ATM Card Using Financial and Non-Financial Transaction.
ATM Se Sirf Paise Hi Nahi Blki Ye 10 Kaam Bhi Kar Sakte Hai,
ATM Card Ka use Cash Withdrawal Ke Liye hi nahi hai, bina Bank jaye hi is se Financial and Non-Financial Transaction Badi Aasani Se ho Sakta hai, iska sabse Bada Plus Point ye hai ki government holiday par bank band hone ki vajah se aapka koi kaam bhi nahi rukta hai, Mini-Statement Nikalne se lekar Checkbook Issue karane ke shah-shath kai tarah ke payment ATM se Aasani se Ho sakta hai,
(1)- Tax Pay
Tax pay karne ke liye bank website par Debit card Register kare, Pain Number and Tax Deduction account Number Lagega, ATM se pay karne par aapko ak Special number milega, uske baad aap 24 hours ke andar website par submit karke Chalan Downloads kar sakte hai,
(2)-FD Open
Bina Bank Jaye aap Fixed Deposit ka paisa Withdrawal kar sakte ho, FD par 80% OD milegi, par interest lagega, FD Open karte time hi ye Option activate karva Le.
(3)- Fixed Deposit
Fixed Deposit bhi open kar sakte hai, Eurasian, Deposit ka Type or 5000 and 49999 Rupay ke Bich ka Amount select kare, 7 Day ke andar Receipt Aapke Postal Address par aa jayegi, ye Renew bhi ho sakti hai,
(4) Bank Mutual Fund and LIC Premium.
Sabhi Bank Mutual Fund and LIC Premium ka payment ATM se allow karte hai, iske liye Policy Number and Account details jaruri hai,
(5)- Education Institute Application Fees
Education Institute me tuition Fees ya Application Fees pay kar sakte hai, iske liye Card Register karvaye, jo process hai, ye facility kus hi Institute me provide karte hai,
(6)-NGO and Temple Trust
NGO ya to Mandir ke trust me daan karna ho to bhi aap ATM ka use kar sakte ho,Transaction ke baad Receipt Generate hoti hai, Jo income-tax pay karte time bhi kaam aati hai,
(7)-Mobile Recharge and Landline Bill.
ATM Mobile Recharge and Landline Bill bhi Aap pay kar sakte ho, kai bank ka Telecom service provider Companies jaise BSNL/MTNL se High-up hota hata hai,
(8)- Air-Tickets Book
Kai Bank ka airline companies ya railway se Tie-up hota hai, isliye ATM se Railway ya Air tickets book kar sakte ho,
(9)-Electricity bill and Gas payment
ATM se Electricity bill and Gas ka payment bhi kar sakte ho, is condition me kus bank gas agency ko kus Discount bhi dete hai,
(10)- Account information
Account information Lene, Mini-Statement Lene, Pin Number change karne, new checkbook issue karne, Paasbook Update karne, jaise kaam bhi ATM se ho sakta hai,
Note : Agar Aapko meri Post se kus help mili ho, ya Pasand ayi ho to Like, Comment and Share, Jarur kriyega, Aur apne Doston Aur Family Members Ko bhi invite Krein.
Also Read:- Top 10 E mail Scams Avoid clicking on the mail-Security Tips
- Banking Safety Tips -10 Alerts SmartPhone Ki Galti Se Hack Ho Sakta Hai Bank Account
- 6 Android Apps Na Kare Install Net Data Lose and battery Life Risky-Security Tips
- Pendrive With Password Protection kaise kare sate password-Security Tips
American Express is one of the most famous. It is also one of the most expensive regarding processing fees. Because of this, many merchant account providers have separate markups with regard to pricing for American Express cards, while some of them simply don’t offer support for payments made with these cards at all at https://merchantservicesltd.com/nfc-credit-card-processing/ ….
ReplyDeletethanks Angelina Jullie
Delete