China ki most popular company Alibaba group ab India mein UC Browser ke jariye Paav Zamana chah rahi hai. UC Browser India Me news content ke jariye Logo Tak apani pahuch banana chahti hai. iske liye Alibaba group ne Elan kiya hai ki web media platform par 1000 content writers aur content creator ko moka degi. Uske liye minimum 50,000 rupay Rakha gaya hai.
Alibaba Group Pay Rupees 50 Thousand Per month To We Media Bloggers
Alibaba group Jack ma dwara operated hai. Or Alibaba business group ke president Or UCWeb Browser ke co-founder Xiaopeng hai. Ucweb Ne Elan Kiya hai ki vo 2017 me high-quality Ke V-media Creator's Ko select Karega, jinhe har month 50000 rupees minimum salary Di Jayegi.
kaise karaye UC News ke liye registration.
Iske liye UC group ne ek platform Diya Hai Jiska Naam WE-media Hai. Yaha Par jakar aapko registration karna hoga. iske liye aap ko mp.ucweb.com par Jana Hoga, Jaha Pahale aap ko Apna email address, name on PAN card ke baare mein Jankari Deni hogi. registration hone ke baad aapko under review rakha Jayega baad mein confirm hone ke baad company aapko iski Jankari email ke jariye de di jayegi. Ab Jante Hai Ki Kya Hai terms and conditions
is ke liye koi bhi writer Ya blogger registration kar sakta hai. registration karne ke baad 30 day tak is par active rahna Hoga aur monthly Minimum 10 article publish kiye hone chahiye. uske baad user reward program ke liye apply kar sakte hai.
1000 Logo Ko 50000 Ki Job Ka Offer
Company ne kaha hai ki new reward plan ke tahat ucweb India se 1000 logo ki bahali Karegi Jo har month Lag-Bagh 50000 rupaye kama sakege. company ke co-founder ne kaha hai ki iske liye Aise Log योग्य honge jo Original content writ karte hai or unki quality best hoti hai.
UC Web Media Par Content Ki Kuchh Terms And Conditions:
Registration ke 1 Month tak minimum 10 Article write karana hoga, Feer Next Month 20 Article Publish karna hoga. Sath Hi Article Aise Ho Jo Kahi Se bhi Copy Kiye Gaye Na Ho. Agar Aapka Article Copy Content Hoga To Article Publish Nahi Hoga Sath Hi Copy Content Copyright Act Ke dayre Me Aayega, isliye Kanun Ka उल्लंघन ka bhi mamala ban sakta Hai, Iske Alava Aise Content Ko ban kar diya jayega. Isliye Content Puri tarah Se Aapka Hi Write Kiya Hona Chahiye. Bhale hi vo article Sabke pas ho yani ki aapke likhe gaye article ke baare me sabko pahle se jankari ho, but aapke article ka writing tarika and word aapke hi hona chahiye ya to feer sabse alag hona chahiye.
Kya Hai Company Ka Target:
Duniya Ki Sabse badi E-Commerce Company Alibaba Ki Sahyogi Mobile Or Internet Service Provider UC Web India Me 2019 tak 200 crores rupees ka investment karne ki taiyari me hai. company ne feelhaal 50 million ka starting investment kiya hai,
India is big market:
Haal Hi Me Delhi Me Hui Ak Press conference me company ne apni policy ko clear karte huye kaha ki india unke liye yus market ki tarah hai jaha sabse jyada possibilities hai. Aapko bata de ki UC Web Ke 80 Million Monthly Active User's hai. Or Company Ka manna hai ki vo 2017 me service provider or content generation ke mamle me number 1 ban Gayi hai.
also read most useful post:
Note : आपको ये पोस्ट पसंद आई हो तो लाइक करें अगली पोस्ट के लिए Follow का बटन दबाए और हो सके तो whatsapp और facebook पर share भी कर दें.. हमारे सभी पोस्ट पढ़ने के लिए Logo पर क्लिक करें.... धन्यवाद...
Thanks bro, Now i became a author of UC Union after reading your tutorial
ReplyDeleteCheck WhatsApp Beta Version For Android Brings Several Updates
Thanks for sharing such beautiful information with us. I hope you will share some more info about 50,000 Rupees Monthly Salary Denge UC Web. kaise kare registration UC Ne
ReplyDeletemost welcome bro
Delete