Smartphone Lock Hone Par Bhi Secret Video Recording Kaise Kare - Hindi Love Tips

Hot

March 25, 2019

Smartphone Lock Hone Par Bhi Secret Video Recording Kaise Kare

Smartphone Ko Secret Camera Banane Wale Kai Apps Ke Baare Me Aapne Suna Hi Hoga, But Aaj Ke Article Me Ham Jis App Ke Baare Me Batane Jaa Rahe Hai Vo Sabse Best Hai. Is App Ke Baare Me Jyadatar Users Ko Pata Hi Nahi Hai. Jab Ki Ye Android Users Ke Liye Puri Tarah Se Free App Hai. Is Free App Ka Name Hai Hidden Camera Without Icon. Yani Jab Is App Ko Phone Me Install Kiya Jaata Hai, Tab Iska Icon Bhi Najar Nahi Aata. Yani Ki Aapke Phone Me Ye App Install Hai, iske Baare Me Bhi Kisi ko Pata Nahi Lagega. Sirf 3 MB Ki Size Hai Aur Unlimited Video Recording Kar Sakte Hai.

Hidden Camera Without Icon App Ko Install Karne Ke Liye Phone Me Sirf 2.91 MB Space Ki Jarurat Hai. Yani 3 MB Se Bhi Cum Size Wale App Se Aap Unlimited Hidden Video Recording Kar Payenge.
Smartphone me secret video recording

Is App Me Video Size Ke Kai Resolution Diye Gaye Hai. Iske Full HD Video Bhi Shoot Kar Sakte Hai.

User Rear And Front Camera Do No Se Secret Recording Kar Sakte Hai. Iske Liye Kisi Ak Ko Select Karna Hoga.

Is App Ke Best Feature Ki Baat Kare To Aapka Smartphone Jab Lock Hoga Tab Bhi Recording Hoti Rahegi.

Application Ke Baare Me: 


Hidden Camera Without Icon App Ko User Phone Me Free Install Kar Sakte Hai. Is App Ko Ab Tak 5 Lakh Baar Install Kiya Jaa Chuka Hai. Vahi, User Ne Ise 4.5 Star Rating Di Hai.

App Ko Android Ke Version 4.0 Ya Us Se Upar Ke Operating System Par Install Kar Sakte Hai.

Hidden Camera Without Icon App Ko Use Kaise Kare:

Step.1
Sabse Pahle Apne Smartphone Me Hidden Camera Without Icon Free App Ko Google Play Store Se Download Karke Install Kar le.
Smartphone Lock Hone Par Bhi Secret Video Recording

Step.2
App Ko Kuchh Permission Dena Hota Hai. Iske Baad Password Banakar Ok Kare, App Open Ho Jaayega.
Smartphone Lock Hone Par Bhi Secret Video Recording

Step.3
Uske Baad Video Ki Duration Set Kar De. Sath Hi Mode Me Apne Hisab Se Setting Kar Le.

Step.4
Ab Jis Camera Se Recording Karna Hai Yuse Select Kare, Video Resolution Bhi Select Karle.

Step.5
Ab Hidden Icone Me Jakar #12345 Password Yaad Karle. Feer Try Me Jakar Password Enter Kare.
Smartphone Lock Hone Par Bhi Secret Video Recording

Hide Camera Ke Sath Recording Start Ho Jayegi, Ise Stop Karne Ke Liye Dial Se #12345 Enter Kare. Tabhi Aap is App Ke Andar Jaa Sakte Hai, Agar Is App Ka Icone Abhi Bhi Aapke Screen Par Hai To Yuse Remove Kar De, Is Se App Ke Icone Hi Remove Hoga. Uninstall Nahi Hoga.





  • Ye Bhi Padhe