Kabhi Khatm Nahi Hoga Aapka Internet Data, Plan Saving Tips. - Hindi Love Tips

Hot

March 25, 2019

Kabhi Khatm Nahi Hoga Aapka Internet Data, Plan Saving Tips.

Aaj Kal Sabse badi Pareshani Ki Baat Hai To Vo Hai Smartphone Se Jald Internet Data Plan Khatm Ho Jana, Isliye Ham Aapke Liye Kus Tips Lekar Aaye Hai.. Jo aapke Smartphone Ka Data Sieving Me Kafi Helpful Ho Sakte Hai.
internet data plan savings hindi tips

Android Smartphone Data Plan Saving Tips

Generally, Dekha Gaya Hai Ki Log Mobile Phone Ke Net Data Plan Ko Unlimited Nahi Lete Hai, Kyu Ki Ye Plan Costly Hota Hai, Ya Feer Unlimited Plan Ki Net Speed Bhi Bahut Low dete Hai, isliye Users Limited Data Plan Hi Lete Hai. Users Ko Ye tension Satati Hai Ki Kahi Smartphone Ka Data Khatm Na Ho Jaye. Is Vajah Se Ham Aapke Liye Kuchh Tips Lekar Aaye Hai, Jinki Help Se Aap Apne Smartphone Ka Data Bachaye Rakh Sakte Hai. In Chhoti Baaton Par Dhyan denge to Aapka Net Plan Kabhi Jald Khatm Nahi Hoga.

Agar Aap Chrome Browser Use Karte Ho To Data Compression Ka Use Kare, Mostly Smartphone Par Web Browsing Me Jyada Data Kharch Hota Hai And Chrome Browser bhi Jyada Data Use Karta Hai, UC Browser inse bahut CUm Data Kharch Karta Hai, isme Bhi Aap Ad Blocker Mode ka Use Karane Se Bahut Sara Data ko Save Kar Sakte Hai.

[2] Chrome Me Data Compression Features ki Help Se Data Save;

Aapne Dekha Hoga Ki Kabhi-Kabhi Kuchh Site Ki Visit Karne Se Aapka Data bahut Kharch ho Jata Hai, To Ye Sites Heavy Hoti Hai. jisme Loading Hone Me Jyada Time Bhi Lagta Hai And Data Bhi Lost Hota Hai. Jo Websites Havy Hoti Hai Our Aapka Data Jyada Se Jyada Kharch Hota Hai Vo Site Par Load Hone Vali Ads Ki Vajah Se Hota Hai, Aap Chrome Me Data Compression Features Ki Help Se Data Kharch Kam Kar Sakte Hai. Is Feature Ko Activate Hone Ke Baad Google Data Transfer Ko Khud Manage karta hai Our Data Ko Save Bhi Karta Hai. Iske Liye Apne Smartphone me Chrome Browser Ko open Kare, Our 3 Dots Wale Manu-Baar Par Click Kare. Aap Yaha Se Settings Ke Option Me Jaaye, Yaha Par Aapko Data Sever Ka option dikhega, Ise Select Kare. Ab Aapka Browser Cum Data Use Karega. 2G Internet Pack Par Milegi 3G Speed Follow Kare 5 Step Tricks

[3] Background Data Off kare

Iske Alava Dusri baat ye hai ki Hamesha Background Data Off kare. Actually bahut Sari Application Aisi Hoti Hai Jo Lagatar Data Ka Istemal Karte rahte Hai, jis vakht smartphone istemal nahi hota, us vakht bhi aisi apps notification pane or update rahne ke liye internet se connected rahte hai. Isliye jaroori nahi hai ki sabhi application ko active rakha jaye. Iske Liye Settings me Jakar Data Uses Select Kare, Our Jis App Ko Data Istemal Karne Se Rokna Hai, Yuse Select Karne Ke Baad Restrict App Background Data Label Ko Off Kar De. Ghar Baithe Milegi Sabse Fast Internet Speed, apnaye ye tarika

[4] Auto-update apps over Wi-Fi only

Iske Sath Hi Tisra Tarika Ye Hai Applications Ko Wi-Fi Par Update Kare. Yaad Rakhe Ki Application Ko Kabhi Bhi Sim Card Ke Network Par Update Na Kare, Hamesha Wi-Fi Network Par Jaane Ke Baad Hi Apps Ko Update Kare. (Unlimited Data Plan Vale Ke Liye Jaroory Nahi) Iske Liye Google Play Store Par Jaaye Our Settings Par Click Kare, Uske baad Aapko Auto Update Application Ka Button Dikhai Dega. Is Par Click Karne Ke Baad Auto-update apps over Wi-Fi only Ka Option Select Kare, Iske Alava Net Plan Bachane Ke Liye Online Streaming Se Hamesha Bache. Kya Aapki Jio Sim Par Aaj Bhi Nahi Aati 4G Speed, To Aise Kare Boost.

[5] Video, Music, Online Streaming

Actually Video Our Music Stream Karne Me Jyada Data Kharch Hota Hai. Mobile Data Par Ye Sab Karne Se Bache. Aap Apne Phone Par Hi Video Ya Feer Music Store Kar Sakte Ho. Feer Bhi Aapko Streaming Karni Hi Hai To Streaming Quality Ko Low Mode Par Rakhe. Iske Alava Net Bachane Ke Liye Apne Account Sink Settings Jaroor Check Kare. Actually Real Time Sinking and Notifications You To Kaam Ki Hoti Hai. Magar Inke Liye Smartphone Lagatar Net Ke Jariye Content Check Karta Rahta Hai. Is Tarah Se Kafi Sara Data Khatm Ho Jaata Hai. Iske Liye Settings Me Jakar Apne Account Me Jaaye Or सिंक Ke Liye Unhi Services Ko Select Kare, Jinki Push Notification Ya Sinking Jaroori Hai. Iske Data Plan Bachane Ke Liye Opera Max Ya CM Data Manager Jaise Application Try Kare. Is se aapko Data Saving Me Help Hogi.


Note :  आपको ये पोस्ट पसंद आई हो तो लाइक करें अगली पोस्ट के लिए Follow का बटन दबाए और हो सके तो whatsapp और facebook पर share भी कर दें.. हमारे सभी पोस्ट पढ़ने के लिए Logo पर क्लिक करें.... धन्यवाद...

ALSO READ:




4 comments: