Aaj Ki Post Me Baat Karte Hai Kus Aise 6 Business Ideas Ke Baare Me. Jo Low Investment Ke Sath Koi Bhi Ghar Par Hi Start Kar Sakte Hai. By The Way, Business To Har Koi Karna Chahta Hai, But Problem Ye Hoti Hai Ki...Konsa Business Kare? Business Kaise Start Kare? Konsa Business Karna Chahiye? Ye Sabhi Sawalo Ke Jawab Ke Sath Aapko Is Article Me..Small Business Ideas, Business Plan, Business Tips Ki Hindi Me Full Details Me Step By Step Jankari Share kar Raha Hu. Aaiye Baat Karte Hai In 6 Business Ideas Ke Baare Me Jise Koi Bhi Apna Sakta Hai
➧6 Business Ideas In Hindi With Low Investment
Badalti Jarurate Aur Fast Advance Technology Me Business Karne Ke Kai Sare Chances Hai, Aise Me Aapke Paas Sabse Badiya Chance Ghar Se Business Karne Ke Hai. Jise Thode Space Me Bhi Kiya Ja Sakta Hai. Iske Tahat "Day-Care" Se Lekar Mushroom farming, Small gym, Kholane Ke Options Mojud Hai. Aaj Ham Aapko Aise 6 Business Ke Baare Me Bata Rahe Hai, Jinhe Ghar Se Kiya Ja Sakta Hai, Sath Hi Unse Best Income Bhi Ki Ja Sakti Hai.
1. Mushroom Farming (मशरूम की खेती)
Agar Aapke Paas Ak Room Khali Pada Hai To Aap Usme Mushroom Ki Kheti Kar Sakte Hai, Halaki Us Kamre Me Roshni Nahi Aani Chahiye. Sath Hi Use Aapke 'Living Aria' Se Thoda Door Hona Chahiye. Mushroom Farming Se Hone Vale Fayde Ko Dekhkar In Deeno Iski Kheti Me Cities Ke Yuva (युवा) Bhi Kafi Interest Le Rahe Hai. Yahi Vajah Hai Ki Aaj-Kal Naye-Naye Tariko Se Mushroom Ki Kheti Ho Rahi Hai, Oyster Mushroom Farming Me Total Kharch Ke Teen Guna Tak Income Ho Jaati Hai. Is Mushroom Ko उगाने Me गेहूं Ke भूसे Aur दानों दोनों Ka Istemal Hota Hai. Yah Mushroom 2.5 Se 3 Month Ke Ander Complete Ho Jaata Hai.
- BUSINESS KARNE KE 9 BEST IDEAS-GOVERNMENT LOAN KE SATH
- Mushroom Ki Khati Kaise Karte Hai, (Mushroom Farming Kya Hai?)
Cities Me Couples Ki 'Changing Life Style' Ki Vajah Se "Day-Care" and Crèche Ki Demand Teji Se Badhi Hai, Aise Me Aap Ak Se Do Kamre Me Ye Business Kar Sakte Hai. Jiske Liye Children's Ke Play Activity Se Judi Jaroori Chijo Ke Alava Food Aadi ki Arrangement Karni Hoti Hai. Aap Apni सहूलियत Ke Hisab se Decide Kar Sakte Hai Ki Aap Kis Age Group Ke Children's Ko Handle Kar Sakte Hai, Day-Care Me Ak Bacche Ki Monthly Fees karib 1500-2500 Rupaye Aasani Se Hoti Hai.
Aisa Jaroori Nahi Ki Gym 100 Yards Ke House Me Hi Lagaya Jaaye Us Se Cum Jagah Me Bhi Gym Lagaye Jaate Hai And Chalte Bhi He. Aap Especially Women's Ke Liye Gym Bana Sakte Ho. 4-Lakh Rupaye Me Aapko Kafi Equipment Mil Sakte Hai. Gym Ke Business Ke Sath Sabse Best Yah Hota Hai Ki Isme Running Cost Bahut Cum Hoti Hai. NOTE: Gym Ke Business Ke Baare Me Full Guide Ke Liye Next Post Tak Intezaar Kare. Me Jald Hi Iske Baare Me Article Aapke Sath Share Karuga.
