.
Low Badges Ke Baad Bhi isme 13 Mega Pixel Rear And 5 mega pixel Front Camera Diya Gaya Hai.
Isme MIUI 8 Operating System Hai, Jis Se Har Application Ko Do Account Se Open Kar Sakte Hai.
Isme Qualcomm Snapdragon 425 64-bit Processer Diya Gaya hai.

"Xiaomi Redmi 4A" How to Buy Successfully in flipshope extension

Xiaomi Redmi 4A Smartphone Ko Kharid Ne Ki 6 Step Trick.

Step-1
Sabse Pahle 'Chrome Extension Flipshope' Ko Install Kare, Ab Top Tight Ki Taraf Ak Pop-up  Aa Jayega.
tricks auto buy chrome extension
Step 2
Ab Mi.Com/In Website  Ko Open Kare, Yaha Par Flipshope Ka Pop-up Highlight Ho Jayega. iska Matlab Hai Ki Aap Flash Sale Ke Liye Reddy Hai.
 redmi note 4 flash sale
Step 3
Ab Jaise Hi Sale Start Hogi Flipshope Ka Pop-up Aapko Us Headset Ke Page Par Le Jayega, Yaha Par Aap Smartphone Ka Variant Select Kar Sakte Hai.
auto extension flipshope
Step 4
FlipShope Extension Users ko Us Variant tak le jata hai jo user ne register kiya hai, ak baat yaad rahe ki Extension install karte time user kisi ak headset ka registration hi register kar sakte hai.
 how to buy redmi note 4 in flash sale
Step 5
Yaha Cart Successfully Add Hone Par ak massage aata Hai, actually, is baat ki guarantee nahi Hai ki aapka headset mil jaye, ye internet connection and aapke luck depending hai. But yaha se users ko headset milne ka chances 500 guna badh jata hai.
Cart Successfully Add

Ab Aapko Congratulations Button par click karne ko kaha jayega, sath hi, payment page open ho jayega. Yaha par aapko payment karne ka kafi time milata hai.


Xiaomi Redmi 4A' Smartphone Full Specification:

NETWORK
GSM - HSPA - LTE
2G bands :GSM 850 - 900 - 1800 - 1900 - SIM 1 & SIM 2
3G bands: Global - HSDPA 850 - 900 - 1900 - 2100
HSDPA India -900 - 2100
4G bands LTE band  Global - 1(2100). 3(1800). 4(1700/2100). 5(850). 7(2600). 20(800). 38(2600). 40(2300)
LTE band India - 3(1800), 5(850), 40(2300)

GPRS : Yes
EDGE : Yes

LAUNCH 
Announced: November  2016
Released Date: November 2016

BODY
Dimensions: 139.9 x 70.4 x 8.5 mm (5.51 x 2.77 x 0.33 In)
Weight: 131.5 g (4.66)
SIM: Dual SIM (Nano-SIM/ Micro-SIM, dual stand-by)

DISPLAY
Type : IPS LCD Capacitive Touchscreen, 16M Colors
Size : 5.0 inches (~69.0%)
Resolution: 720 x 1280 pixels (~296 ppi pixel density)
Multitouch: Yes
MIUI : 8

PLATFORM:
OS : Android 6.0.1 (Marshmallow)
Chipset : Qualcomm (MSM8917 Snapdragon 425)
CPU : Quad-core 1.4 GHz (Cortex-A53)
GPU : Adreno 308

MEMORY:
Card slot : MicroSD, up to 256 GB
Internal Storage: 16GB/32GB,
RAM: 2GB

CAMERA
Primary : 13 MP, LED flash
Features : Geo-tagging, touch focus, face/smile detection, HDR, panorama
Video: 1080p@30fps
Secondary: 5 MP, f/2.2

SOUND
Alert types Vibration; MP3, WAV ringtones
Loudspeaker: Yes
3.5mm jack: Yes
(Active noise cancellation with dedicated mic)

