12th Ke Baad Student Kis Field Me Career Banaye-Hindi Me.
In Courses Se Bana sakte hai Student Apni Bast Career.
Life me Success hone ke liye 'Right Time pe Right Decision' lena bahut jaruri hai, Khas karke 12th ke baad Students kiss field me aage badh raha hai, ye bahut impotent hai, Software Company NASSCOM (National Association of Software and Services Companies) ka manna hai ki IT Sector me in Deeno, siddhe tuar par 3.5-Million or any Madhyam se 10-Million se jyada logo ko Rojgar de raha hai, Yani ki Aap IT Sector me aage bathate hai to Kamyabi ka chance 100% raheta hai,
IT Sector Me -Best Career Options
Information Technology(IT) ke Field do (2)-hisse (part) me Software And Hardware me Divide hai, aise me is field me Career banne ya aage bathne se pahele ye select karana bahut jaruri hai ki Student ke liye best option kya hai
Software Field:
- Programming
- App Developer
- Software Developer
Hardware Field:
- Hardware
- Networking
Software or Hardware me jamin-aasman jitana fark hai, aise me in field me aage bathne se pahele ye baat Clear honi chahiye ki Student kya bahetar kar sakata hai, Halaki, Job ki guaranty Dono hi Field me Dusre field ki compare me bahut jyada hai, Ak Serve ke mutabik 2020 tak IT Field me Job ke Chance 100% hone vale hai.
Software field Me Job And Salary:
Software Field me job option ki baat kare to is me bahut sari job uplabdh hai, lekin inme jyadatar programing ki Knowledge honi chahiye, Isliye Student ke paas B.E Computer Science, B.Tech, BE IT, MCA, BIT ki Degree ya Language Courses ka Diploma Hona bahut jarury hai,
Software Field Job and Salary information: -Job And Salary
- (1)Fount-And Developer - Yearly Package: Lagbhag 6 Lakh Rupay tak
- (2)Software Developer -Yearly Package: 6.25 Lakh Rupay tak
- (3)UI/UX Designer - Yearly Package: 6.50 Lakh Rupay tak
- (4)Java Developer - Yearly Package: 6.70 Lakh Rupay tak
- (5)Software Engineers - Yearly Package: 6.80 Lakh Rupay tak
- (6)Mobile Developer - Yearly Package: 6.80 Lakh Rupay tak
- (7)Data-Base Engineers - Yearly Package: 6.80 Lakh Rupay tak
- (8)Mobile Engineers - Yearly Package: 7.20 Lakh Rupay tak
- (9)DevOps Engineer - Yearly Package: 7.40 Lakh Rupay tak
- (10)Software Architect - Yearly Package: 8 Lakh Rupay tak
IT Sector, Hardware Field - Job and Salary information:
Hardware ke bhi Do part Hardware And Networking me Divide hai, Hardware me Computer, Mobile, ya kisi Any Electronics Product or unke Parts ki Manufacturing ki jati hai,
- -Motherboard
- -Ram
- -hard Disk
- -Processor
- -Circuit Board
- -Modem ya Any Parts
Hardware me do type ki Job hoti hai, (1)-ak jo ye Manufacturing karte hai vo or (2)-dusre jo inhe Repair karte hai vo, yadi aap Manufacturing ko best tarike se samaj sakte ho to or aap is unit ke kisi bhi parts me join karle to aapko Starting Package me 4 se 5 Lakh Rupay tak mil jata hai, or dusri khas baat ye hai ki ye profession me jaldi hi 15 Se 20 Lakh Rupay Yearly ya unse bhi kahi guna jyada Salary ho jati hai, Dusri taraf, jo log Repairing ka kaam karte hai vo bhi Aasani se Monthly 40,000 se 50,000 Rupay tak kama sakate hai,
IT-Networking me Job And Salary, Information
Networking kise kahte hai?
Do(2) ya unse bhi jyada Computer, Printer, Server ya Any device ko aapas me jodana, use Networking kehte hai, Networking ka sector lagatar bathta ja raha he, Small office se Lakar Malty-National Company, School, Collage, Government Sector sabhi jagah pe Networking ka kaam hota hai, aise me is Sector me Jobs ka chance jyada rahta hai,
Starting me Networking Jobs me 5 se 6 Lakh Rupay Yearly Package Aasani se mil jata hai, or Jaise-Jaise Aapka Networking Expressions bathata jata hai, vaise Aapki yearly package bhi 10 se 15 Lakh tak pahuch jati hai,
IT-Networking Jobs:
- -Computer / Network Sports Technician
- -Information Technology (IT) Manager
- -Network Administrator
- -Network Engineer, IT
- -Network Specialist
- -Network Sports Engineer
- -Senior Network Engineer
- -System Engineer (Computer Networking / IT)
Kaha Se kar Sakte Hai Software And Hardware Ka Courses
Software ki Study ke liye B.Tech, BE, BCA, BIT or inki Master Degree ke shath kai Language Courses ke Diploma bhi hote hai, Computer Science or Information Technology ki Study me Programing shikhai jati hai, or dusri taraf Hardware ko lekar filhaal koi Degree ya Courses nahi hai,
Halaki, kai Institute 6-Month or 1-Year ka Diploma Courses karate hai is Institute me Hardware ke shath Software ki Study bhi shikhai jati hai,
Networking ke Courses:
- -Certificate Course
- -InterNational Stratification
- -Hardware And Networking Diploma
YOU MAY ALSO LIKE:
- Graduation Ke Baad Kare MCA, Job Ke Milenge 5 Mauke.
- Skill Development Training Center Kholke Bane Training Provider
- 12th Ke Baad Ki 5 Expert Career Tips
- Rail Exam Ki Preparation Ke Liye GK Ko Increase Kaise Kare
- Railway Ki Exam Ko Crack Karne Ke Liye Online Mock Tests Aur Fayde
- 12th Ke Baad Disaster Management Me Apna Career Kaise Banaye
- Karna Chahte Hai Part-Time-Job To Bane Yoga Instructor
- Top 10 Tech Skills, Instagram Se Kaise Kare Kamai,
- Facebook, Google Ke Interview Me Puse Gaye 10 Tricky Question
- Hacking Ko Apna Career Kaise Banaye,
- GST Me Career Kaise Banaye
- Study Ke Sath Good Job Karne Ke 5 Best Tarike
- Sarkari Naukri Kyo Nahi Mil Pati, 3 Galatiya Ko Kare Avoid