4. Blog
Ye Mera Sabse Favorite Business Hai, Iski Ak Khas Vajah Bhi Hai, Kyu Ki Is Business Me Aapko 1 Rs. Ka Bhi Invest Nahi Karna Hota Hai, Sab Kus Free Me. Our Vo Bhi Aapki Ak Alag Pahechan Ke Sath, Isme Nahi Koi Aapka Boss Hoga Aur Nahi Aap Par Koi Control Karne Vala. Me Bhi Is Business Ko Last 2 Years Se Kar Raha Hu. Iska Main Point Ye Hai Ki Aap Jab Chahe Tab Is Business Me Apna Time De Sakte Ho. Apne Time Ke Mutabik Is Business Ko Handel Kar Sakte Ho. Sirf Aap Kisi Ak Subject Me Except Hona Chahiye. Is Business Ko Google Provide Kar Raha Hai, And Is Business Me Lagatar Teji Aa Rahi Hai, Kyu Ki Google Ki Ak Report Se Pata Chala Hai Ki World Me Sabse Jyada Internet User Hindi Language Ke Hai (23.4 Crore-2016). Aur 2021 Tak 53.4 Millions User Indian Hindi Language Ke Hoge. Isliye Sabse Jyada Chances Is Business Me Hai. Is Business Ke Baare Me Jyada Jankari Ke Liye Aap Google Pe Search Kare.."Free Me Blog Kaise Banate Hai"
Ghar Baithe Best Income Ka Aasan Tariko Me Se Ak Hai Blog/Website Write Karna. Matalab Ki Aapko Sirf Free Blog-Spot Ya WordPress Par Blog Banana Hota Hai Uske Baad Aapko Kisi Ak Subject Par Articles Write Karna Hota Hai. Uske Baad Jab Reader Badhega To Google Aapko Ads Provide Karti Hai. Jab Visitors Aapke Article KI Visit Karege Tab Use Ads Bhi Show Hogi, Us Par Vo Click Karege Tab Aapko Paisa Milata Hai, Vo Direct Aapke Bank Account Me Credit Ho Jaata Hai, Ak Ads Click Ka Aapko 3-3500 Rs. Tak Milata Hai. Us Se Jyada Bhi Milte Hai Our Cum Bhi Mil Sakte Hai, Muje Yaha Tak Milata Hai. Uske Baare Me Jyada Jankari Ke Liye Aap Google Pe Search Kar Sakte Hai. internet Pe Aaj Lakho Hindi Blog Ban chuke Hai Jo Free Me Blog Banane Ke Baare Me Shikhate Hai.
Aap Koi Bhi Subject Select Kar Sakte Hai, Aapke Blog Ko Read Karne Vale Ki Kami Nahi Hai Internet World Me. Is Me Bhi Vo Log Bahut Successful Huye Hai, Jo Apni Pasand Ke Subject Par Expert Hai. Vo Apni Pakad Ke Subject Par Blog Likhte Hai. Blog Ak Website Jaisa Hi Hota Hai Magar Isme Aapko Apni Aur Se Kus Bhi Kharch Nahi Karna Hota Hai. India Me Aise Bhi Blogger Hai Jo Monthly Lakho Rupaye Sirf Ak Blog Se Kama Rahe Hai, Isme Koi Shak Bhi Nahi Hai, kyu Ki Khud Aap Bhi Ise Check Kar Sakte Hai. iske Liye Me Aapko Yaha Par India Ke Most Popular Blog Ka Example De Raha Hu. Aap Uski Income Report Check Kar Sakte Ho.
- ➤Hindi Me Help:
- ➤Support Me India :
- ➤Shout Me Hindi :
- ➤Vikas Plus :
- ➤My Big Guide :
- ➤KaiseKare.in :
- ➤Hindisoch.com :
- ➤Aapkisafalta.com :
- ➤Jankipul.com :
Badalte Samay Ke Sath Online Jobs Me Logo ki Demand Pahle Ki Tulna Me Kafi Badhi Hai. Aise Me Aap Online Survey Me Thoda Time Dekar Ghar Baithe Best Income Kar Sakte Hai, Jyadatar Companies Aapko Chances Deti Hai Ki Unke Products Ke Liye Aap Logo Ke Preview Le And Public Demand Ke Service Delivery Ki बारिकियां Bataye. Products Ka Survey Karke Company Ko Dene Ki एवज Me Aapko Achhi-Khasi Income Mil Sakti Hai. Iske Liye Aapko Kisi Company Ke Office Me Jaane Ki Jaroorat Nahi Hai. Aap Sirf Online Survey Company Se Contact Karke Unke Liye Kaam Start Kar Sakte Hai.
