Chori Hui Car, Bike Ka Pata Kaise Lagaye Vehicle Tracking Device Se. - Hindi Love Tips

Hot

March 23, 2019

Chori Hui Car, Bike Ka Pata Kaise Lagaye Vehicle Tracking Device Se.

सिर्फ 1 मिनट में चोरी हुई कार बाइक का पता कैसे लगाये Secumore डिवाइस से।

Indian Market Me Ab Real Time Mini GPS Tracker (Device) Aa Chuke Hai. Ye Device Car, Bike, Smartphone, Beg Ya Other Kisi Ke Sath Connect Hoga Uski Position Real Time Me Bata Dega. Yani Ki Agar Aapki Car Ya Bike Se Ye Device Connect Kar Diya Aur Car Ya Bike Chori Ho Jaati Hai To Aap Chor Tak Bina Kisi Ki Help Ke Pahuch Jayege. Is Real Time GPS Tracking Device Ka Naam Secumore Hai. Is Device Ko Online Store Se 1575 Rupye Me Kharida Jaa Sakta Hai.

👉Bina Internet Kaam Karega Best Real Time GPS Tracker
real time gps tracker for car

Is Device Ki Sabse Khas Baat Ye Hai Ki Ye Internet Ya Wi-Fi Connectivity Ke Bina Kaam Karta Hai. Yani Device Ka Track Karne Ki Koi Limit Nahi Hai. Ise India Me Kahi Bhi Aasani Se Track Kiya Jaa Sakta Hai. Actually Is Device Me Ak Nano Sim Ko Insert Kiya Jaata Hai Aur Application Ki Help Se Is Device Ko Track Kiya Jaata Hai. Is Device Ki Online Price 2,429 Rupye Hai, Lekin Discount Price Ke Sath Ise 1575 Rupye Me Kharid Sakte Hai.

👉Live GPS Tracking Device Me Ye Hai Special:  

Ye Device 2G GSM/ GPRS/ GPS, TCP/ IP Network Par Kaam Karta Hai. Is Device Me Rechargeable Battery Hai Jiska Backup Approx 3 Day Hai. Ye Waterproof Hai Iske Liye IP65 Certificate Bhi Mila Hai. Is Device Me Ak Microphone Bhi Diya Hai. Yani Device Jaha Bhi Rahega Vaha Ki Baate Aap Apne Phone Par Sun Sakte Hai. Itana Hi Nahi, Device Ko SMS Ki Help Se Control Bhi Kiya Jaa Sakta Hai.

👉Real Time GPS Tracking Device Kaise Karta Hai Kaam

ये डिवाइस किसी की चेन के बराबर है। इसके बैक में चार्जिंग पॉइंट और नीचे की तरफ सिम ट्रे और दूसरी तरफ पावर बटन और LED दी है।
vehicle tracking device

डिवाइस में नैनो सिम इन्सर्ट करके कैप अच्छी तरह लगाये। इसके बाद पावर बटन से इसे ON कर ले। अब अपने Smartphone में Secumore App डाले।
real time gps tracking device

अब App को ओपन करके इसमें डिवाइस के पीछे दिया IMEI Number और Password डालकर लॉगिन करे। फीर से Real Time Tracking पर क्लिक करे।
best real time gps tracker

Tracking पर क्लिक करते ही फ़ोन डिवाइस की Location को ट्रैक करना शरू कर देगा। और App में उसकी Position मैप पर दिखाई देगी।
real time car tracking device

स्पेशल नोट: दोस्तों अगर आपको हमारा ये आर्टिकल चोरी हो चुकी कार, बाइक का पता कैसे लगाये (Real Time GPS Tracking Device) पसंद आया हो तो लाइक, कमेंट एंड शेयर जरूर करे। और ऐसी ही जानकारी अपने ईमेल एड्रेस पर फ्री में पाना चाहते हो तो हमें Subscriber करे। थैंक्स एंड कीप विजिटिंग।
👉ALSO READ:  

👉Chori Ho Chuki Car/Bike Ka Pata Kaise Lagaye-SmartPhone Se
👉KAISE HACK HO JAATE HAI KISI KA BHI WI-FI PASSWORD -HINDI TRICK
👉APNA BANK ACCOUNT SAFE KAISE RAKHE, SAFETY TIPS IN HINDI
👉YE 10 TYPE KE EMAIL PAR KABHI NA KARE CLICK -SECURITY TIPS
👉6 ANDROID APPS NA KARE INSTALL NET DATA LOSE AND BATTERY LIFE RISKY-SECURITY TIPS
👉SMARTPHONE KI Ak GALTI SE HACK HO SAKTA HAI BANK ACCOUNT
👉CHORI HO CHUKE PHONE ME KAISE DELETE KARE WHATSAPP ACCOUNT
👉PEN-DRIVE ME PASSWORD PROTECTION KAISE USE KARE, -SECURITY TIPS
👉KISI BHI SMARTPHONE KI LOCATION KA PATA KAISE LAGAYE - REAL TIME GPS TRACKER
👉BINA SIM YA APP KE FREE ME CALLING KAISE KARE, 100% WORKING TRICKS
👉AK SMS SEND KARKE SUN SAKTE HAI DUSRE PHONE KI LIVE SARI BAATE-TICKLEMYPHONE
👉KISI BHI MOBILE NUMBER KI CALL DETAILS (HISTORY) MUBBLE APP SE AISE NIKALE