Free Antivirus Download Karte Time Dhyan Rakhe Ye 6 Baate
Ransomware Attack Ke Chalte Log Computer Aur Laptop Ko Antivirus Download Karke Secure Kar Rahe Hai, iske Liye Jyadatar User Free Antivirus Ki Help Le Rahe Hai. Free Antivirus Download Karne Se Users Ko Fayde Ki Jagah Nukshan Ho Sakta Hai. Free Antivirus System Ko Puri Tarah Protect Nahi Kar Pate Hai. Agar Users Ko Sahi Jankari Na Ho To Free Antivirus Ke चक्कर Me Virus Download Kar Lete Hai. Is Baare Me Jab Hamne "IT Except Manglesh Aliya" Se Baat Ki To Unho Ne Free Antivirus Se Judi Jaruri Jankari Di.
Free Antivirus Deta Hai Sirf Basic Protection:
IT Except Ke Anusar Free Antivirus Basic Protection Dete Hai. Ye Ransomware Aur Trojan Jaise Virus Se Protection Dene Me Capable Nahi Hote.
Company Ki Website Se Hi Download Kare Free Antivirus:
Free Antivirus Ko Company Ki Official Website Se Hi Download Karna Chahiye. Kai Baar Hackers Fake Symbol Ka Use Karte Hai Our Users Antivirus Ke चक्कर Me Virus Download Kar Lete Hai.
Antivirus Ka Paid Version Hai Jyada Secure:
Paid Version Me Update, Virus Alert Jaise Kai Feature Milte Hai, Isliye Apne System Ko Virus Se Puri Tarah Se Secure Karana Chahte Ho To Paid Version Hi By Kare.
Sabse Pahle Dock & Excel Jaisi File Corrupt Hoti Hai:
Virus Jin File, Folder Ko Corrupt Karne Ke Liye Design Kiya Jaata Hai Vah Unhi Ko Corrupt Karta Hai But Sabse Pahle Dock Aur Excel Jaisi File Hi Corrupt Hoti Hai.
System Date Ke Hisab Se Karta Hai Work:
Free Antivirus Ki Validity 30 Se 90 Day Tak Ki Hoti Hai. Yah Computer Ki Date Our Time Ke Hisab Se Kaam Karta Hai. Matalab ki Jab ise Computer Ya Laptop Me Download Karege To Computer Save Date Ke Hisab Se Work Karega.
Mcafee is Better:
Manglesh Aliya Ke Anusar Mcafee Antivirus Se Better Result Mile Hai. Iska Free Version Bhi Effective Hai.
Ransomware Se डरे Hai Log:
Ransomware Virus Ne Logo Me डर Paida Kar diya Hai. Yadi Ye Virus System Me Aata Hai To Aapko Data Bachane Ke Liye Hackers Ki Demand Ke Mutabik Paisa Dena Hoga. Virus Se डर Se India Me Kai Location Par 3 Day tak ATM Bhi Band Kar Diye Gaye Hai. Sath Hi, Logo Ko Virus Se Bachane Ki Advice Bhi Di Jaa Rahi Hai. Social Media Facebook Aur Whatsapp Par Bhi Is Se Bachne Ki Tips Diye Jaa Rahi Hai. Hamne Aapko Kus Aise Free Antivirus Download Karne Ki 6 Best Website ke Name Niche Bataye Hai. Jaha Se Aap Bina Kisi Virus ke Dar Se download kar Sakte Hai, Ye 6 Website Fully Safe Hai. And Trustful Hai.
Free Antivirus Download Karne Ki 6 Best Websites:
Internet Me Ak Taraf Jaha Pure World Ki Information Rahti Hai, Vahi Isme Kai Aise घातक Virus Bhi Rahte Hai. Jo Aapke Computer Ko Puri Tarah Damage kar Sakte Hai. Agar Aap Internet Surfing Ke Time "Safe Site" Ko Open Karte Hai, To PC Me Virus Aane Ka Risk Nahi Rahta. Feer Bhi Virus Se Bachne Ke Liye Antivirus Ka Hona Behad Jaruri Hai.
