WhatsApp New Feature Video Calling-Kaise Use Kare Process - Hindi Love Tips

Hot

March 25, 2019

WhatsApp New Feature Video Calling-Kaise Use Kare Process

Android User Ke Liye Aa Gaya New Feature WhatsApp Video Calling.

WhatsApp New Feature
Whatsapp me Long Time Waiting ke baad Video Calling Ka Feature Aa gaya hai, Yani Ab Whatsapp User Voice Calling ke Sath-Sath Video Calling bhi kar sakte hai, Ye Feature Whatsapp ke BETA Version me Aaya Hai, Users Ko Video Calling Feature ko use karne ke liye Apna Whatsapp Update karna Hoga, bina Update ke is Feature Ka use nahi kar sakte hai, Sath Hi Video Call Feature Un User ko diya ja sakta hai jiska Whatsaap Beta Version se Update hoga, to cahliye friends Jante hai Whatsapp Update And Video Calling karne ki Sari Process.....

Step-1
Whatsapp Update karne ke liye Sabse pahle Play Store Se ko Open Kare,

Step-2
Ab Play Store Ke Manu me jakar "My Apps & Games" par Jaye,

Step-3
Yaha Aapko Upar Ki Taraf 'Installed' 'All' Or 'Beta' Likha Huya Najar Aayega,

Step-4
Ab Beta Par Click Kare or Whatsapp Massager ko Update kare,

Step-5
Update Hone Ke Baad Aap Jise Video Call karna Chahte ho Yus User Ke Chat box me Jaaye.

Step-6
Upar Ki Taraf Dial Symbol par Click kare, Voice Or Video ke Option Milege.

Step-7
Video Call Par Click Karte Hi Front Camera On ho Jaayega, Or Video Call Lag Jayega,



2 comments:

  1. Hello Sir Muje Ek Help Chahiye Meri eK Website Hai www.freehindihelp.com
    Us Me mujhe visiter badhana hai to koi tips ho to batao.Me Blog me naya hu
    pls help me. Post ke liye best keywords kaise praprt kare

    ReplyDelete
  2. Thank You kalpesh Ji, Visiter Badhane Ki Bahut Sari Tips Hai, Aap google Pe Search Karege To Lakho Mil Jayegi, Par Us Se Jyada Fayada Aapko Nahi Milega, Lekin Aap Abhi Haal Ke Time Me Popular Keyword use Karege To 100% fayada milega, Jaise Ki Haal Ke Time Me 500-1000 Ki Note Famous Keyword hai, to Uske Baare me Post Share Karoge To Jyada Organic traffic milega, Or Thode Deen Pahle Relince Jio Popular Keyword Tha, iske Liye daily News Read Karna Ya bahut Jaruri hai, taki Aapko Idea Aa Sake, or Site Ka Traffic Badhane Me Thoda Time To Jarur Lagega, Aap Sort Time me High Traffic Pana Chahoge To Aapki Adsense CPC Low Rahegi, kyu Ki KUS post Se Ham Traffic To Best Mil jata hai, par cpc low ho jati hai, aapki Site maine Dekhi, bahut hi badiya hai, aap adsense ko apply abhi tak kyu Nahi kiya hai?, aapki site approve ho Jayegi,Adsense Traffic ko maine Nahi Rakhti, muje par day 40 page views par approve mila tha, or Best Keyword ke liye Google ke Adword tool hai, Or Bhi Bahut Siri Site Hai, iske baare me Supportmeindia par bahut Sari post hai, aap chaho to read kar sakte ho. or me keyword tool nahi use karti hu, sirf popular jankari share karti hai

    ReplyDelete