How To Access Blocked Websites Unblock Restricted Sites
Aapke Computer ya Mobile Par Koi Site Block kar di Gayi Hai, Or Aap Iska Use Karna Chahte ho To Ye Tricks Aapke Liye UseFul ho sakti hai, Kus Settings Change kar Aap In Sites ko Apne Computer/Mobile me Open kar Sakte ho, In Tricks Ka Use Hamne Kus Blocked Websites par Kiya Hai, Aap Bhi Aasan Tricks Ko Follow kar Sakte Ho.
1-.Control Penal me Jakar Setting Change Kare.
Agar Aapko Kisi Website ko Unblock karna Hai, To Sabse Pahle Internet Option Ko Badal De, Agar Aapke Penal par "Due to Restrictions On This Account," Message Likh kar Nahi Aata Hai to Aap Aasani Se Website ko Unblock kar Sakte ho, Iske Liye, Control Panel > Security > Restricted Sites Par Jaye Or Jis Site ko Active Karna Chahte Ho Yuse Active Kar De, Site Unblock Ho Jayegi,
2-.URL ki Jagah IP Address Use Kare,
URL ki Jagah IP Address Use Karke Bhi Aap Block Site ko Access Kar Sakte Ho, iske liye Aapko Pingler.com Par block website ka url enter kare, Yaha Par aapko IP Address Milega. Ise Use Karke Aap Block Websites ka Use Kar Sakte Ho,
3-.Google Translator Ka Use.
Google Translator Ka Use Kar Aap Block Site ka Use Kar Sakte Hai, Iske Liye Aapko Block Website Ka URL Copy karke Google Translator me dalana Hoga, Aisa Karte Hi Ak Jo Link Aapko Milegi Yus par Click Karte Hi Website Open ho Jayegi, Iske Jariye Hamne Kai Block Websites ko Open Kiya.
4-.Cashed Version Ka Use Kare.
Yeh Website ka Ak Cached Version hota Hai, Is Version Ka Use kar Aap Block Site ko Access Kar Sakte Ho, Jab Aap Kisi Block Site ko Search Karte ho to Search Engine Automatically Cashed Version Show Karne Lagta Hai, is par Click karte hi Aap Site Ko Access Kar Sakte ho,
5-.Use The Proxy Server.
Kisi Site Ko Unblock Karne Ke Liye Aap Portable Proxy Server ka Use bhi Kar Sakte Ho.
READ MORE:➧