How to Update/Change your Aadhaar Details[ Aadhaar Card]
How to Change Aadhaar Card Name and Address [Online & Offline]
AADHAAR Card Changes via Post [Name, Address, Phone, Gender]
Aadhaar Card Me hui kisi bhi galti ko sudhar ne ke liye UIDAI ki Official website ke Aadhar "Self Service Update Portal" par jakar Aap Khud Correction kar sakte hai, is portal ki help se aap apni koi bhi details Jaise Name, Address, Phone number, Gender, Date of Birth, Photo, E-Mail Id, etc.. online hi update kar sakte ho, Aaj Aapko HindiLoveShayari143.Com batane ja raha hai ki kaise aap beena pareshan hua apne Aadhaar card ko correct kar sakete hai, is se aapko fayada yah hoga ki government office me jakar line me khade rahne ki pareshani nahi bhugatni padegi, or aapka time bhi bach jayega,Online Aadhaar Card Ko Kaise Update kare?
Process-1
UIDAI ki website me "Aadhaar Self Service Update Portal" par jakar click kare, 12 Digit ka Aadhaar Card Number or Text/Digit Verification Dalkar "Send OTP" par click kare,
Process-2
Aapke Registered Mobile Number Par "One Time Password" Aayega, ise box me Dalkar Log-in kare, OTP sirf 15 minute ke liye hi Veiled hote hai, isliye aap update ki sari process jaldi kare,
Process-3
Name, Address, Phone number, Gender, Date of Birth, Photo, E-Mail Id Jo bhi update karna hai use check mark kare, uske baad "Data Change" karke submit kar de,
Process-4
Jo bhi Information Change ki hai un se related Document Scene karke upload kare or submit kar de,
Process-5
Aakhir me Aadhaar card update karne ke liye agency chune, Aapke mobile par Confirmation massage ke shath "update Request Number" (URN) aayega,
Process-6
URN safe rakhe, Kyu ki "update Request Number" or Aadhaar Number se hi "update status" track kar sakte hai, 2-3 week me Updated Aadhar Card aapke home par by-post mil jayega, friends hai na Easy? kaise lagi post comment me bataiye, or aadhaar card updating me koi problem ho rahi ho to bhi bataiye
Aadhaar Card Ko Online Lock Ya Unlock kaise Kare-Security Tips
Modi Sarkar Jald hi "Unique Identity Regulations" ko Notify karne ja rahi hai, iske baad Aadhar Sabhi pramukh sevaओं ke liye jaruri ho jayaga, aise me Aadhar ke Andar feed aapke "Sensitive information ki Security" aane vale deeno me kafi aham hogi, Aaj Me aapko aise tariko ke baare me batane ja rahi hu, jinke jariye aap apne Aadhar ke data ko 100% secure kar sakte hai,
Aadhaar Me Hoti Hai aapki "Sensitive information"
Online Aadhaar Data Ko 100% Secure Kaise Rakhe? 4 Step-Tricks
Country me abhi tak 105 Crore Logo ke Aadhaar Number Jari kiye ja chuke hai, iske tahat har व्यक्ति ka ak "Unique number" hota hai, jisme aapke Name, address, Phone Number, Education Qualification ke sath-sath Bank Account ki details or PAN Card details bhi link hoti hai, aise ye bahut jaruri hai ki Aapka Aadhaar Data 100% Secure rahe,
Iske Alava Aadhaar me Aapki Biometric detail bhi Feed hoti hai, yani Aapki photo, Finger Print, EYERISE detail (आखों की स्कैनिग) bhi feed rahti hai, Aadhar ke new feature me all details ko aap secure kar sakege,
Ji ha, aapko diya gaya hai, apne aadhaar data ko secure karne ke liye lock and unlock karne ka full Rights, par kyu diya gaya aapko ye अधिकार, to aaiye me aapko batati hu full details me.
Aadhaar data ko lick hone ki आशंका ko lekar hamesha sarkar ko विपक्षी दलों or Experts ke virodh ka samna bhi karna pada hai, ise dekhte huye ab "Unique Identification Authority of India" (UIDAI)
Ne usme ak new feature jod diya hai,
- Jiske jariye aap apne aadhaar ko apni इच्छानुसार Lock Ya Unlock kar sakte hai,
Yani, aap agar chahte hai, to aap apne Aadhaar ko Lock kar sakte hai, uske baad Aapke data ko koi bhi kisi bhi tarah se Read nahi kar payege, ise tarah aap jab chahe tab feer se unlock bhi kar sakte hai,
Koi Bhi Nahi Kar Payega Miss Use.