Communication
WLAN: Wi-Fi 802.11 b/g/n, Wi-Fi Direct, hotspot
Bluetooth : 4.1, A2DP, LE
GPS: Yes, with A-GPS, GLONASS, BDS
Infrared port: Yes
Radio: FM radio
USB:  microUSB v2.0

FEATURES
Sensors: Accelerometer, gyro, proximity
Messaging: SMS(threaded view), MMS, Email, Push Mail, IM
Browser: HTML5

Video
Xvid/MP4/H.265 player, MP3/WAV/eAAC+/FLAC player, Photo/video editor, Document viewer

BATTERY
Non-removable Li-Ion 3120 mAh
ColorR: Gold, Rose Gold, Dark Gray 

Android Smartphone se related aur bhi article hai jo aapko jarur padhna chahiye..⬇

Read More

Smart Phone Me Intimate And Personal Photos Na Rakhe Save,

5/09/2025 0

Smartphone Me Data Square Kaise Rakhe?

intimate couples photo with mobile privacy

Smartphones Aane ke baad se Life badi Aasani see Lagti hai, Sab kus Ak chhote se device me Save ho jata hai, Lekin Kya Aap Ye Jante hai ki kus Aisa bhi Data hota hai, jisko Smartphone par bilkul save nahi rakhna chahiye, to friends aaiye ham baat karte hai, apne smartphone me intimate, personal photos or data ko kaise Square rakhe,

(1)- Intimate Photos:
Kyo Na Kare Save- Android Smartphone me Hacking and Data Lick Hone ka khatra sabse jyada hota hai, Ager Aap Android phone me Backup lete hai to bhi Data aapka data Online Aasani Se Hack kar sakta hai, Ager Aap Intimate photo Save kar rahe hai phone me, or Galti se bhi aap Porn Site ki visit karte hai to uski Cookies aapki aise personal photos Chura bhi sakti hai, Porn Site aapko Track karti hai, And Sath-Sath Third-party Apps Me Sabse jyada  Malware ka Khatra hote hai,

Ager aapke paas koi aise photos hai to unhe USB Device me save rakhe, ya kisi Pan-drive me rakhe Pen-drive me bhi Protection ke Liye Password Lagaya ja Sakta hai, (Pen-drive With Password Protection ke liye hamari dusri post padhe,)

(2)- Personal Account Number, Aadhaar Number And PIN Number, Jaise Chije Na Save Kare,

intimate couples photo with mobile privacy

Kyo Na Kare Save- Smartphone me ye sab ak hi Location par save rakhne se Data Lick hone ki problem ho sakti hai, Phone Chori hone se ya to Virus Aa jane se, Or Online Hacking ki vajah se bhi aisa ho sakta hai,

(3)- Wi-Fi Signal Boosting App Na Kare Save

Kyo Na Kare SaveWi-Fi Signal Boosting App Ya WiFi Password Creaking app ya aise hi koi or app install karne se aap Apne phone ke shath Risk lete ho, aise app jyadatar Spyware hote hai, jo aapke phone ko Virus ya Malware se Infect karte hai, aise me aapka data hackers ke paas ja sakta hai,

4, Online Shopping And Internet Banking Password Na Rakhe smartphone me Save,

Online Shopping And Internet Banking Password

Kyo Na Kare Save- ebay, Paypal, Flipkart, Ya Net banking ke password ya Other account ke password kabhi apane mobile phone me save nahi rakhna chahiye,
[Note: Har Baar Jab Bhi Aapko Log-In Karna Ho, SAVE YOUR USER ID AND PASSWORD button ko unclick hi Kare]
In Apps par agar aap log-in rahte hai to aapke account Related information Lick ho sakti hai, Is se Bachne ke liye kya kare-jitani baar bhi in apps ko use kare uske baad kaam pura hone par log-out karna na bhule,

(5)- Credit Card, Debit Card Ya kisi or Personal ID Ki photo Na Kare Phone me Save,

