Kai Baar Ham Aage Badhne Ke Baare Me Sochte Rahte Hai, Lekin Aage Badhte Nahi Hai. Kyu Ki Ham Badlav Ke Baare Me Samaj Hi Nahi Paate Hai. Is Article Me Aise Hi 7 Reasons Ke Baare Me Batane Jaa Raha Hu, Jinse Aap Pata Laga Sakte Ho Ki Ab Baari Aage Badh-kar Apne Sapno Ko Pura Karne Ki Hai, Ab Bari Badlav Ko Apnane Ki Hai. Aaiye Jante Hai How To Tuccess In Life Ke Baare Me......
Life Me Aage Kaise Badhe? Badlav Kaise Laye?
1.Sabse Pahle Samjiye Ki Sab Kuchh Badlega. Chahe Ham Un Badlav Ko Apnaye Ya Nahi. Badlav To Hoga Hi. Achha Hoga Agar Ham Aage Aakar Khud In Badlavo Ko Apnaye.
2. Jeevan Itana Hi Nahi Hai. Ab Zindgi Lambi Hai, Isliye Aage Badhiye Aur Badlav Ko Apnaye. Naye-Naye Anubhav Milega.
3.Ak Jagah Ruk-kar Ya Apne Comfort Zone Me Baithe Rahkar Aage Badhna Mushkil Hoga. Jeevan Me Aage Badhne Ke Liye Bahar Nikalna Jaruri Hai.
4.Jo Beet Chuka Hai Yuse Badla Nahi Jaa Sakta Hai. Lekin Aane Wale Samay Ko Khub-Surat Banaya Jaa Sakta Hai. Iske Liye Aage Badhiye. Nayi Challenges Ko Apnaye. Sundar Bhavishya Ke Karan Bad-Surat अतीत Bhi Sundar Lagega.
5.Purani Baato Ko पकड़कर Baithe Rahne Se Khud Ko Hi Dard Pahuchega. Kisi Dusre Ko Koi Fark Nahi Padega. Isliye Purane Dard Bhulkar Aage Badhte Rahe.
6.Aage Badhne Ka Sabse Bada Fayda Ye Hai Ki Is Se Aapki Soch Affirmative(सकारात्मक) Rahti Hai. Nayi चुनौतियों Ko Safalata-Purvak Apnane Se Soch Bhi Badlati Hai. Naye Vichar Aate Hai. Aage Se Aage Badhna Aasan Ho Jaata Hai.
7.Jab Bhi Aage Badhne Ke Baare Me Soche To Ak Baat Hamesha Yaad Rakhiye Ki Naye Mouke Aapka Intzaar Kar Rahe Hai. Lekin In Mouko Ko Hasil Karne Ke Liye Aage Badhte Rahna Bahut Jaruri Hai. Aage Badhne Ke Liye Apne Comfort Zone Se Bahar Nikal Na Padega.
Safalta Chahiye To In Baato Ka Rakhe Dhyan:
Jo Bhi Kaam Kare, Yadi Pure स्वाद Ke Sath Karege To Bhitar संन्यास Ya Kahe फकीरी Apne Aap Utar Jayegi. संन्यास Ka Ak Matalab Hota Hai रोम-रोम Me शान्ति Sama Jaana. शान्ति Ki Talash Me Hai To Ak Word Dhyan Me Rakhe "स्वाद" Jeevan Me Jeen क्षेत्रों Me स्वाद Banaye Rakhna Hai Unme Se Ak Hai रिश्तों का निर्वहन. Aapka Bhi Ak परिवार Jarur Hoga Aur Yah परिवार टीका Hota Hai रिश्तो Par. Aur परिवार Ke रिश्ते Jude Hote Hai Ak कच्चे धागे Ki Tarah, Unse Jyada Khichne Ki Koshish Na Kare, Kyu Ki Agar Ak Baar Tut Gaye To Yuse Feer Se Judne Me Samay Lagega Aur Pahle Jaise Kabhi Nahi Ban Payega.
Ham Kai Baar परिवार Me Rahte Huye Sirf वस्तुओं Ko Hi Dekhne Lagte Hai. Ak Makan, Kuchh Gadiya, Kuchh Log Aun Unki Suvidhaye, Dosto Isi Ka Naam Parivaar Nahi Hai. Yadi Aap Parivar Me Rishte Nahi Dekh Paye To Samjiye Ki Aap Kisi धर्मशाला Ya Hotel Me ठहरे Huye Hai. Vaha Kai Tarah Ke Log आ-जा Rahe Hai Aur Ghar Ke सद्स्य Bhi Isi Tarah Dikhne Lagte Hai.
