SBI Net Banking Se Mobile Wallet Me Transaction Kaise Kare - Hindi Love Tips

Hot

March 23, 2019

SBI Net Banking Se Mobile Wallet Me Transaction Kaise Kare

Net Banking Ka Transaction Secure Nahi.

Ab Aap Paytm, Mobikvik Jaise Mobile Wallet me SBI Net Banking Se Transaction Nahi Kar Payege, SBI Me Risk ko Dekhte Huye Net Banking Se Mobile Wallet Me Paisa Transfer Karne Ki Suvidha Ko Block kar Diya Hai, But Aap SBI Debit Card Ya Credit Card Se Mobile Wallet Me Paisa Transfer Kar Sakte Hai,

HindiLoveShayari143.Com Ko SBI Se Mili Jankari Ke Anusar Net Banking Se Transaction Secure Nahi Hai, Iske Liye Jeen Security Features Ki Jarurat Hoti Hai Vah Mobile Wallet Ke liye Feet Nahi Hai, Isliye Mobile Wallet Ke Use Par Rok Lagai Gayi Hai,- Iske Baare Me Abhi Tak Paytm ki Taraf se koi bayan Nahi aaya Hai.
Sbi net banking transaction and mobile wallet
➬SBI Ne Diya Risk Ka Havala:-
SBI Ne Kaha Hai Ki Hamare Yaha Ak Comity Hai Jo Hat Tarah Ke Transactions Me Shamil Risk Par Najar Rakhti Hai, Is Comity Ne Risk Or Security Ki Vajah se Bahut Se Mobile Wallet Ko Clear Nahi Kiya Hai.
Mobile Wallet Ke Liye India Me Nahi Hai Security Standard:-
India Me Mobile Wallet Ke Liye Koi Security Standard Nahi Hai, Iski Vajah Yah Hai Ki Mobile Wallet Chalane Vali Companies Non-Banking Financial Companies ke Taur Par Registered Hai. Aise Me Ye Companies Direct Taur par RBI Ke Dayre Me Nahi Aati Hai, Iski Vajah Se RBI Inke Liye Security Standard Nahi Bana Sakata.
नोटबंदी Ke Baad Speed Se Badha hai Mobile Wallet Ka Use:-
नोटबंदी Ke Baad India Me Paytm, Mobikvik Jaise Mobile Wallet Ka Use Teji Se Badh Raha Hai, Cash Ke Dikkat Ke Bich Small Shoppers And Outo Chalako Ne Paytm Jaisa Mobile Wallet Se Payment Lena Sharu Kar Diya Hai,

YOU MAY ALSO LIKE:

8 comments:

  1. bahut acchi jankari di apne sanju ji

    ReplyDelete
  2. I don't know you personally, but I came across your informative blog from Google. You are doing a great job by sharing all the tips for this. Keep posting!!

    ReplyDelete
  3. Thank you CSC Brother, Aapko is Post Se Help Mili, vahi hamare liye badi baat hai. Aage bhi aise post share karta rahuga. Jis se Readers ko jyada se jyada helpful information mil sake.

    ReplyDelete
  4. Thanks for sharing beautiful with us. I hope you will share some more info about SBI Net Banking Se Mobile Wallet Me Transaction Kaise Kare. Please keep sharing!
    http://topnewshindi.com/technology/blogger-blog-par-template-theme-kaise-upload-kare/

    ReplyDelete
  5. Atal Pension Yojana 2019 को लागु किया गया है क्योकि Atal Pension Yojana Online की वजह से जो लोग व्यवसाय कर रहे होते है या मजदूरी पर अपना गुजरान चला रहे होते है उन्हें अपने बुढ़ापे में कोई आर्थिक तकलीफ ना हो|

    ReplyDelete