Credit Card, Debit Card, Personal ID Ki photo

But Why?
Jis tarah Intimate photo ka Khatra raheta hai, usi tarah ATM Card, Credit Card, Debit Card ya Kisi bhi ID Lick hone ka khatra raheta hai, Aapke Kisi bhi Banking Related Document ki Scene Copy ke jariye Banking Fraud Ho Sakta hai,

Kaise Bache?-is tarah ki photos save karne ki jagah Scene Copy  Pen-drive me rakhe, inhe online mail me rakhna ya smartphone me rakhana hamare liye khatra ban sakta hai,

Note :  Agar Aapko meri Post se kus help mili ho, ya Pasand ayi  ho to Like, Comment and Share, Jarur kriyega, Aur  apne Doston Aur Family Members Ko bhi invite Krein. ya to koi problem ho to bataiye & thankqs to visit my site..

Also Read:
Read More

6 Android Apps Na Kare Install Net Data Lose and battery Life Risky-Security Tips

5/09/2025 4
Very bad 6 android app
Aaj ke Samay me Har Kaam Ke Liye Apps Ki Jarurat padti hai, Ak baat saaf hai ki Apps ne hamara bahut se sara kaam Aasan Kar diya Hai, or iski vajah se Life Bhi Aasan Ho Gayi hai, koi bhi kaam 1click se ho jata hai, Chahe Aap Phone par Game khel kar Ghanto bitana Chahte ho, ya duniya ke kisi Kone me baithe insan ke shath Video Calling karna Cahate ho, Sabhi apps ke jariye Aasan hota hai, par inme se kus Apps aise bhi hoti hai jo aapko pareshani me dal sakti hai,

par kya aapko pata hai, kus apps aise hi jo sirf usi ke fayde ke liye user ko muskeli me dalte hai, or ye apps kafi popular bhi ho jati hai, or ye apps user ki help karne ka daava karti hai but aisa kus hota nahi balki user ki battery life or Data jaldi khatam karti hai, aise Apps ki internet par koi kami nahi hai, bahut sari apps hai, or sirf usi ke fayde ke liye banai gayi hai, Aapko ak baat bata du smartphone par aisi apps ko install karte hai to uske baad apps par bahut sari advertise aati hai, or company app developer ko paise deti hai, ads par jitani click hoti hai usi ke hisab se apps ko paise milate hai, aise apps Lakho-Crore kamati hai or badle me hamara data chori ya jaldi khatam ho jata hai, and battery Discharge bhi jaldi ho jati hai,

To aaiye friends baat karte hai aise hi kus 6 Android Apps ke baare me jo daava to karti hai aapki help karne ka, par asal me aapki pareshani or bhi badhate hai, is se hame fayde to kus nahi milta, balki hame musibat me dalate hai,

(1)- Clean It: Android App

Aap ye soch rahe honge ki ye App ko Uninstall karne ki hame kyu salah de ja rahi hai, jab ki ye to phone ki Cash Clear karke phone ki speed badhane ka dava karti hai,

Aapko bata du ki Darasal, Phone ki cash clear baar-baar karne se mobile phone Slow ho jata hai, App ko Kaam karne ke liye ise Rebuild hona padta hai, Is Process me battery jyada kharch hoti hai, ye Mitch hai ki Running app ko Clear (stop) karne se battery save hoti hai, Agar App bhi Aisa karte ho to abhi ye karna band kar dijiye, And Clean It App ko uninstall kar dijiye, ise me aapki bhalai hai,

(2)-Music Player

Apne Name ke mutabik ye App users ko apne phone ki play list me, Store audio Play karne ki suvidha deta hai, App ko Use karte time isme kai Popup-Ads Aati hai, jyada chinta ki baat ye hai ki ye App user ka Data Uses karte hai, or Battery bhi jaldi khatem hoti hai, jo user is app ko use kar rahe hai inki kafi Complain hai ki, ise use karne se net data jaldi khatam ho raha hai, shath hi battery bhi jaldi khatm ho jati hai,