Is Se Na Keval PC Safe Rahta Hai. Balki Data Bhi Koi Nahi Chura Sakta. Internet Me Bhi Kai Antivirus Mojud Hai, Jinhe Free Me Download Kar Sakte Hai, Baat Karte Hai Kus Aise 6 Free Antivirus Ke Baare Me...
Avast Ak Jaana-Maana Antivirus Hai, Ise Avast Ki Website Se Download Kar Sakte Hai. Yah Software Windows 10, 8.1, 8, 7, Vista, or XP SP3 Ko Support Karta Hai. Iski Size Ki Baat Kare To 256 MB+ RAM Aur 1.5 GB Hard Disk Space Use Karta Hai. Iske Advance Feature Me Cleanup Milega.
Advance Feature:
- 1. Intelligent antivirus
- Detects all kinds of nasty threats, from viruses to malware. Yes, even spyware, ransomware, and phishing attacks.
- 2. CyberCapture
- Personal, real-time threat detection. Sends unknown files to the Avast Threat Labs to be analyzed by our experts, and quarantines them if they’re dangerous.
- 3. Wi-Fi Inspector
- Is your router set up properly to block threats? We’ll tell you. Otherwise, anyone can break into your home network and anything connected to it.
- 4. Smart Scan
- A simple click has never been more powerful. Checks your PC and network for all kinds of issues - and tells you how to fix them instantly. (Source- Avast Antivirus Free)
Agar Aap Windows 8 Use Kar Rahe Hai Aur Feature Me Use Windows 10 Me Upgrade Karna Chahte Hai To Yah Kaam Ka Antivirus Hai. halaki Yah Windows 7 Me Work karega. Yah Online Surfing Ke Time Security Provide Karta Hai. Avira Company Ka Dava Hai Ki Yah Pure World Me Tabahi Machane Vale Ransomeware Virus, Rootkits, Worms, Viruses, Trojans and Spyware Se Bhi Secure Kar Sakta Hai.
Panda Free Antivirus Ko Lekar Company Ka Dava Hai Ki Trojan, Online Pishing, Rootkits, and Spyware Se Real Time Protection Karta Hai. Es Me USB Protection Bhi Milata Hai. Sath Hi User Friendly Bhi Hai.
Antivirus protection:
- 1. Privacy auditor
- 2. Speed up your device
- 3. Device tracking and anti-theft
- 4. Theft alerts
- 5. Motion alert
- 6. Remote alarm
- 7. Take photos remotely from your smartwatch
Company Ka Dava Hai Iske Free Version Me Bhi Sabhi Virus Se Ladne Ki Capacity Hai. Iska Latest Addition Windows 10 Ko Support Karta Hai. Free Bitdefender Ko Use Karna Aasan Hai Ye Bahut Jaldi Download Ho Jaata Hai. Download Hote Hi Computer Ya Laptop Ke Malware Ko Scan Karna Start Kar Deta Hai. Yaha Full System Scan Ke Sath Hi Specific File Our Folders Ko Scaning Ka Option Bhi Hai,.
Solutions:
- 1. Bitdefender BOXInternet of things
- 2. Bitdefender Total Security 2017
- 3. Bitdefender Internet Security 2017
- 4. Bitdefender Antivirus Plus 2017
- 5. Bitdefender Family Pack 2017
- 6. Bitdefender Mobile Security
- 7. Bitdefender Antivirus for Mac
Toolbox
- -Free Tools
- -Free Antivirus
- -Antivirus Free for Android
- -Free Virus Removal Tools
Related Search
best free antivirus 2015, top free antivirus 2016, top free antivirus windows antivirus, top 10 free antivirus for windows 7, best free antivirus for pc, download antivirus software free, best free antivirus review, best free antivirus for windows 7 64 bit, best antivirus for windows 7 free download virus, best free antivirus for windows 8.1.
Aapko is article Se Kitana Helpful Huya Ye Bhi Bataiye, And Is Post Ko Maximum Share Kare, Apne Friends Ko Bhi invite kare. Aapki ak Share Karne Se Kisi Ko Help Mil Sakti Hai To Isme Koi Galat Nahi Hoga, Facebook, Whatsapp, Google Plus, Linkednl, Par Jarur Share Kare. taki Virus Ko Remove Karne Me Help Mil Sake.