Rishto Ko Dekhne Ke Liye Khas किस्म Ki रोशनि Chahiye, Isliye साधु-संतों Ne Parivaar Ke Liye Ak व्यवस्था Di Hai Ki सायंकाल Ghar Me दीया-बाती Jarur Kare. Uski रोशनि Aur सुगंध Aapko Kuchh Dikhayegi, Kuchh महसूस Karayegi. थके-मांदे Sham Ko Ghar Aakar Keval देह Dekhne Ke Liye रोशनि Nahi Chahiye Hoti. Rishto Ko महसूस Karne, नापने Ke Liye Bhi प्रकाश Chahiye. Sham Ke Samay Jo दीये Jalate Hai Unki Roshni Me अपनापन Dekhiye, Apne Logo Ko Dekhiye, तुलसी Ke पौधे Ke Paas Jalaye Jaane Vale दीये Me Apne प्रियजन Ki तस्वीर, Uske Sath Gujaare Vo अहसास Ko Jarur Dekhiye.
Keval दिया Jalakar Alag Na Hat Jaaye. Ak प्रयोग Karte Rahiye. Sham Ko Jab Bhi दिया Jalaye, Uski लौ Me Najar गढ़ाएं Aur Ak Film Ki Tarah Pure Parivar Ko उस Se Gujaar De. Tab Aap Payege, Prem Ka अहसास Badhega, Achanak उदासी Ghatne Lagegi. Vo प्रकाश Aapko Vaha Le Jayega, Jaha Sach-Much Apne Logo Ke Sath Hone Ka Sukh Basa Hota Hai.
3 Baate Bana Degi Successful Person:
Saare व्यावसायिक प्रयास Kul Milakar धन Ke Aas-Paas Hi केन्द्रित Rahte Hai. Yah धन Kamane Ka दौर Hai. धन संबंधी कार्यों Me 3 Baato Ko Shamil Karna Chahiye, Ye 3 Baate Isi प्रकार Hai.. योग्यता, परिश्रम Aur ईमानदारी. Ye 3 Baato Ka Dhayan Jo Log Rakhte Hai Vo Kisi Bhi Kaam Me, Kisi Bhi Organization Me Successful Aur Skilled Manager(कुशल प्रबंधक) Ho Sakte Hai. Jis प्रकार जंगल Me शेर Ke Paas नेतृत्व Ki Yani King Banne Ki क्षमता Hoti Hai, ठीक Vahi क्षमता Ye 3 गुण Bhi Pradan Karte Hai.
Ak Kahani Se Ham Samaj Sakte Hai योग्यता, परिश्रम Aur ईमानदारी Ka महत्व, Ak शेर Ka बच्चा Apne Mata-Pita Se Bichhd Gaya Aur भेड़ों Ke झुंड Me Shamil Ho Gaya. Unke Sath Rahkar Uski चाल-ढाल, रंग-ढंग Sab Badal Gaye. Kuchh Samay Ke Baad Kisi शेर Ne भेड़ों Ke Us झुंड Par Hamla Kiya. भेड़ें Bhagi To शेर Ka बच्चा Bhi Bhaga, हमलावार शेर Ne, शेर Ke बच्चे Ko Dekha To Usne भेड़ों Ko Chhoda Aur Us शेर Ke बच्चे Ko Pakada. शेर Ne Us Chhote शेर Ko Pani Me Chehra Dikhaya aur Kaha- Tu Mere Jaisa Hai, Tu शेर Hai, Sabse Alag Hai, Sabse Upar Hai. Hamare Sath Aisa Hi Hona Chahiye.
Ye 3 Baate Hame आईना Dikhati Hai Ki Hame योग्यता, परिश्रम Aur ईमानदारी Se धन Kamana Hai. संस्थानों Me अनेक Logo Ki Bhid Hoti Hai, Lekin Hame Sabse Alag Rahna Hai. Jo धन Ham Kama Rahe Hai, Vah Tabhi शुद्ध Hoga Aur Hame Apni Safalta Ke Sath शान्ति Bhi Dega.
Dosto Umid Karta Hu Ki Aapko Ye Successful Life Ye Baate Pasand Aayi Hogi, Aur Pasand Aayi Ho To Apne Friends Ke Sath Is Article Ko Share Jarur Kare, Aur Kuchh Baate Batana Chahte Ho To Hame Comment Me Bata Sakte Ho, Thanks And Keep Visiting....
|