(3)- Du Battery Saver Fast Charge

Archa hoga ki aap Ye popular Battery Saving App ko install na kare, App ke Name me Fast Charge to hai, lekin ye Fast Charge Support nahi karti hai, isme kafi jyada Ads bhi aate hai, aapke phone me use hone vale all most har app me ye apne Ads Sponsor karta hai, is se Na Sirf Battery khatm hoti hai, balki net data bhi jaldi khatam ho jata hai, aise me app ko turant uninstall karna sahi hoga,

(4)- Dolphin Web Browser

Developer dvara Claim kiya jata hai ki ye App Ads Free hai Or Flesh Supporting App hai, Jabki ager app ye app download kar rahe hai to aisa apne Risk par hi kare. Darasal hota ye hai ki is Browser par ager aap INCOGNITO mode me kus bhi dekhte ho to ye us file ko Aapke phone me save kar deta hai,

(5)- QuickPic

QuickPic Photo Gallery app hai, ye use karne me aasan or user Friendly app hai, AndroidPit website ne ise 2015 ke best apps me se AK (1) bataya hai, ye app photo Lunching me help karne ke shath hi isme Private photos ko bhi hide kiya ja sakta hai,

Last Years me Ise Cheetah Mobile ne Lunch kiya tha, Company ne Users Ke Data ko Apne Sever par Uploads karna Saru kar diya hai, to aise me users ke Private photos and Personal data Lick hone ka Khatara Badh gaya hai, agar aap bhi is app ka istemal kar rahe hai to yuse turant Uninstall kar de.

(6)- ES File Explorer.

Is App ke two Version play store par available hai, ak Paid hai or dusra free hai, free version ke shath aapke phone me kai bloatware and Adware download ho jate hai, ye phone ke data ke shath hi phone ki memory bhi अोँक्यूपाई karte hai, iska dusra sabse bada Drawback ye hai ki ye app download karne par kai Additional app bhi download karne padte hai, is me jo Popup-baar hai yuse Disable bhi nahi kiya ja sakta hai,

Also Read:

Note :  Agar Aapko meri Post se kus help mili ho, ya Pasand ayi  ho to Like, Comment and Share, Jarur kriyega, Aur  apne Doston Aur Family Members Ko bhi invite Krein. Ager aapke paas aise koi or bhi app hai jo aapke battery life and Net Data jaldi khatm ho jane ki vajah banti hai to hame comment karke bataiye, or koi question ho to bhi aap bataiye. And thanks to visit site.
Read More

May 08, 2025

Good Life Style के लिए काफी उसफुल है ये 4 बेस्ट फ्री एप्पलीकेशन।

5/08/2025 0
हाल के दिनों में स्मार्टफोन का इस्तेमाल बहुत बढ़ गया है। इस समय, कुछ ऐप हैं जिनका उपयोग अच्छी आदतें अपनाने, नियमित नींद लेने, ऑफिस में प्रोडक्टिविटी को बढ़ाने और स्वास्थ्य में मदद करने के लिए किया जा सकता है, जो स्मार्टफोन पर फ्री में उपलब्ध है। आज के आर्टिकल में हम आपके लिए ऐसे ही कुछ ऐप्स के बारे में बताने जा रहे है।
good-lifestyle-tips-in-hindi

1. हबीटिक (Habitica)
व्यवस्थित और मोटिवेट रहने के लिए, जीवन को एक खेल के रूप में ट्रीट करना चाहिए। इस एप्लिकेशन के जरिये आप अपने डैली और साप्ताहिक आदतों और काम को ट्रैक कर सकते हैं। यह ऐप फेंटसी गेम थीम का उपयोग करके अवॉर्ड के जरिये आपको सन्मानित करता है या आपको जुर्माना देता है। किसी भी काम को पूरा करें या अच्छी आदतें अपनाएँ, जिससे आपको एक्सपीरियंस पॉइंट या तो फिर कोइन मिलेगा। जिसका उपयोग वस्तुओं को खरीदने में किया जा सकता है।

प्लांट नैनी (Plant Nanny)
जो लोग कम पानी पीते हैं और अपनी ये बुरी आदत को छोड़ना चाहते हैं, वे प्लांट नैनी ऐप को डाउनलोड कर सकते हैं। इसमें आप एक वर्तुअल और छोटे घर की देखभाल कर सकते हैं। आप अपने स्वास्थ्य के प्रति खुद को जागरूक रख सकते हैं। जब भी आप एक कप पानी पीते हैं, तो Virtually एक पौधे को पानी पिलाते हो। उसमे अलग-अलग पौधे और कप चुनना होता हैं। यह ऐप आपको प्रेरित करेगा और आपको पानी पीने के लिए प्रोत्साहित करेगा। इस आदत को अपनाने के बाद आप अन्य दो लोगों को पानी पीने की 100% प्रेरित करोगें।

स्लीप टाउन (Sleep Town)
इस एप्पलीकेशन को 4.2 रेटिंग मिला है गूगल प्ले स्टोर पे, और रिव्यू भी बहुत अच्छा मिला है। इस एप्लिकेशन की हेल्प से आप स्वस्थ और नियमित नींद के लिए शेड्यूल को मेन्टेन कर सकते हैं। इसमें जैसे आप अपने लक्ष्य को प्राप्त कर लेते हैं, तुरंत ही ऐप में एक इमारत बन जाएगी। केवल आपको सोने और जागने का समय सेट करना होगा। ऐप में एक बटन दबाने से पता चलेगा कि आप सोने जा रहे हैं। यदि आप एक निश्चित समय से पहले फोन का उपयोग करते हैं या सोने में देर हो जाती है, तो ऐप में इमारत ढह जाएगी। जब आप समय का पालन करेंगे, तो अलग-अलग इमारतें बनती रहेंगी। जो आपको मोटीवेट करती रहेगी।

फॉरेस्ट (Forest; Stay Focused)
यह एप्लिकेशन अधिक प्रोडक्टिव होने में मदद करता है और मोबाइल से दूर रहने में मदद करता है। यह माना जाता है कि अधिक प्रोडक्टिव होने के लिए, हमेशा गैजेट से दूर रहना चाहिए। जब आप मोबाइल से सफलतापूर्वक दूर हो जाये तब  एक पौधा आपके लिए लगाया जाता है। जब आप टाइमर शुरू करते हैं, तभी से पौधा को बड़ा करने का काम शरू होगा। अलग-अलग समय के लिए कई पौधे होंगे। आप टाइमर बंद करते हैं या ऍप्स से बाहर निकलते हैं, तो ये पौधे मर जाएंगे। ऐसा करने से बार बार फोन हाथों में लेके विभिन्न एप्स में हमे व्यस्त होने से दूर रखता है। वास्तव में इन-गेम सिक्कों का उपयोग से पर्यावरण के रखरखाव के लिए पौधे रोपण को बढ़ावा देते हैं। एक अनुमान के अनुसार, अब तक 3.40 लाख पौधे इस तरह से लोगो ने लगाए हैं।

Read More

March 25, 2019

Ghar Baithe Khele Real Time KBC Free App Se, Milega Surprise Gift

3/25/2019 0

Real Time KBC Play Online, Jio Chat App Se, Milega Surprise Gift

kbc play online jio chat download

Kaun Banega Crorepati (KBC) Ka Season 9 Sharu Ho Chuka Hai. Ye Aisa Show Hai Jisme User Kuchh Sawalo Ke Jawab Dekar Lakho - Crore Rupaye Jeet Sakta Hai. But, Hot Seat Tak Pahuchna Har Kisi Ki Kismat Me Nahi Hota. Aise Me JioChat Un User's Ke Liye Real Time KBC Play Lekar Aaya Hai Jo Is Reality Show Ka Hissa Nahi Ban Pate. Yani Aise Users Ghar Baithkar Hi Kaun Banega Crorepati Ko Khel Sakte Hai. Itana Hi Nahi, Is Time User Ko Points Milege Uske Aadhar Par Unhe Surprise Gift  Bhi Diya Jayega.

