Life Ko Successful kaise banaye-Success ke 10 Mantra
Apani Kabeeliyat ke Dam Par Duniya Me Naam Kamane Vale Mahan Logo Ne Apne Anubhvo ke Aadhar Par Kai Vichar Diye Hai, Mahan Hastiyo ke Yah Vichar Hamari Life Me ak Bada Change La Sakta Hai, Ham Bata Rahe Hai Aise 10 Vichar Jo Badal Sakte Hai Aapki Soch.
Mahan Log Ke Success Ke Pichhe Ki Vajah-Unke Success Ke 10 Mantra
(1)- Jindgi Me Aage Badhte Rehne Ke Liye Utar- Chadhav Bahut Jaruri Hai, kyo Ki ECG me Sidhi Line Ka Matlab Hota Hai Mot-Ratan Tata
➪(2)- Safalta Ka Koi रहस्य Nahi Hai, Vo Keval अत्यधिक Parishram Chahti Hai,
➪(3)- Mahan Logo Ne Apni Sabse Badi Safalta, Apni Sabse Badi Vifalta ke Dhik Ak Kadam baad Hasil Ki Hai,
-Napoleon Hill -Motivational Speaker
➪(4)- Me Apni Jindgi Me Baar-Baar Asafal Huya Hu, Or Isliye Me Safal Hota Hu.-Michael jordan-basketball player
➪(5)- Ya To Aap Apne Sapne Pure Kare, Nahi To Koi Or Aapko higher kar Lega Apne Sapno ko Pura Karne Ke Liye.- Dhirubhai Ambani
➪(6)- Maine Beena Kisi Dar ke Chance Liya, Isi Adat ne Muje Star Banaya.
-Shah Rukh Khan
➪(7)- Yadi Success Pana Chahte Hai to Yuse लक्ष्य Na Banaye, Balki Jis Kaam Se Aap Pyar Karte Hai Vo Kaam Kare, Success Apne Aap Mil jayegi.
david frost writer and Journalist
➪(8)- Safalta Ki Khushi Manana Archa Hai Par Us se Jaruri hai Apni Asafalta Se Sikh Lena.-Bill Gates
➪(9)- Success Ka Fanda Bada Aasan hai, Sahi Samay Par, Sahi Dhang Se, Sahi Kaam Kijiye.-Arnold H. Glasow Businessman
➪(10)- Agar Aap Us Insan Ki Talash Kar Rahe hai, Jo aapki Jindgi Badal Denga to khud ko आईने Me Dekh Lijiyega.
Ye Bhi Padhe➥
- Kalam se Jobs Tak, Unke 20 Positive Thoughts Badal Denge Aapki Life.
- NEGATIVE THINKING (नकारात्मक सोच) SE BACHNE KE 20 UPAY
- AAP ME HAI 8 SPECIAL QUALITIES TO BANEGE SUCCESSFUL PERSON
- JOB INTERVIEW ME FAIL HONE KE 5 MOST REASONS
- SUCCESSFUL LIFE KI YE 10 BAATE AAPKO BANA DEGI SUCCESS PERSON
- UNSUCCESSFUL LOG KARTE HAI YE 10 SABSE BADI GALATIYA AAP BHULKAR BHI NA KARE.
- INTERVIEW ME SUCCESS HONE KE LIYE AVOID KARE 7 COMMON MISTAKE-TIPS
- डिप्रेशन के 10 संकेत और उनसे बचने की हिंदी टिप्स.
- JOB INTERVIEW ME JAANE SE PAHLE FOLLOW KARE 5 COMMON TIPS
- 12TH KE BAAD STUDENT KIS FIELD ME CAREER BANAYE
- 20 ENGLISH WORDS: WRITING AND SPEAKINGME HOTI HAI MISTAKE