Ye Suvidha Aapki इच्छा ke Aadhaar par milegi, Yani aap jab tak chahe tab tak card ko Lock rakh sakte hai,
Jab tak Card Lock rahega, us samay tak aapke card ki koi bhi information Read nahi kar payega, is se sabse bada fayada Aadhaar card ko kho jaane par hoga, aap usi time apne card ko lock kar payege,
- Iske baad agar aap chahege, ki Aadhaar card ko Unlock kiya jay, to yuse unlock bhi online hi kar sakege,
Kaise Milegi Online Facility? Lock And Unlock ki Facility.
Aadhaar ko Lock ya Unlock karne ke liye aapko UIDAI ki Website par jana hoga,
Jaha par "Aadhaar Services" par aapko Lock ya Unlock karne ka feature mojud hoga,
- Aadhaar Services par Click karne ke baad 4 option milega.
- Verify Aadhaar Number
- Verify Email/Mobile Number
- Lock/Unlock Biometrics
- Check Aadhaar & Bank Account Linking Status
In me se "Lock/Unlock Biometrics" ke option par click karna hoga, ye sab na karna ho to aap yaha se bhi direct link par ja sakte ho, iske liye yaha click kare,
(This feature can be used to Lock/Unlock Biometric details.)
Jaha par aapko Enter 12 Digit Number. Me 12 digit vale aadhaar number enter karna hoga, uske baad Enter the Security Code me diya gaya number enter kare,
Aadhaar Number Feed Karne ke baad uske niche likhe Security code feed karna hoga, upar maine bataya usi tarah. Jise ok karne ke baad aapke Registerd Mobile Number par OTP Code aayega, yuse Feed karne ke baad aap apne card ko Lock kar sakte hai,
Government agency and the company will vigorously.
Central Government jald hi "Unique identity Regulation ko अधिसूचित karne ja rahi hai,
Iske Sambandh me Authority ne Aham niyamo ko taiyar kar liya hai, jiske tahat Aadhaar ke Miss Use par 3 years tak ki saja ka bhi Pravdhan kiya ja raha hai,
Agar Government ya niji company kisi or maksad ke liye Aadhaar number ka use karti hai to yah apradhik mamala banega,
Aapke Hath me Hogi Aadhaar Ke Safety.
- khud kar sakege Lock and UnLock. Safety
- Online Milegi Ye Facility.
- Jab Chahe kar sakege Unlock
- Lock hone par koi bhi nahi kar payega Mis Use
Note : Agar Aapko meri Post se kus help mili ho, ya Pasand ayi ho to Like, Comment and Share, Jarur kriyega, Aur apne Doston Aur Family Members Ko bhi invite Krein. Aadhaar Card Ke Baare Me Koi Sawal pusana chahhte ho to muje comment me bataiye, Visit ke liye thanks-Sanju Dangaro to muje comment me bataiye, Visit ke liye thanks-Sanju Dangar
If any work we can do at online it already becomes easy so thanks to share this blog and know your pan card to be update with it.
ReplyDeleteThank you Reena wani
ReplyDeletein my pan card there are many mistakes but after read this blog i get to know how to correct mistakes in pan card and how to update pan card status, thanks alot.
ReplyDeleteWel.. & advance happy new year
ReplyDeleteHi there Sanju, Great Post. I have one Doubt for You I recently Fill up Aadhar Correction Form but Haven'r Receive any Notification for Aadhar Card Update. Why So? Can you Help me. When will I
ReplyDeleteGet Updated Aadhar Card?
Hi there Sanju, Nice Post but I have one Doubt. I have Some Mistakes in my Aadhar Card. So, I have gone through
ReplyDeleteAadhar Card Correction Process. Can you tell me When I will Get my Updated Aadhar Card after Filling Aadhar Correction Application?
Thanks Usha Aadhar Card Jab Update ho jayega tab aapke address par post ke jariye new aadhar bhej diya jayega. Isme time lag sakta hai. Ya feer update status janne ke liye aadhar ki site par jakar aap jankari hasil kar sakte ho
ReplyDeleteThis is an awesome and infromative post. I would like to add aadhar card status enquiry phone number to it :)
ReplyDelete