Arrange Marriage Ke Baad Khush Rahne Ki 6 Excellent Tips - Hindi Love Tips

Hot

March 25, 2019

Arrange Marriage Ke Baad Khush Rahne Ki 6 Excellent Tips

Aaj Ke युवाओं Ki Baat Ki Jaaye To Unka मानना Yahi Hota Hai Ki Arranged Marriage Boring Hoti Hai. Aapko Bata Du Ki Yah Sirf Misunderstanding Hai. Yah Ham Par Depend Karta Hai Ki Ham Us Reshte Ko Kaise Banate Hai. Har Rishte Ko Jeene Ka Ak Alag Tarika Hota Hai, Chahe Uske Liye Us Me Kuchh Addon Karna Pade. Agar Aap Arrange Marriage Karne Jaa Rahe Hai To Follow Kare Ye 6 Excellent Tips, Jinhe Follow Karke Aap Bhi Married Life Ko Aur Bhi Strong And Successful Bana Sakte Hai.

Is Article Me Aap Janege.. Married Life Ko Anjoy Kaise KarePartner Ke Sath Apni Married Life Ko Kaise Enjoy Kare, Marriage Life Ko Romantic Kaise Banaye, Marriage Life Ko Successful Banane Ki 6 Excellent Tips, Happy Married Life Ki 6 Excellent Tips, 6 Tips To Always Be Happy Married Life

6 Tips To Always Be Happy After Arrange Marriage

6 Tips To Always Be Happy Married Life
Partner Ko Apne अनुसार ढालने Ki जल्दबाजी Na Kare:-
Har Rishte Me Ak Dusre Ko Samaj Ne Me Samay Lagta Hai. Apne Partner Ko Apne Anusaar ढालने Ki जल्दबाजी Na Kare, Is Se Chije बिगड़ते देर Nahi Lagegi. उसे Thoda Samay De, Jis Se Aap Ak Dusre Ko Acchi Tarah Se Samaj Payege. Is Se Aap Aur Partner Ak Acchi Married Life Ki Aur बढ़ेंगे Aur Safal Bhi Hoge.
Rishte Ko Samay De:-
Apne Kaam Aur Family Ke Sath Apne Partner Aur Apne Naye Rishte Ko Rojaana Thoda Samay Jarur De. Unke Sath Ghumne Jaaye Aur Time Spend Kare. Ak Dusre Ko Spacial Feel Karane Ki Koshish Kare. Ak Baat Hamesha Yaad Rahe Ki Koi Bhi Ladki Sirf Aapke Liye Hi Ghar Chodakar Aai Hai, Uski Respect Kare.
Shikaayat Na Kare:-
Arrange Marriage Me Har Koi Is Baat Ko Le Ke Pressure Me Hota Hai Ki Yah Rishta Acche Se Chale. Isme Kai Baate Aesi Hoti Hai Jo Hame Kai Baar Pasand Nahi Hoti Par Kabhi Unko Lekar Shikaayat Na Kare.  Kabhi Kabhi Apni Aadto Se समझौता Karna Pad Sakta Hai, Isliye Shikaayat Na Kare.
Partner Ki इज्जत Kare:-
Chahe Rishte Me Jitni Bhi Pareshaniya Aaye, Apne Partner Ki Ijjat Jarur Kare. Aisa Na Ho Ki Friends Aur Family Walo Ke Samne Apne Partner Ka Majaak Banaye. Is Se Sirf गलतफहमियां Aur दूरियां Hi Badhti Hai. Jitni Respect Aap Karege Utani Hi Respect Aapko Samne Se Milegi.
Samaj Ne Ki Koshish Kare:-
झगड़ा Hone Par Apne Partner Par Bikhar Ne Ki Bajay Un Vajaho Ko Samaj Ne Ki Koshish Kare, Jin Se Ye Situation Paida Hui Hai. Aise Samay Me Hame शांत Rah-Kar Sochna Chahiye. Khud Ko Apne Partner Ki Jagah Rakh-Kar Jarur Soche, Shayad Is Se Rishte Ki दुरियो Me Kami Aayegi.
तारीफ़ Aur भरोसा Kare:-
Shadi Ke Baad Kai Aise Mauke Aate Hai, Jis Me Taiyar Hokar Ya Naya Kuchh पहनने Par Partner Ki Tarif Kare. Is Se Naye Rishte Me ऊर्जा Aati Hai. Hamesha Partner Par विश्वास Kare Aur Use Yah Jataye Bhi Ki Aap Pura भरोसा Karte Hai. Kyu Ki Rishte Ki Majabooti Me विश्वास Sabse Jaruri Chij Hai.

Thanks And Keep Visiting.. To Dosto Ye Tha Happy Married Life Ke 6 Excellent Tips, Married Life Ko Enjoy Kaise Kare, Arrange Marriage Ko Romantic Kaise Banaye, Umid Karta Hu Ki Aapko Jarur Pasand Aayi Hogi. Aise Hi Free Me Update Pana Chahte Ho Apni Mail Id Pe To Subscribe Kare, Aur Like, Comment Karna Na Bhule.

YOU MAY ALSO LIKE: