Without Marriage Live In Relationship Legal, But Married Life Live-In illegal.
Supreme Court yah baat Pahle Bhi Kah Chuki Hai Ki Live-In-Relationship Na अपराध Hai, Young-Generation Me Iska Chalan teji Se Badh Raha Hai, Sabse Jyada In Reshte ki Popularity Aur Acceptance Metro City Me Bath Rahi hai, Yah Bhi Sahi Hai Ki hamari Country Me Live-In-Relation Me Rahna Koi Aaj-kal ki baat nahi hai, Kyu Ki ye pahle bhi hota Tha, Or Aaj Bhi Ho Raha Hai, Aise Relation Young-Generation ke Sath Hi Bade Age ke Do Logo Ke Bich bhi hote hai, Jis Wife Ya Husband ke Bich Divorce Nahi Huya Ho, Ye Relation Aise Logo Me Bhi Bante Hai, Kai Baar Ye 2-4 years relation me rahte Hai, to kai baar 10-20 years tak bhi rahte hai, but aise Couple ka sath Rahna, Samaj Ke Liye Chunoti Hai, to Law Ke Liye Bhi Difficult Situation hai, Delhi High Court ke Advocate Nandita Jha Se Jante Hai iske Liye Kya Hai Law?...
➧Allahabad High-Court ke Anusar Married Mahila Kisi Dusre Puroos (Jo uska Husband Na Ho) Ke Sath Live-In-Relation Me Nahi Rah sakti, Yani Married mahila ka Aise Relation Me rahna illegal Hai. 👉Shadi Shuda Vyakti Kisi Aur Ke Sath Live-In Me Reh Sakte Hai? 10 Rights
➧Married Women Apne Husband Se Alag kisi bhi Dusre Mard (purus) Se Relation Nahi Bana Sakti, Or Yahi Baat Mardo (Puruso) Ke Liye Bhi Lagu Hoti Hai, Matlab Ki vo bhi Kisi dusri Mahila Ke Sath Relation Nahi Bana Sakte.
➧Sirf Single Yani कुंआरे, तलाकशुदा, Jinke Wife Ya Husband ki Death ho Gayi Ho, Vo Hi kisi ke sath Live-In-Relation me rah sakte hai, kyu ki Aise Relation kabhi bhi khatm ho sakte hai, isliye Aise Relation Ko नैतिक kadapi nahi kaha ja sakta.
➧Supreme Court Ne Yah Bhi Saaf Kar diya Hai Ki Live-in-Relation Me Rahne vali Har Mahila Gujaara-bhata Paane Ka Daava Nahi Kar sakti. Iske Liye Kus शतैँ तय कर दी gayi hai, in शतैँ ko pura karne par hi गुजारा-भता milega.
➧गुजारा-भता Pane Ki शतैँ:
- Is Tarah Rahne Valo ko Samaj Ke Samane Husband-Wife Ki Tarah Pesh Aana Chahiye,
- Dono Ke Bich Rishte कानुनन rup se Shadi karne ke liye वजिँत न ho.
- Dono Long-time Se apni maraji se Husband-wife ki tarah rah rahe ho.
➧Supreme Court Ke Anusar Yadi दो लोग Long Time Se ak dusre Sath Rah Rahe Hai, Or Unke Bich Physical Relation Hai, to Unhe Married hi mana Jayega.
➧Supreme Court Ke Anusar Live-in Se paida huye Children (bacche) Ko Najayaj Karar Nahi Diya Jayega,
➧YOU MAY ALSO LIKE:
sir me hum dono shadi kArna chahte h or hum chote sehar se h
ReplyDeleteor wo ladki dusri gali se hi h
to uske papa taiyyar nhi hote h shadi ke liye kya kru
jbki ladki bhi bhahut baar keh chuki h unse
hum unse jyada paise bale h phir bhi me padta hu abhi age bhi 19 h
or unhone 2jan ko ladki ko jabardasti maar peet kar bahar kisi rishtedari me bhej diya h jahan us par bahut dyan diya jata h
or us pr jadu tona karwa rhe h mujhe bhulkr kisi or se shadi kr le isliy
usne mujhe call pr bataya ek baar kahin se mob mila tab
plz suggestme hurry up plzz
Mohit ji aapki comment ka reply is post me diya gaya hai http://www.hindiloveshayari143.com/2017/01/girlfriend-me-ye-10-chije-nahi-chahte.html
ReplyDeleteHello, meri gf ki saadi uske gharvalo ne jabarjasti karva di he aur vo vaha rahne ko mana kar rahi he.ab vo mujko bol rahi he ki me tumhare pass hi rahungi.aur me bhi bahot pyar karta hu.ab me kya karu...vo abhi divorce lena chahti he lekin uske gharvalo bhi uska saath nahi denge kyuki unke gharvalo ko hamare afer ka pata chal gaya he to aab kya kare plz help me...
ReplyDeleteaapne decision lene me kafi der kar di, agar shadi se pahle soch liya hota to ye nobat hi na aati, abhi aap apne life ke baare me soche to bahetar hoga, and us ladki ko bhi sochna chahiye tha ki agar vo ladka pasand nahi tha to kyu shadi ki, sach kahu to jabarjasti jaisa kuchh nahi hota, bas faisle galat kar lete hai,, ab uski shadi bhi ho chuki hai to kyu sab ki life barbaad kar rahe hai. and ak baat soch lo ki usko divorce to milega hi nahi, agar abhi divorce le sakti hai to pahle shadi kyu karte. feer bhi aapko ye sab chije galat lage to aapke paas ak hi rasta hai, aapko sirf police hi help kar sakti hai. agar aapki kismat achhi ho to police aapki help kar sakti hai, jaise ki court me us ladki ka divorce de ke aapke sath shadi kara sakte hai. and ladki ka bayan kayam rehna chahiye varna aap fas javoge. iske liye ladki ki permission le ke aap ladki ki family ke khilaf complain kar sakte hai ki unki shadi jabarjasti karva di gayi hai, agar aapki lover sath de to aisa kar sakte hai, vo aapki maraji. lekin jo bhi kare soch samaj ke faisla le.
DeleteKya Karen agar pati Kisi dusri Manila k Saath rehna Chahta ho to divos hum nhi dena chahte,kya koi rules h taaki vo esaa na Kar sake
ReplyDeletejab tak aap divorce paper par signature nahi karte tab tak vo divorce nahi le sakte. aur aapka pati divorce hi na le sake aisa koi rules nahi hai, but divorce ke liye koi vajah jarur honi chahiye. agar aapko aur jyada jankari chahiye to read kare महिलाओं के कानूनी अधिकार Women's Legal Rights
ReplyDeleteDear Sanju, it's really nice post?
Deletethank you Mr Rahman
Delete