Android Application Ki Helps Se Gif Photos Kaise Create Kare.
(1) GIF Maker App Se Aap Live Video Ko Bhi GIF File Bana Sakte Hai. Social Media Par Aaj-Kal Sabse Jyada GIF Images Ka Use Kiya Ja Raha Hai, GIF Images Ke Jariye User Apne Emotions Ko Massage Me Aasani Se Fill Kar Sakte Hai.
GIF Image Aisi Image File Hoti Hai, Jisme Koi Bhi Subject Ak Hi Process ko Baar-Baar दोहराते Najar Aate Hai. Internet Par Kai Tarah Ke Gif Image Available Hai Lekin Agar Aap Khud Hi Jis Image Banana Chahte hai To Kus Android Application Ki Help Se Aasani Se Bana Sakte Ho. Aapko Bata Du Ki Aap Apne Smartphone Me App Ki Help Se Na Sirf Pahle Se Phone Me Save Photos Or Video Se Gif Bana Sakte Ho Balki Agar Aap Chahe To Live Video Se Gif Bhi Bana Sakte Hai, Iske Liye Aapko Apane Smartphone Me Google Play Store Par Available Gif Maker App ko Apne Phone Me Download Karna Hoga.
Iske Baad App Open Karne Par Aapke Samne 3 Option Aayega. Inme Sabse Upar diye Gaye Shooting Gif Ke Option Par Jakar Live Gif Taiyar Ki Ja Sakti Hai. Iska Matalab Yah Huya Ki Aapke Phone Ke Samne Jo Bhi Najaara Chal Raha Hoga Yuse Usi Samay Gif Me Badala Ja Sakta Hai.
(2) Gif Creator App
Gif Creator App Me User Unlimited Image Me Bhi Koi Changes Kar Sakte Hai. Gif Creator Ki Help Se Only 30 Second Me Camera Roll Se Kisi bhi Video Ya Photo Ko Gif Banaya Ja Sakta Hai. Isme Bahut Sare Features Available Hai. Is app Par Photos Ki Frame Badalne Ki Speed Ko Bahut Aasani Se Set kiya Ja Sakta hai. Is App Ko Google Play Store Par Free Me Download Kiya Ja Sakta Hai.
Gif Creator App Me User Unlimited Image Me Bhi Koi Changes Kar Sakte Hai. Gif Creator Ki Help Se Only 30 Second Me Camera Roll Se Kisi bhi Video Ya Photo Ko Gif Banaya Ja Sakta Hai. Isme Bahut Sare Features Available Hai. Is app Par Photos Ki Frame Badalne Ki Speed Ko Bahut Aasani Se Set kiya Ja Sakta hai. Is App Ko Google Play Store Par Free Me Download Kiya Ja Sakta Hai.
(3) VIDEO TO GIF:
Is App Ki Help Se Aap Aasani Se Video Ko Gif Me Badal Sakte Ho. Agar Aap Chahe To Aap Apne Gallery Se Bhi Video Select Karke Usi Time Gif Bana Sakte Ho.
(4) Gif Maker:
Gif Images Banane Ke liye Gif Maker Bhi Ak Best Option Hai. Is App Se Aap Asani Se Gif File Banane Ke alava Yuse Share Bhi Kar Sakte Ho. Sath Hi Is App Ki Khasiyat Ye Hai ki Yah English and Hindi Sahit 24 Language Ko Support Karne Me सक्षम Hai. Isme Aap Gif Photos Ka Ak Collage Bhi Bana Sakte Hai. Jisme Maximum 9 Photos Use Ho Sakte Hai.
(5) VIDEO TO GIF:
Is App Par Gif Banane ke Liye Aapko Video Create Karna Hoga Ya feer Aap Video Add Bhi Kar sakte Hai. Iske Baad aap Time Range Select Kar Le. Jiske Baad Aap Apne Banaye Huye Gif Ka Preview Dekh Sakte Ho.
Note : आपको ये पोस्ट पसंद आई हो तो लाइक करें अगली पोस्ट के लिए Follow का बटन दबाए और हो सके तो whatsapp और facebook पर share भी कर दें.. हमारे सभी पोस्ट पढ़ने के लिए Logo पर क्लिक करें.... धन्यवाद.
- ➧WFVS | WhatApp Full Video Status & Downloader
- ➧SMARTPHONE LOCK HONE PAR BHI SECRET VIDEO RECORDING KAISE KARE
- ➧KISI DUSRE PHONE KE SABHI DATA KO TRACK KAISE KARE. BRILLIANT IDEAS
- ➧PHONE ME PERSONAL DATA HIDE KARNE KI 3 SECRET SETTING KAISE KARE USE?
- ➧11 TIPS SE BADHAYE PHONE KI BATTERY LIFE
- ➧SMARTPHONE ME BINA FACTORY RESET KIYE VIRUS KO REMOVE KAISE KARE
- ➧KISI KE BHI PHONE CALL, MESSAGE KI DETAILS JANNI HAI TO TRY KARE TRICKS.
- ➧AAPKE SMARTPHONE KI FINGERPRINT SCANNER KAR SAKTE HAI YE 12 KAAM
- ➧6 ANDROID APPS NA KARE INSTALL NET DATA LOSE AND BATTERY LIFE RISKY
- ➧MOBILE PHONE YA MEMORY CARD SE DELETED PHOTO, KAISE RECOVER KARE
- ➧BHUL GAYE PATTERN LOCK, BINA DATA DELETE KIYE KAISE KARE UNLOCK,
- ➧CHORI HO CHUKI CAR/BIKE KA PATA KAISE LAGAYE-SMARTPHONE SE