Kya Kisi Software Se Hum Kisi bhi Mobile Number Ki Call History Nikal Sakta Hai.
Hi Friends Is Article Me Aapko Ak Aisi Trick Ke Baare Me Batane Jaa Raha Hu, Jise Follow Karke Aap Kisi Ke Bhi Mobile Number Ki Call Details (History) Apne Mobile Par Dekh Sakte Ho. Is Trick Follow Karne Me Sirf 2 Minute Lagega. Aaiye Baat Karte Hai Kaise Kaam Karti Hai Ye Trick.....
Google Play Store Par Ak Aisa App Mojud Hai, Jiski Help Se Ham Kisi Bhi Number Ki Call Details Nikal Sakte Hai. aapko Jis Mobile Number Ki Call Details Nikalni Hai Us Phone Me Aapko Mubble App Install Karna Hoga, Iske Baad Ye Application Us Phone Ke Sabhi Outgoing Call Ki Details Aapke Mail ID Par Send Kar Dega. Is Se Prepaid Our Postpaid Dono Ki Call History Nikal Sakte Hai.
- Application Kaise Karta Hai Work.
Mobile Phone Me App Install Karne Ke Baad Jis Number Ki Call Details Aap Nikalna Chahte Ho Vo Number Add Karna Hoga.
Kuchh Permission Allow Karne Ke Baad App Work Karna Sharu Kar Deti Hai. Call Bill Ka Mail Usi ID Par Aata Hai Jo Phone Me Log-In Hoti Hai. isme Date, Time, Number Our Call Duration Jaisi Full Detail Hoti Hai. 7 Day Se 30 Day Ka Call Details Nikal Sakte Hai.
- Yah Free Android App Hai, Jiski Size 4.49MB Hai.
- Is App Ko "Recharge Plans & Prepaid Bill" Bhi Kaha Jaata Hai.
- Yah 4.2 Ya Iske Upar Ke Android Operating System Par Work Karta Hai.
- App Developer Ka Dava Hai Ki Is Se Airtel, Vodafone, Idea, JIO, BSNL, Aircel, Reliance, Docomo Ke Alava Other Telecom Operators Ke Numbers Ki Details Bhi Nikali Ja Sakti Hai.
- Is App Se Users Apna Balance And Data Check Kar Sakta Hai.
- Low Data Balance Hone Par Remainder Bhi Deta Hai.
- Yaha Se Aap Kisi Bhi Mobile Number Par Recharge Kara Sakte Ho.
Note: Is App Se Hamne Vodafone Our Idea Ke Number Ki Call Details Nikali Hai.
Kaise Nikal Sakte Hai Kisi Bhi Number Ki Call Detail Step Follow.
Step-1
Google Play Store Par Jakar Mubble App Install Kare. App Open Karte Hi Language Select Karne Ka Option Aayega, Uske Baad Permission Deni Hogi.
Step-2
Jis Number Ki Call Details Nikalni Hai Us Number Ko Enter Kare, Our Verify Par Click kare. Uske Baad Email ID Select Karni Hogi. Jis Par Bhi Aap Details Dekhna Chahte Hai.
Step-3
Ab Accessibility Me Jakar Mubble Balance Checker Ko ON Kar De. Uske Baad Ak New Page Open Hoga. Jisme Bill Par Click kare. Ab Aap 3 Option Me Call Details Nikal Sakte Hai.
Step-4
Ab Bill Email Id Par Send Karne Ka Massage Aata Hai. Yaha Se Aap Maximum 30 Day ki Detail Nikal Sakte Hai. Day Select karne Ke Baad Mail Id Par puri Details Aa Jayegi.
ALSO READ:
- ➤KISI BHI SMARTPHONE KI LOCATION KA PATA KAISE LAGAYE
- ➤CHORI HO CHUKI CAR/BIKE KA PATA KAISE LAGAYE
- ➤KABHI KHATM NAHI HOGA AAPKA INTERNET DATA PLAN
- ➤SMARTPHONE KO AISE BANAYE WALKIE-TALKIE
- ➤FAKE TEXT MESSAGE RECEIVE KAISE KARE. HINDI TRICK
- ➤SMARTPHONE KI SCREEN HAMARE PHONE ME KAISE DIKHE
- ➤KISI KE BHI PHONE CALL, MESSAGE KI DETAILS JANNI HAI TO
- ➤SMARTPHONE ME BINA FACTORY RESET KIYE VIRUS KO REMOVE KAISE KARE
- ➤BHUL GAYE PATTERN LOCK, BINA DATA DELETE KIYE KAISE KARE UNLOCK,
- ➤MOBILE PHONE YA MEMORY CARD SE DELETED CONTACT NUMBER KAISE RECOVER KARE
- ➤MOBILE PHONE ME PARSONAL APPS KO KAISE KARE HIDE
Hamne jaab apna number add Kiaa to please type a valid 10digit Mobile number Kia Kare
ReplyDeleteapne mobile number ke aage apne country code add kare, jaise ki india ka +91 hai to example.... +919908899088 aise add kare, ya feer country code select karna hai to sabse pahle vo select kare, uske baad hi number add kare.
Deletehow i can change another no. in mobble
ReplyDeleteClient error means
ReplyDelete