Jio KBC Play Kya Hai?
Ye Ak Online Game Hai Jisme Aapko Kaun Banega Crorepati Live TV Show Ke Sath Khelana Hai. JioChat App Aapko Jab TV Channel Me Show Live Honge Tab Real Time Question Dikhayege, Yadi Aapka Answer Sahi Hai To Aapko Nex Question Par Le Jaya Jayega. But Aapka Ak Wrong Answer Aapko Is Mushkil Game Se Bahar Kar Sakta Hai.

How to Register in Jio-Chat for Jio KBC Play Along Game?


  • -JioChat App Ko Download Kare
  • -Install Hone Ke Baad App Ko Open Kare.
  • -Mobile Number Se Login Kare.
  • -Jio KBC Play Option Milega
  • -T&C Ko Accept Kare.
  • -Apni Profile Pic, Language, Aur Other Details Fill Kare.
  • -Ab Game Star Karne Ke Liye KBC Icon Par Click Kare.
  • -Ab KBC Ko Play Kar sakte Ho.
How to Register in JioChat for Jio KBC Play Along Game?

Kaise Khele Ghar Baithe KBC:
Ghar Baithe KBC Khelne Ke Liye User Ko Sabse Pahle Apne Smartphone Par JioChat App Ko Download Karke Install Karna Hoga. Ye Application Android Aur iOS Dono User's Ke Liye Available Hai. Jise Aap Free Me Install Kar Sakte Ho. App Install Hone Ke Baad User Ko JioChat App Par Apna Registration Karna Hoga. Registration Karne Ke Liye Apna Mobile Number Add Karna Hoga. Ab KBC Ke Chat Par Jakar Real Time Me Is Game Ko Khele Aur Points Banaye.
KBC play JIO CHAT

Rules of the KBC Game :
KBC Ke Chat Box Me Kuchh Option Diye Gaye Hai. Jisme How to Play, Leaderboard, Call Friends, Your Questions And Setting Bhi Shamil Hai. Yaha Par Your Question Me Jakar Sabhi Rules Ko Read Kar Sakte Ho. Jo Game Me Aapki Help Karega. User Is Game Ke Liye Apne Friends Ko Bhi Invite Kar Sakte Hai. Ye Game Aap Monday Se Friday Tak Khel Sakte Hai. ChatBox Par KBC Real Time Me Chalata Hai. Yani Question Aur Unka Right Answer TV Ke Sath Aata Hai. JioChat Me Koi Lifeline Nahi Hogi Aur Winner Ko SMS Ke Jariye Inform Kiya Jayega.
KBC PLAY JIOCHAT

Jio KBC Play Kaise Khele?
-Screen Par Show Kiye Gaye Question Ke Liye Right Answer Select kare.
-Right Answer "Lock Down" Button Par Click Karke Lock Kiya Jaa Sakta Hai.
-Question 1 Se 10 Ke Liye Cum Time Diya Jayega.
-Audience Ko Cum Time Ke Bhitar Answer Select Karna Hoga, Question Ka Time Limit निम्नानुसार Hai.
KBC KAISE KHELE

JioChat KBC Me Sawalo Ke Jawab Dene Ka Samay:

Question 1 Se 5 Me 30 Seconds Ka Diya Jayega. Aur Question 5 Se 10 Me Bhi 30 Seconds Ka Time Diya Jayega. Question 10 Se 15 Me Koi Time Limit Nahi Hai.

 Ye Bhi Padhe 

Read More

Smartphone Me Bina Factory Reset Kiye Virus Ko Remove Kaise Kare-6 Step Process.

3/25/2019 0

Mobile Phone Me Bina Data Delete Kiye Virus Ko kaise Remove Kare.


Mobile phone virus detected tricks

Smartphone Me Virus Ka Pata Kaise Lagaye?

