Reliance Jio 4G VS Airtel 4G What is the Best?
Hi friends, Reliance Jio ke baare me bahut sari post likh chuki hu, aaj feer ak or post aapke liye lekar aayi hu, jo reliance jio and airtel jio me se kon si best service de rahi hai, iske baare me full details me baat karege,
Bahut sare logo ko Confucian hota hai ki aaj kal bahut sari telecom companies 4G service de Rahi hai to unme se kon si company ke sim le, is Confucian ko dur karne ke liye hi is post ko aapke shath share kar rahi hu,
Indian market me Reliance Jio 4G Dhoom macha raha hai, Reliance Jio's free Preview Offers ke liye log line me khade hai, ji ha Reliance jio ke alava or bhi telecom service Provider companies bhi pise nahi hai, vo bhi 4G Offer kar rahi hai, isme bhi thode deen pahle 4G ke leke airtel charcha me the, vaha tak ki airtel ki advertising karne vali actress 'Sasha Chhetri' "Airtel 4G Girls" ke name se Famous ho gayi.
Reliance ne abhi Samsung, Asus, LG, Panasonic, MicroMax se Leke TCL, Lava or Karbonn, ke Handset par apni Jio ki 4G free service offer kar rahi hai,
Jio ne Indian market me apna buzz banaya hai, lekin ham aapko bata rahe hai ki Reliance jio 4G and Airtel ke bich ka Difference.
Reliance jio 4G and Airtel ke bich ka 7 Difference.
Reliance Jio 4G and Airtel 4G Network Kya Broadband Par work karta hai,
Airtel Broadband wireless Access ke liye 15 Country me 2300MHz Spectrum ka use kar rahi hai, jisme India me 22 Circle(सकँल) hai, jaha company 4G Service de rahi hai, reliance pure india me 2300MHz Spectrum ka use kar rahi hai, iske alava bhi company ke paas 10 Circle ke liye 800MHz Spectrum bhi hai, Sath me dusre 6 Circle ke liye 1800MHz Spectrum bhi hai,
Reliance Jio 4G VS Airtel 4G
1800MHz Band Sabse Jyada popular Band hai, World ka sabse popular 4G band 4G-LTE Band 1800MHz hai, Ak New Serve ke mutabik pata chala hai ki pure world me 44% 4G network 1800MHz band par chal raha hai, sath hi 2300MHz se bahut jyada advantage 1800MHz band me hai,
2300MHz Se 1800MHz Best Kyu hai?
1800MHz me 2300MHz se 30% kam Towers ki jarurat hoti hai,
India jaisi country me underdeveloped device EcoSystem hai, isliye 1800MHz band hona bahut jaruri hai,
TDD/FDD EcoSystem
Ye Dono Service me bahut bada deference hai, Airtel TDD-LTE Technology ka use kar rahi hai, Jab ki Reliance jio pahle se hi 1800MHz band ke sath FDD-LTE Technology ka istemal kar rahi hai,
TDD Device Se Jyada FDD Device hai.
Aaj ke deen tak jitana bhi serve hua hai, uske mutabik TDD KI Comparing me aisa bahut sare devices hai, jo FDD Me 1800MHz Support karta hai,
Reliance Jio Sirf 4G LTE Offer De rahe hai,
Sabse Badi Chokane vali baat to ye hai ki, jab Airtel all 3 network 2G, 3g, and 4G-LTE me unki service de rahi hai, tabhi dusri taraf Reliance Jio sirf 4G-LTE ki service de rahi hai,
Reliance Jio Me Hai Best Downloading Speed
Pura Vivad is baat par aake ruk jata hai ki Reliance Jio 4G ki Downloading Speed Airtel 4G se Kahi Guna Fast hai,
Note : Agar Aapko meri Post se kus help mili ho, ya Pasand ayi ho to Like, Comment and Share, Jarur kriyega, Aur apne Doston Aur Family Members Ko bhi invite Krein.