Aap Me Painting Karni, Guitar Bajane Jaisi Koi Bhi Hobby Hai To Aap Dusro Ko Apani Hobby Ki Te-lent SE Sikhakar, Apne Liye Rojagar Ki Raah Banane Ke Sath Best Income Bhi Kar Sakte Hai. Hobby Classes Se Aap Monthly 25000 Rupaye Tak Ki Income Pa Sakte Hai. iske Liye Aapko Daily Tuition Dene Ki Bhi Jarurat Nahi Hai. Weekly Aap 3 Se 4 Class Bhu Le Sakte Ho. Iske Liye Per/Person 1000 Rupaye Ya Us Se Bhi Jyada Charge Liya Jaata Hai.
Umid Karta Hu Ki Aapko Ye Article Pasand Aaya Hoga, Aise Hi Aur Post Ke Liye Hame Subscribe Kare, And Apne Friends Ke Sath Is Article Ko Facebook, Twitter, Whatsapp, Google Pluse, Par Share Jarur Kare.
Business Ideas se related aur bhi article hai jo aapko jarur padhna chahiye..⬇
- SNAPDEAL, FLIPKART, AMAZON KE SATH SHARU KARE BUSINESS
- E-COMMERCE WEBSITE SE KAISE BANE CROREPATI
- ONLINE EARNING KE TOP 10 IDEA JO BADAL DENGE AAPKI LIFE,
- COMPANIES KI FEEDBACK DEKAR GHAR BAITHE HAR MAHINE KAMAYE 30,000
- APNI SKILLS KO DEVELOP KARKE BANIYE APP DEVELOPER GOOGLE KE SATH-CAREER TIPS
- TOP 5 WEBSITES KE SATH APNE PASAND KA KAAM KARKE KAMAYE HAR GHANTE 500
- EXTRA EARNING KE LIYE 5 BEST PART-TIME JOB / KAHA MILEGI JOB?
- GHAR SE HI KARE PART TIME JOB, IN 10 WEBSITES SE KAMAYE 15000 MAHINA
- 5 PART-TIME JOBS GHAR BAITHE KAMA SAKTE HAI 10,000 SE 15,000 MONTHLY
- TWITTER ACCOUNT SE BHI 5 TARIKE SE KAR SAKTE HO UNLIMITED INCOME
- FREE ME SHIKHE GOOGLE CLASS KI HELP SE WEBSITE BANANA
- GHAR BAITHE DESIGN KARE OR BECHE LOGO, HAR MAHINE HOGI 1 LAKH KI KAMAY
- GHAR BAITHE KARE GAME DEVELOPING KAMAYE MAHINE 15 SE 20 HAJAR
- ONLINE SURVEY KI TOP 10 WEBSITE MILTE HAI SABSE JYADA PAISE, EARNING 1 LAKH.
bahut acchi jankari di apne. sir kaha se blong karte hai aap
ReplyDeleteSITE KI VISIT KE LIYE SUKRIYA Mahatab Dangar, ME GUJARAT SE HU. About OTHER AUR ABOUT PAGE ME MERE BAARE ME SARI JANKARI SHARE KI HAI.
ReplyDeleteSir, aapki di hui information yakinand badiya hai aur mene apne guitar play karne ki hobby ko ab ek earning point of view se dekh rahi hu. Mere 4 student bhi ho gaye hai. Mene jab aapka ye blog padha tabhi muje idea aaya tha. Isiliye aapko bahut shukriya karti hu.
ReplyDeletethank you Ankita JI, aapne apni fillings ko comment me share ki hamare liye vahi sabse badi baat hai,
DeleteThanks For Sharing.!!! :)
ReplyDeleteNice post sr ji
ReplyDeleteSir paisa kamane ka ye bahut hi achha tarika aapne yahan explain kiya hai.
ReplyDeleteAAp hamesha khush raho sir.
Thank you for this post.
wasim recently posted..What is
BitTube and how to earn from it?
ab to facebook aur boht boht se treke a gaye hain, waise ap facebook watch time par koi post likh sakte ho kya?
ReplyDeletethank you, facebook watch time ke uper bahut sare article google pe mojud hai.
Delete