Smartphone Main Virus Aane Par Usko Factory Reset karna hi Ak Option Najar Aata hai, Lekin Aisa Karne Par Phone ka sara Data Delete ho jata hai, Isme Photos, Games, And Message Sabhi Shamil hai, "Factory Reset" kiye bina bhi phone me Virus se Romove kar sakte hai, bas uske liye kus Aasan Step Follow karna Hoga,

Smartphone Me Safe Mode On Kaise Kare. [Turn on Safe mode]

Sabse Pahle Phone Me "Safe Mode" ko ON Kare, Mobile Phone me Safe Mode ON karne ke liye Ye Step Follow kare..
  • Phone ka sabse Pahle Power Off kare,
  • Power Key Press Kare Or Hold Karke Rakhe,
  • Jaise Hi Phone Ke Company Logo Screen Par Dikhai dene Lage Tab Power Key ko Release Kar De,
  • Power Key Release karne ke baad turant  "Volume Down Key" Press Kare,
  • Volume Down Ki Tab tak Hold Karke Rakhe, Jab Tak Device Restart  Na Ho Jaaye,
  • Ab Phone Ke manu ya screen Left me side Safe Mode ka Voter Mark Najar Aane Lagega,
Settings Me Jaye-

Phone Me Safe Mode Activate Hone Ke Baad Setting > Apps > Downloaded me jaaye,

Virus Ko Pahechane-

Mobile settings me jakar apps Downloaded me Jakar Download Aaps ko Check kare, Agar Aapko List me aise Koi App Dikhai de Rahi Hai Jo Aapne Download Nahi ki thi, To ye Virus ho sakta hai,

 Aise Kare Uninstall :-

App Par Jakar Yuse Tap kare, Uninstall ka Option Dikhne par Yuse Tap kare, Ab Phone Ko Reboot kar de, Ab Safe Mode Ki Jarurat nahi hai,

Agar Delete Na Ho Virus:-

Agar In Step Ko Follow Karne Ke Baad Bhi Downloaded se Vah App Delete nahi huaa hai to Settings > Security > Device Administrators me Jakar App ko Detectivate kar de, iske baad Settings > Apps > Downloaded me jakar app ko uninstall kar de,

Note: Smartphone Me Virus Ko Remove Karne Me Koi Bhi Problem Ho Rahi Ho, to Comment Me Bataiye, & Like, Share jarur kare, thanks site visit ke liye,

Also Read:

Read More

Aapke Smartphone Ki Fingerprint Scanner Kar Sakte Hai Ye 12 Kaam

3/25/2019 0
Aaj Ke Article Me Ham Baat Karne Jaa Rahe Hai 12 Amazing Work With Smartphone Fingerprint Sensor. Smartphone User Jyadatar Fingerprint Ka Use Sirf Phone Ko Unlock Karne Me Hi Karte Hai, But Aaj Ham Janege Ki Smartphone Ki Fingerprint Phone Unlock Karne Ke Alava Dusre Kis Kaamo Me Use Kar Sakte Hai.

Smartphone Ke Fingerprint Sensor Se Phone Unlock Karne, Selfie Lene Ke Sath Hi Aise Kaam Bhi Kar Sakte Hai Jiske Baare Me Aapko Pata Nahi Hoga. Is Se Aap Phone Ko Back Karne, Screenshot Lene, Home-Screen Open Karne, Background Me Chal Rahi App Ko Show Karne Jaise 12 Kaam Kar Sakte Hai. Iske Liye Aapko Google Play Store Se Ak Free App Download Karni Hogi. Jiska Name Hai Fingerprint Quick Action. Ye Application Sirf Android 6.0 Marshmallow Aur Unse Up Ke Version Par Work Karti Hai. Isko Use Karna Bahut Hi Aasan Hai, Yah App Sirf 1MB Ka Hai. Yaha Ham Aapko Isko Use Karne Ki Full Process Bata Rahe Hai.
smartphone-fingerprint-sensor-12-awesome-works

Step-1
Fingerprint Quick Action Install Karne Ke Baad Aapko Aap Se Related Kuchh Information Dee Jayegi Inko Read Karke OK Button Par Click Kare.


