मेमोरी कार्ड के बारे में कुछ ऐसी जानकारी जो अभी तक आप थे अनजान - Hindi Love Tips

Hot

March 25, 2019

मेमोरी कार्ड के बारे में कुछ ऐसी जानकारी जो अभी तक आप थे अनजान

Memory Card Ki Speed Ka Pata Kaise Lagaye / SD Card / SDHC Card / SDXC Card Ke Baare Me Full Guide
Memory Card 3 Type Ke Hote Hai.
SD Card
SDHC Card
SDXC Card
SD Card SDHC Card SDXC Card

(1)-SD Card
SD Memory, Card Ki Fist Generation Mana Jaata Hai, SD Memory Card Ki Thickness jyadatar 2.1 millimeters hoti hai, Aur maximum capacity 2 GB Hoti Hai.

Is Tarah Ke Memory Card 3 Shapes Me Aate Hai, Fist Hai Original SD, Jo Direct Apne Liye Bane खांचे Me Feet Ho Jaata Hai. Baki 2 Relatively Small Size ke Aate Hai, Jinko MiniSD, MicroSD Kahte Hai. Inhe Ak Adopter Ki Help Se Related खांचे Me Lagaya Ja Sakta Hai, Jyadatar SD Cards Ka Use Personal Computer, Video Camera, Digital Camera, Aur Aise Hi Bade Size Ke Electronic Device Me Kiya Jaata Hai, Jab Ki MiniSD, MicroSD Ko Mobile, Tablet Jaise Chhote Device Me Use Kiya Jata Hai.

(2)-SDHC Cards
Dusri Generation Ke Memory Card 2006 Me Aaye, Jinhe SDHC Kaha Gaya. SDHC Card Ka Matalab Hai "Secure Digital High Capacity Card" Size Me To Yah SD Card Jaise Hi Hote Hai, Lekin Iski Capacity 4GB Se 32GB Tak Hoti Hai, Inme Bhi अपेक्षाकृत Sort Size Ke Card Ko miniSD, microSD kahlate Hai.

(3)-SDXC Card
Memory Card Ki 3rd Generation 2009 Me Aayi, Jise SDXC Kaha Gaya, SDXC Ka Matalab Hota Hai "Secure Digital extended Capacity" Inki Capacity 48GB Se 2TB Tak Hoti Hai (Practically Now only 128GB capacity Only available to the general public) Iska Sort Size Only MicroSD Hi Hai, Vaise Ab Inke UHS (Ultra High Speed Bus) Aur SDIO (Secure Digital Input Output) Format Bhi Aa Gaya Hai, 'UHS 1' & 'UHS 3' Format Vale Memory Cards Bhi Aa Gaye Hai, Jo Jyadatar Business equipments Me Use Hote Hai.

Memory Card Ki Speed ka pata kaise lagaye

Memory Card Ki Speed Ak Aham Feature Hai. Ese Is Baat Se Napa Jata Hai Ki Memory Card Me Kitani Speed Se Ak Photo Jaisi Digital Information Store Ki Jaa Sakti Hai, Ya Receive Ki Jaa Sakti Hai. Kai baar Aapne Dekha Hoga Ki Camera Kisi Photo ko Save Karne Me Kuchh Jyada Hi Time Leta Hai, busy ka Signal deta rahta hai, ya feer kisi video ko dekhte huye baar-baar rukavat Aati hai. DarAsal Memory Card Vala Har Device Ak Khas Speed Vale Card Ke Liye Bana Hota Hai. Us se Kam Speed Vala Memory Card Laga Ho To Vah Expected Result Nahi De Payega. Ham Se Jyadatar Log Is Par Koi Khas Dhyan nahi Dete Hai.

Aksar Log Jo Device 16GB Tak ki Memory Card Ke Liye Bana Hai, Usme 8GB/16GB Ka Card Dalte Hai, But Card Ki Speed Par Dhyan Nahi Dete Hai, To Agali Baar Agar Aapko Lage Ki Aapka Camera Photo Capture Karne Ke Baad Yuse Store Karne Me Jyada Time Le Raha Hai Ya Camcorder Kisi Video ko Shot karte Time thik Se Kaam Nahi Kar Raha Hai, to Bahetar Hoga Ki Fist Yeh Dekh Le Ki Memory Card Ki Speed Device Ke Hisab Se Sahi Hai Ya Nahi.

Memory Card Me Class 2 Sabse Slow Speed And Class 10 Sabse Fast Speed Hoti Hai, Ab Agar Aapke Camera Ki Capacity Class 4 Vale Memory Card Ki Hai To Class 4 Memory Card Ka Use Karne Me Samajdari Hogi. Is Se Jyada Speed Vale Card Ka Use Koi मायने Nahi Rakhta, Kyo Ki Camera Fast Speed Vale Card Ki Capacity Ka सदुपयोग Kar Hi Nahi Payega. Dhyan dene ki baat yah hai ki ak hi Storage Capacity (Jaise 16GB) Vale Card Ki Speed Jitani bathati Jayegi, Uski Price Bhi Utani Hi Bathati Jayegi.

Kaise Jane Memory Card Ki Speed:

Ho Sakta Hai Ki card par MB/Second Main Speed Likhi ho, agar aisa nahi hai, toh aap card ki speed Ki Pehchan card Par bane chinho se kar sakte hain.  Card par ak adhure Gole me 2 (@) Likhe hone ka matlab hai class 2, Jisme minimum 2MB/second Ki Speed Milegi, ise tarah 4, 6, Aur 10 ka matlab class 4, class 6, Aur class 10 Hai, jinse Minimum 4, 6, Aur 10 MB/Second Ki Speed Milegi. U Jaise chinho Ke bhitar 1 Ya 3 likhe hone se kam se kam 10 aur 30 MB/Second ki Speed milane ki Umid ki Ja sakti Hai.

memory card ki security

Kai baar ham galti se Achanak Hi memory card se Song, photos ya koi data delete kar Tete Hai. Jab tak Galti ka Ehsaas ho, tab tak baat bigad chuki hoti hai. Ya Feer Data Se Koi छेड़छाड़ Na Ho Jaaye, Aisa Bhi Khayal Aata Hai,

Special Post:





Note :  आपको ये पोस्ट पसंद आई हो तो लाइक करें अगली पोस्ट के लिए Follow का बटन दबाए और हो सके तो whatsapp और facebook पर share भी कर दें.. हमारे सभी पोस्ट पढ़ने के लिए Logo पर क्लिक करें.... धन्यवाद...