Kya Aap Creative Hai?
Kya Aap Kus Naya Karna Chahte Hai? Yadi In Sawalo Ke Jawab Ha Me Hai To Aap Game Developer Bankar Apna Career Bana Sakte Ho, Is Industry me Jobs Ke To Kai Moke Hai Hi, Sath Hi Freelancing Karne ka bhi Bada Scope Hai, Only 1 Year ke Course Se Hi Skills Develop Ki Ja Sakti Hai,
Become a Game Developer If you are creative, the scope of freelancing
Niche Diye Gaye Courses Ke Jariye Improve Kar Sakte Hai Skills.
- Certificates Course (12 Se 15 Month)
- Game Design Diploma (1 Year)
- Crash Course (2 Se 6 Month)
Yaha Se Kar Sakte Hai Course:
- Arena Animation Academy
- Make
- Frame Box Animation And Visual Effects
- Centre for Research and Industrial Staff Performance
Online Bhi Kar Sakte Hai Course:
Game Developer Ke liye Courses Online bhi Mojud hai, Inke Jariye Aap Ghar me Hi Game Developing Shikh Sakte Hai, Niche Diye Gaye Website Par Course Offer Kiye Ja Rahe hai,
Yaha Par Aap Online Courses - Top Python Courses - Teach Online - Excel Or Bhi Bahut Sare Courses Kar Sakte Ho,
- Yaha Par Aap Arts and Humanities
- Business
- Computer Science
- Data Science
- Life Sciences
- Math and Logic
- Personal Development
- Physical Science and Engineering
- Social Sciences
- Language Learning Type Ke Courses kar Sakte Ho,
Kon Kar Sakta Hai Ye Course:
BA, BCOM, BAC, ya Other Kisi Stream Se Graduate Students bhi Is Course ko Kar Sakte Hai, 12th Tak ki Study Kar Chuke Students bhi Course Eligible Hote Hai, Graduation me Yadi Kisi Ka Technical Background hai to yuse Or Jyada Support Mil Jaata Hai,
Aapko Kaha Milegi Job:
Skill Develop hone Ke Baad Aap Ghar Se hi Online Kaam Sharu Kar Sakte Hai, Game Develop karke Google Play Store par Yuse Uploads kar Sakte Hai, Yaha Se Aapka Game Jitani Jyada Baar downloads hoga, Aapko Utana Hi Paisa Online Milega, Khud ki Website Sharu Karke Freelancing kar Sakte hai, Outsourcing ke Jariye Bhi Kaam Kar Sakte Hai,
Delhi, Bangalore, Hyderabad jaise City me Big Multinational Companies hai Jaha Game Developers ki jyada Jarurat hai, Aap Yaha bhi Job Ke Liye Try kar Sakte Ho,
Game Develop Me Kitani Hogi Income:
Yadi Aap Job Karte Hai To Starting 12,000 Se 15,000 Rupaye Monthly Income Ho Jati Hai, Expert Mudassar Hassan Ka kehna Hai ki Best Skills Develop hone ke baad Freelancing me hi 15,000 Se 20,000 Rupaye Monthly Income Ho Jati Hai,
Experience Hone Ke Baad Multinational Companies me Teji Se Growth Milati Hai, Foreign Ki Companies bhi bade Packages par Talented Logo Ko Higher Karti hai,
Also Read:
- Top 10 Programming Languages Courses Sikhe 4 Month Me Job Ki Guaranty ke Shath
- Youtube Videos Dekhkar har mahine kamaiye 30,000 rupay
- Youtube Channels Se Monthly John Kamata Hai 1.20Lakh Jaane Kaise?
- SmartPhone Se Kare Kamai, Mahine Hogi 50,000 Income
- Online Survey Ki Top 10 Website Milte Hai Sabse Jyada Paise, Earning 1 Lakh.
Note : Agar Aapko meri Post se kus help mili ho, ya Pasand ayi ho to Like, Comment and Share, Jarur kriyega, Aur apne Doston Aur Family Members Ko bhi invite Krein.
thanks sir ye information dene ke liye . thanks
ReplyDelete