PM Modi Ko Apna Suggestion Kaise De Independence Day Ki Speech Ke Liye
➧You Can Now Send Suggestions For PM Narendra Modi's-Independence day
PM Narendra Modi Ne Last Dey Ki Mann-Ki-Baat Me स्वतंत्रता दिवस ki apni speech ke Liye Logo se Suggestion mange the, Unke Pass Desh-bhar se ab tak Lagbhag 2500 se jyada Suggestions Aa chuke hai, Logo ne गाय, कचरा, दलित, मुस्लीम, गुलदस्ते, कश्मीर, Eligibility, Tax, UP me Licence se Lekar 15th-August ke Celebration ke mudde par apaki Raay mangi hai,
➧PM Narendra Modi Ki Site par Logo Ka Suggestion Kya Hai..
P.m.ki site par bahut sare logo ne Suggestion diya hai, inme se kus logo ki baate yaha me aapke shath share kar raha hu, (1)-Ak user ne kaha ki, P.M. jyada mahenat na kiya kare, kyu ki T.V. pe chahera thake huye najar aata hai, Aapko bata du ki P.M In sabhi Suggestion me se kus ko 15-August ki Speech me shamil karege,
➧Aap Dena Chahte hai, Apna Suggestion To Kaha De?
Koi bhi P.M ko P.M.O. ki Website: MyGov.in And Official Android Mobile Apps P.M.Narendra Modi Par se Apna Suggestion de sakte hai, PM Apni speech me Jammu-Kashmir ke Ghoshit 80,000 Crore ke Package ki details me jankari de, taki ye sabit kiya ja sake ki B.J.P kisi ko fewer to nahi kar rahi hai, 2017 Ko गोरक्षा वषँ ke roop me manane ka yelan kiya jay, गाय samet dusre janvar ke liye Ambulance Chalay jai, Logo ne UP ke Licence System par bhi sawal kiye hai, likha hai ki UP me bina test diye badi aasani se Licence mil jata hai, jo bahut hi gambhir samsya hai,
To kus logo ka yahi bhi kehna hai ki deshb-har ki matao our baheno ko Rakshabandhan ke mauke par Kashmir our maovadi Ariya me bhejana chahiye, jisme vo rasta bhatak chuke, logo ko Rakhi bandhkar unhe sahi raste par lane ki koshis kar sake, Crore-pati M.L.A ko apni Salary chhod deni chahiye iske baare me koi Alan लाल किले se hona chahiye,
➧लाल किले ki Jagah Kashmir me Tiranga Fahraye,
Logo ne Modi Ji Ko Salah Di hai ki unhe 15-August ke स्वतंत्रता दिवस par लाल किले ki Jagah, kashmir jakar tiranga fahrana chahiye, गुलदस्ते Na Le, Crore Rupay Bachege, Aashis Aanand ne Suzav diya tha ki 9 August ko jab Modi ji UP me pahuche to logo ne unhe 10-15 गुलदस्ता diye, PM ne 1-2 second baad गुलदस्तो ko Security Staff ko thama diye, Un Gulabo ki khusbu aap tak pahochti par is se pahle hi aapke hatho me dusra गुलदस्ता aa gaya, Aap Daily sabhi logo se milate hai jo walecome ke liye aapko गुलदस्ता dete hai, Agar PM 1-Year ke 365 day me se 10-10 meetings me 10-10 गुलदस्ता svikarte kare our har गुलदस्ता ki average price 500 rupay ho to 1 year ka kharcha 1.5 crore hoga,
दोस्तों, पूरा आर्टिकल पढ़ने के लिए तहे दिल से सुक्रिया, अगर आपको हमारा ये आर्टिकल प्रधानमंत्री Narendra Modi Mobile App Ke Jariye Kare Apni Problems Ka Solution., आपको कैसा लगा, वो हमें कमेंट में जरूर बताइये। और आर्टिकल पसंद आया हो तो अपने दोस्तों के साथ सोशल मीडिया पर जरूर शेयर करे। और ऐसे ही अपडेट अपने ईमेल id पर फ्री में पाना चाहते हो तो हमें Subscribe करे। थैंक्स एंड कीप विजिटिंग।
➧प्रधानमंत्री नरेंद्र मोदी के बारे में और भी दिलचस्प आर्टिकल पढ़ने के लिए ⇓ क्लिक करे.
- Ab Kare Apne Ideas Ya Complaint Modi Ke Sath Share
- नोटबंदी पर मोदी सरकार के साथ 2 लाख रुपये जीतने का मौका
- Modi Sarkar Ke Sath Kamai Ka Mouka
- Online Earnings Karne Ke Liye Gov. De Rahi Hai Training
- Ab Kare PM Se Direct Baat, NaMo Mobile App Ke Jariye
- P.M. NARENDRA MODI SE CONTACT KAISE KARE
- MODI KE SATH KAAM KARNA CHAHTE HO-TO....
- DIGITAL LOCKER SERVICE KYA HAI, FULL GUIDE
- KAISE KAAM KAREGA BHIM APP
- AADHAAR CARD CORRECTION ONLINE AND OFFLINE 6 STEP PROCESS
- Phone Number Ko Aadhar Se Link Karne Ki Sabse Aasan Process
- Aadhaar Card Ko, Pan Card Se Aise Kare Link - Online Easy Process
बेहतरीन लेख .... तारीफ-ए-काबिल .... Share करने के लिए धन्यवाद...!! :) :)
ReplyDeletethank you HindIndia
ReplyDeleteKyo nahi gram Pradhan or sarpanch ka election band kar Dena chahiye ye dono election sirf gram level par page ladai marpeet kathleaam karate hain
ReplyDeletenice suggestion, thank you
DeleteHi sir,
ReplyDeletethank you for providing such a good article, that we actually love to interact with the PM.
thank you once again.
most welcome ananya
Delete
ReplyDeleteDesh ke police ko sudhar do sudhar jayega
thanks you
Delete