Saving Account par 9% se Jyada Interest pane Ka Aasan Tarika
Saving Jitni jyada badhegi, Feature utana hi Secure hoga, yahi mana jata hai or aap ise ke tahat Saving Account Hold bhi karte hai, lekin kya vakai aap saving account me mil rahe interest se amir ban pavoge? Shayad nahi, kyu ki mojuda samay me takriban har bank saving account par 4% interest dete hai, jo kafi nahi hai, iske liye aapko aisa option select karna hoga jo jyada interest bhi de or aapki capital bhi badhaye.
To aapke liye ak best option lekar aayi hu, to friends ye post me aapko Aisa Saving Account Jo aapko 9% tak ki dar se Yearly interest bhi de or ak click par aapko kabhi bhi, kahi bhi paisa bhi Available karaye vo bhi sirf ak app download se.
Aapko Milega Kaise Double interest :-
Reliance Mutual Fund ka Simply Save App Download kare, Fund ke money Manager Fund ke sath Connect hone ke karan aapko archa interest milata hai, or aap jab bhi chahe, is Facility me 30-minute ke andar maximum 2-Lakh rupay tak nikal sakte hai.
Simply Save App ke Fayade:-
- सहूलियत (CONVENIENCE) :Mobile App se Single Click Investment
- तुरंत Redemption 30 Minute me aapka paisa Withdraw, Vo bhi 365 day,
- Low Risks scheme:
Reliance Money Manager, Debit Fund hai, jo Low-Risks or Stable Return par kaam karta hai.
Kyo Kare invest:-
- Aapki Saving Rahegi Secure.
- Aam Saving Account se Jyada Return.
- Jab Jarurat ho tab paisa aapke hath me.
- Investment ka sahi time.
Warren Buffett's (वॉरेन बफेट)
Warren Buffett's Kahte hai, Do not spend that saved him, Left after expenses, please save it. Yani ki जो सेव किया उसे खर्च मत करो, खर्च के बाद जो बचा, उसे सेव करो.
Warren Buffett's Kahte hai, Do not spend that saved him, Left after expenses, please save it. Yani ki जो सेव किया उसे खर्च मत करो, खर्च के बाद जो बचा, उसे सेव करो.
Buffett's ka yah kahna Finance par aapko Lifetime Control de sakta hai, aam taur par ham saving account me rakhi रकम se hi apne jaruri kharch pure karte hai, jab ki ye Asaly saving nahi hai
दरअसल, Saving Account par aapki bachat behad slow speed se badhti hai, or महंगाई dar ke hisab se interest bhi kam milta hai, aise me bahetar hoga agar aap kahi aise jagah invest kare, jaha Return high ho or kabhi bhi paise nikalne ki सहूलियत bhi ho, महंगाई dar ka bhi asar nahi,
Fixed deposits, insurance or PPF me aapka paisa to Secure raheta hai, lekin aap badhati महंगाई se nahi nipat pate, aisa sirf Equity me ho sakta hai, duniya-bhar ke Fund manager kah chuke hai ki best return pane ke liye yah samay sabse best hai, agar Equity me invest kiya jaye to.
Reliance Money Manager Fund Ke Baare Me:-
Reliance Money Manager Fund Ultra Short Term Debt Fund hai, ise Amit Tripathi and Anju Chhajer jaise kabil fund manager sambhalte hai,
Reliance Money Manager Fund Ak Growth plan hai, jo aapko 9% yearly Return deta hai, fund par bite 1, 3 or 5 years me क्रमशः 8.59%, 9.08% or 9.12% Return milta aaya hai, Simply Save App Download kare or sharu kare new ज़माने ki saving
Also Read::
- Banking Safety Tips -10 Alerts
- ATM Card Using Financial and Non-Financial Transaction
- Reliance Jio 4G VS Airtel 4G What is the Best
- Online Banking Debit Card Number Decode-ATM Card Information
- E-Commerce Website Se Kaise Bane Crorepati
- Free Money Making 5 Business Start Your in 7 Day
- Ak Call Karke Pa Sakte Hai Reliance Jio Sim-6 Step Process
- Snapdeal, Flipkart, Amazon ke Sath Sharu Kare Business
- Time Saving Top 10 Website-Household Cleaning Online Service
Note : Agar Aapko meri Post se kus help mili ho, ya Pasand ayi ho to Like, Comment and Share, Jarur kriyega, Aur apne Doston Aur Family Members Ko bhi invite Krein.