Ak SMS Send Karke Sun Sakte Hai Dusre Phone Ki Live Sari Baate-TickleMyPhone - Hindi Love Tips

Hot

March 23, 2019

Ak SMS Send Karke Sun Sakte Hai Dusre Phone Ki Live Sari Baate-TickleMyPhone

TickleMyPhone App Se Ak SMS Bhejkar Sun Sakte Hai Dusre Phone Ki Sari Baate

Is Article Me Ak Aisi Trick Ke Baare Me Batane Ja Raha Hu. Vo Trick Ki Help Se Aap Kisi Bhi Number Ki Phone Call Sun Sakte Hai. Mins Ki Aap Dusre Ki Baate Live Sun Sakte Hai. Google Play Store Par Ak Aisa App Hai, Jiski Help Se User Kisi Dusre Smartphone Ki Sari Baate Live Sun Sakte Hai. Is Secret App Ki Khas Baat Ye Hai Ki Jiski Baate Aap Sun Rahe Hai Yuse Bhi Iska Pata Nahi Chalega, Ki Aap Unki Baaten Sun Rahe Hai. Jis Smartphone Se Aapko Baate Sun Na Hai Usme TickleMyPhone Application Ko Install Karna Hoga. App Install Karne Ke Liye User Ko Smartphone Apne Pas Lena Hoga, Ak SMS Se Hoga Kaam.....

TickleMyPhone - App
TickleMyPhone - App Use Karne Ki Process

  • App Install Karne ke Baad Kisi Dusre Mobile Ki Baate Sun Ne Ke Liye Aapko Sirf Ak SMS Bhejna Hota Hai.
  • Man Lijiye Aapne X Headset Me App Install Kar Di Hai Our Y Headset Par Sabhi Baate Sun Na Chahte Ho.
  • Tab Aapko Y Headset Se Headset Par Ak SMS Send Karna Hoga.
  • SMS Aate Hi Y Headset Par Call Aa Jayega. Our Vo X Headset Ki Sabhi Baate Live Sun Sakega.
  • Yadi Call Disconnect Ho Jaata Hai Tab Headset Par Y Headset Se Feer Se SMS Karna Hoga.
  • SMS Bhejne Ke Baad Call Ki Ring Nahi Bajti, Jis Se Kisi User Ko Call Aane Ka Pata Nahi Chalata.

TickleMyPhone Application Ke Baare Me


  • Is App Ka Size 4MB Se Bhi Cum Hai, Yani User Ko Jyada Space Ki Jarurat Nahi Hai.
  • Ise Android 2.1 And Update OS Par Install Kar Sakte Hai.
  • Play Store Par User Ne Mile-Jule Reviews Diye Hai, Kus Ne Ise Useful Bataya Hai To Kis Ne Very Bad.
  • Is App Ka Free Our Paid Version Dono Available Hai. Paid Version 121 Rupaye Ka Hai.
  • Paid Version Par User Ko Extra Feature Milate Hai.
  • TickleMyPhone App Ke Free Version Ko Install Karne Ke Liye Yaha Click Kare.

TickleMyPhone Ki Process  Ke Baare Me

STEP-1
User Ko Google Play Store Se TickleMyPhone App Ko Install Karna Hoga, App Ko Open karne Par Ak Legal Notice Aata Hai Jise User Ko Accept Karna Hoga.

Step-2
Ab User Se App Ka Paid Version Lene Ke Baare Me Lusa Jaata Hai, Aap Ye Nahi Lena Chahte To Later Karke Aage Badhe, Ab Upar Ki Taraf 4-Sub Category Najar Aayegi.

Step-3
Yaha Par Setting Ke Option Me Jakar 'Hide Tickle My Phone Commands' Par Right Tick Laga De. Sath Hi Call Back Ke Option Me Jakar ON Kar De.

Step-4
App Ki Setting Ke Baad Kisi Dusre Phone Se Us Par "ALLMEBACK" Ka SMS Karna Hai. Is Se Us Phone Par Return Call Aa Jayega. Our Aap Unki Baate Sun Sakte Hai.

   So Friends, aapko "Hindi Love Tips" ka ye article kaisa laga? agar Pasand aaya ho to hume comment kare. And Please is article ko jitna ho sake utna share kare Facebook, Google+, Tumblr, Whatsapp and other social media sites pe. Take care and have a nice day all of you.
 Smartphone tricks se related aur bhi article hai jo aapko jarur padhna chahiye..⬇