Man's Dadhi Ko Jyadatar Fashion Mankar Rakhte Hai, Lekin Iske Kus Scientific Reason bhi hai, Jiski vajah se bahut Sare Health Benefits hai, Agar Man's Ak age Ke Baad dadhi rakhana Sharu kar de, to Skin Se Related kai dikkato ko kam kiya ja sakta hai, Aaj Ki Post me MaxHealthCare ke Skin Specialist Do.Apoorva Jain Aapko bata rahe hai Dadhi Rakhne Ke 10 Fayade
(1)- Glow badhaye
Dadhi Rakhne Se Skin Par Dhul, mitty, or Dhoop ka Asar Kam Hota Hai, Is Se Chahre Ka Glow Bana Rahta hai,
(2)- Training
Dadhi Ultraviolet Kirano Se bachati hai, is se Training ki Problem kam hoti hai,
(3)- Soft Skin
Tej hava ki vajah se Chahre par Driness Aa Jati hai, Lekin Dadhi Rakhne se Skin par Nami bani rahti hai, jis Se Skin Soft Rahti hai,
(4)- Energy
Dadhi Se Body Ka Temperature Maintain Rahta hai, Aise Me Pollen Energy, Sardi-Jukam Or Asthma Se Ladne Ki Shmata badhti Hai,
(5)- ज्ञुरिँया
Dadhi Rakhne Se Chahre par Dhool or matti ka Asar kam Padta hai, or Nami bani Rahi hai, is se ज्ञुरिँयो ki problem kam rahti hai,
(6)- Skin Cancer
Kai Research me yeh sabit huaa hai ki Sun (sooraj) se nikalne vali hanikarak UV kirno (ray) se dadhi bachav karti hai, is se Skin Cancer ka khatra tal jata hai,
(7)- Pimples
Jinhe Pimples Ki problem hoti hai, vo Regular dadhi karte hai to Unke Pimple Katne, Chhilane Ya unme Infection ka dar raheta hai, Dadhi Rakhne Se Yeh Problem kam hoti hai,
(8)- एजिंग
Dadhi se Chahre ke सेबेसियस ग्लैंड्स कवडँ rahte hai, isme nami banaye rakhane vale Oil nikalte hai, jo एजिंग ki problem ko kam karta hai,
(9)- माँइश्चराइज
Tej Hava ki vajah se Chahera Rukha Or bejan ho jata hai, Lekin Dadhi rakhne se Skin माँइश्चराइज rahti hai,
(10)- Infection
Airborne bacteria dadhi hone par muh tak nahi pahuch pate hai, Is se Gale me infection ka dar nahi raheta, or ठंड me bachav bhi hota hai,
Man's Ki Skin ko Healthy Rakhne ki Tips.
(1)- तुलसी OR नीम
Oily Skin Vale poorush, Face clean rakhne ke liye tulasi or nim vala Fresh-wose use kare, Aisa Regular Subah-sham kare,
(2)- णलोवेरा
Drain Skin Vale Poorus णलोवेरा jelly vale Fresh-wose se Chahera Clean kare, Or Cotton se Saf Kare, Aisa Regular Subah-sham kare,
(3)- ठंडा पानी
Regular Sone Se pahle ठंडा पानी Se Chahra dhoye, is Se Skin Ka pasina Oil Or gandagi dur hoti hai, Aise me Pimples ki Problem bhi dur hoti hai,
(4)- गुलाब जल
Ak Katory me Gulab jal Dalkar Fridge me Rakh de, thanda hone par ise cotton ki help se Skin par lagaye, is se Skin Soft banegi,
(5)- टमाटर
Oily Skin Vale Poorus ak Tamater ke Ras me ak chamach dahi mix kar le, ise pure chahre pe lagaye, 20 minutes baad dho le, is se Skin la पोसँ khulega,
Ye Bhi Padhe