Bina Kisi Course Kiye Sikhe English Bolna Sirf 5 Days Me.
- 1-100% Guaranteed,
- 2-English Kaise Sikhe,
- 3-Android ki 8 Apps ki help se,
- 4-Bina Kisi Course se,
- 5-Jaldi english bolna kaise sikhe 8Tips;
- 6-Learn English with Hindi,
- 7-Android Apps on Google Play
- 8-english kaise fast improve kare
- 9-english sikhne ka aasan or majedaar tarika hindi me;
Google Play Store pe bahut sare english shikhane vale android apps aapko mil jayege, jinki helps se aap apane smartphone se english speaking shikh sakate he, or baat ye he ki ye 8 apps aapko english writing bhi aasani se shikhati deti he, to chaliye aaj ham baat karate he, english bolana kaise sikhe, android apps ki help se,
Kaise Sikhe English Speaking and Writing.
1-Duolingo app:
Ye android app english sikhane ke liye bahut helpfull sabit ho chuki he, or english speaking ke liye bahut famous he, Is app speaking english ke liye audio or visual dono ka use kiya jata he, ye app ka shikhana ka tarika (Tips) bahut aasan he, Jaise ki vo gaming ke jariye bhi english shikhai jati he, Or khash baat ye app ki ye he ki isme koi bhi ads nahi he, isliye aapko baar baar ads ko close karane ki jarurat nahi padegi. Duolingo app ko downloads karne ke liye google play store par jaye or apps ke name search kare fir install kare, Install hone ke baad aap ko login karana hoga, aap google plus ya facebook account ke jariye login ka kar sakate ho, Ya to fir new id bhi bana sakate ho,
- google play store star rating:
- Star : 4.7
- Install :10 Crore
- Os : android
- Size : device pe depaid
2-Hello English App:
Ye Indian app he, use indian startup ne banaya he, or use google fund karati he, ye app ka fayada ye he ki ye speaking english shikhane ki starting basic se karata he, indian english kafi acchi tarah se shikhane ka ak sunhera maoka milata he. 350 interactive seshan or bahut sare teacher online help ke liye mojud rahata he, Hindi language ke shath hi tamil, telugu, punjabi, urdu, gujrati, jaise kai or languages ke sath sath, aasani se english sikhai jati he.
- google play store star rating:
- Star : 4.5
- Install : 10 Crore
- Os : android 4.0 & 4.0 up
- Size : device pe depaid
3-Memrise app:
Memrise app ki khasiyat iska interesting tricks se english sikhana he, jaise ki Hollywood movie ke seen or Cartoon Characters ke jariye speaking english sikhai jati he, Memrise app ki help se aap raah chalate bhi language aasani se sikh sakate he, Is app ki dusari khasiyat yahi he ki usme time management bahut arcchi tricks se kiya gaya he, app aapko sikhane ke hisab se aage badhati he,
- google play store star rating:
- Star : 4.7
- Install : 1 Crore
- Os : android
- Size : device pe depaid
4-Hello Pal app:
Ye app bahut hi saral or majedaar he, kyu ki english sikhane ki trick hi kus aisi he, jo aapko pata hi na chale ki kab english me aap baat karane lage he, Apne friends ke shath baat karte hua english sikhana bahut majedaar hone ke sath hi kafi aasan bhi he, Is app me logo se chatting se baat karate hua english sikhaya jata he, is app se aap aam-tor par boli jati english aap bahut hi jald sikh jate he,
- google play store star rating:
- Star : 4.7
- Install : 1 Crore
- Os : android
- Size : device pe depaid
5- Speak English app:
Is app Pronunciation ke shath sath speaking skills ko strong banata he, ye aap me aapko sirf earrings, rappites or compare karana he, Is app ke jariye job interview, customer service, presentation me boli jati english sikhai jati he,
- google play store star rating:
- Star : 4
- Install : 50 lakh
- Os : android 2.3.3, up
- Size : 25MB
6- Carton-Free English:
6- Carton-Free English:
ye app Ki khasiyat dekha jaye to download, install karate vakht hi pata chal jayega ki aap bahut jald english sikh javoge, kyu ki yaha aapko interesting pictures ke shath english sikhai jati he, ye app ki dusri dilchasp baat ye he ki aapko English sikhane ka remainder bhi deta he,
- google play store star rating:
- Star : 3.9
- Install : 50,000
- Os : android 2.1- up
- Size : 2.5MB
7- Rosetta Stone app:
Ye app bhi Spoken English ke liye bahut hi famous he, Baki sabhi apps aapko local language me english sikhati he, but Rosetta Stone aap se aap English language me hi English sikhati he,
- google play store star rating:
- Star : 4.5
- Install : 50 lakh
- Os : android 3.0, up
- Size : 32MB
8- FluentU app:
Yah app music video, commercial, news or inspiring toc se english sikhati he, ye aap aapke process ka pura record rakhati he, aap chaho to inki website apane laptop, tablets me se bhi use kar sakate ho,
- google play store star rating:
- Star : 12+
- Install : 50 lakh
- Os : windows 8 ya up
- Size : 38.4MB
- ➧SMARTPHONE LOCK HONE PAR BHI SECRET VIDEO RECORDING KAISE KARE
- ➧KISI DUSRE PHONE KE SABHI DATA KO TRACK KAISE KARE. BRILLIANT IDEAS
- ➧PHONE ME PERSONAL DATA HIDE KARNE KI 3 SECRET SETTING KAISE KARE USE?
- ➧11 TIPS SE BADHAYE PHONE KI BATTERY LIFE
- ➧SMARTPHONE ME BINA FACTORY RESET KIYE VIRUS KO REMOVE KAISE KARE
- ➧KISI KE BHI PHONE CALL, MESSAGE KI DETAILS JANNI HAI TO TRY KARE TRICKS.
- ➧AAPKE SMARTPHONE KI FINGERPRINT SCANNER KAR SAKTE HAI YE 12 KAAM
- ➧6 ANDROID APPS NA KARE INSTALL NET DATA LOSE AND BATTERY LIFE RISKY
- ➧MOBILE PHONE YA MEMORY CARD SE DELETED PHOTO, KAISE RECOVER KARE
- ➧BHUL GAYE PATTERN LOCK, BINA DATA DELETE KIYE KAISE KARE UNLOCK,
- ➧CHORI HO CHUKI CAR/BIKE KA PATA KAISE LAGAYE-SMARTPHONE SE
Note : Agar Aapko Hamari Post Pasand ayi ho to Like, Comment and Share, Jarur kriyega, Aur apne Doston Aur Family Members Ko bhi invite Krein.