Kuch Naya Sikhna Hai To Try Kare World's Most Useful 10 Websites - Hindi Love Tips

Hot

March 23, 2019

Kuch Naya Sikhna Hai To Try Kare World's Most Useful 10 Websites

Kuchh Naya Shikhna Hai To  Most Important 9 Websites.

Ham Hamesha Kuchh New Shikhna Chahte hai, But Time Ki Kami Barrier ban jati hai, busy schedules ke chalte Skills classes Attend karna ya video course karna bhi mushkil lagta hai, Agar Aap Bhi is Pareshani me Juz rahe hai to ye websites aapke liye bahut kaam Aa sakti hai, Is websites par Aapko Sirf Kuch Minutes ka time dena hai, 20 Se 30 Minute me Aap Ak New Skills Sikh sakte hai,

Jyadatar Log Apne जन्मजात क्षमता se Nahi, Balki Apni मानसिकता Se pichhe Rah jate hai, Unhe Lagta hai ki बुद्धिमत्ता badh nahi sakti, Lekin Aisa Nahi Hai, Aapka brain Ak मांसपेशी ki tarah hai. The more you use it and struggle, the more it grows Matlab ki Jitna Adhik Aap dimag ka Istemaal karte hai, Or संघर्ष karte Hai, yah Utana hi Badhta hai.

These 9 Websites Of The Work
Naye Research se pata Chala hai ki hamari क्षमता ka control hamare hi Hatho me hai, ham sabhi Better Learners ban sakte hai, hame sirf sahi tarike se hamare Dimag ka निर्माण karne ki jarurat hai.

1. Lynda
Required time:- 20-30 minutes.
Can Learn:- Businesses, marketing, design, software tools

Ye Site Par Aapko 1000 hajar se Jyada Free Course Milege, Jis se Aap Business, Photoshop, Software, Or Kafi New Skills Sikh Sakte ho, Is Site Par Aapko 10 days ka Free trial Bhi Milega, Site Par Aap New Releases Course Bhi Sikh Sakte hai,

Required Time:- 20-30 minutes.
Can Learn:- Cooking, Design, Software tools, Marketing, Photography,  Business, Film, Technology, Fashion, Music, Gaming, Culinary, Writing, Crafts, Lifestyle, Is Site Par Lagbhag 500 Rs. Monthly Pay karke Aap Experts se New Skills Sikh Sakte ho.
3. Rype
Required Time:- 15-30 minutes.
Can Learn:- Foreign Language.

Is Site Par Aap Personal Trainer Se Foreign Language Sikh Sakte Ho, 30 Minute ka Ak Session Attend kar Aap Kuchh Dino me Language Sikh sakte ho, 14 Day ke liye Free trial bhi available hai,

4. Hackday
Required time:- 15-30 Minute.
Can Learn:-  life hacks, productivity.

Is Website Se Aap Apni Life ko Aasan Banane Vali Tips Sikh Sakte Ho, Isme Sirf 5 Minutes ka Time Lagega.

Required time:- 15-30 Minute
Can Learn:- Software Development.
Is Site par HTML, CSS, Javascript Jaisi Programing Language Sikh Sakte Ho,

6. 7-min

Required time:- 7 Minute
Can Learn:- Health And Fitness.

Is WebSite par सैकड़ों Aise Routine Bataye Gaye Hai, Jinko Follow kar Aap Sirf 7 Minute me Shape me Aa sakte ho, Jim Jaane ki Jarurat Nahi Hogi,

7. Calm
Required time:- 10 Minute.
Can Learn:- Meditation.

Yaha meditation Sikhaya jata hai, Agar Aap Fist Baar meditation kar rahe ho, to Aapko Step-by-Step Guide kiya Jayega.


Required time:- 10 Minute,
Can Learn:-Technology, Science, Life,


Required time:- 30 Minute
Can Learn:-Academics, Math, science, computer programming, history, art, economics, and even more free online classes.

Khan Academy ki ak baar jarur visit kare, bahut helful website hai, or iski khas baat ue hai ki vo sabkus free me shikhati hai, nahi koi advertise hai, or nahi koi pay. Or hindi me bhi sab kis sikh sakte ho, khan Academy ke baare me aapko jyada jankari chahiye to me aage post write karugi, par muje aap comment me bataiye, ki kis site se aapko pasand aayi iske baare me aapke liye post karugi,