Step-2
Ab Enable Fingerprint Quick Action Par Click Kare. Ye Setting Me Accessibility Me Le Jayega. Ab Accessibility Ko ON Kare.


Step-3
App Me Jakar Non Xposed Mode Setting Par Click Kare. Agar Auto Retry ON Nahi Hai To Right Par Tik Kare.


Step-4
Back Aakar Respond To Enrolled Fingerprint Only Click Karke Single Tap Action Option Par Click Kare.


Step-5
Yaha 12 Kaamo Ki List Open Hogi, Jinhe Aap Fingerprint Sensor Par Single Tap Karke Kar Sakte Hai. Kisi Ak Kaam Ko Select Kar De.


Step-6
Agar Aapne Screenshot Select Kiya Hai To Ab Jaise Hi Aap Fingerprint Par Single Tap Karege Screenshot Aa Jayea.

Dosto Ye Article Aapko Pasand Aaya Ho To Like, Share, Comment Karna Na Bhule. Thanks And Keep Visiting... Aur Bhi Article Padhna Chahte Ho To Niche diye Gaye Link Par Click Kare.
Read More

Kisi Dusre Phone Ke Sabhi Data Ko Track Kaise Kare. Brilliant Ideas

3/25/2019 0
Friends, Aaj Ham Aapko Ak Aisi Trick Batane Ja Raha Hu Jisko Use Karke Aap Apne Smartphone Ki Screen Ko Kisi Bhi Phone Me Dekh Sakte Ho. Aur Aap Apne Dost Ya Kisi Or Ke Mobile Phone Ki Screen Aapke Mobile Headset Par Dekh Sakte Ho. Iske Liye Aapko Dono Phone Me Ak Android Application Download Karni Hogi, Aaiye Jante Hai Kaise Kar Sakte Hai Use....

Sabse Pahle Google Play Store Me jakar "Inkwire" App Ko Apne Or Apne Friend Ya Jiski Screen Aap Dekhna Chahte Hai Usme Download Kar Le.
"Inkwire

Step 1:
Google Play Store Par jakar Is Icon Vale App Ko Dono Phone Me Download Karke Open Kare. Aap Yaha Se bhi Download Kar Sakte Hai  "Inkwire"
"Inkwire
Step 2:
App Ko Open Karte Hi Aapke Samne Ye Window Open Hogi.

Step 3:
Ab Apne Friend Ke Phone Me Ya Jis Se Aap Screen Share Karna Chahte Hai Uske Phone Me Ye App Open Kare.

Step 4:
Ab Aap Jis Phone Ki Screen Ko Share Karna Chahte Hai Usme "Share" Par Click kare.
"Inkwire
Step 5:
Share Par Click Karte Hi Ek Window Open Hogi Usme "Start Now" Par Click Karna Hoga.

Step 6:
"Start Now" Par Click Karte Hi Ek Code Generate Ho Jayega.

Step 7:
Ab Aapko Dusre Phone me jakar "Access" Par Click Kar Yah Code Add Karna Hoga.
"Inkwire
Step 8:
Code Dalte Hi Yah Connect Hone Lagega.

Step 9:
Connecting Par Yah Aisa Message Dega. Iske Aap Yah Aapse Microphone Ko Enable Karne Ke liye Pusega. Aap Apne Hisab Se, Ese Select Kar sakte hai.

Step 10:
Ab Aapko "Got It" Par Click Karna Hoga.
"Inkwire
Step 11:
Aisa Karte Hi Aapki Screen Share Ho Jayegi. Ab Aap Jo Bhi Ek Phone ki Screen Par Karege Vo Dusre Phone ki Screen Par Dikhai Dega.

Note :  आपको ये पोस्ट पसंद आई हो तो लाइक करें अगली पोस्ट के लिए Follow का बटन दबाए और हो सके तो whatsapp और facebook पर share भी कर दें.. हमारे सभी पोस्ट पढ़ने के लिए Logo पर क्लिक करें.... धन्यवाद..
Also Read:





Read More