Google Search Me Indian Hindi Language Users 23.4 Crore
Digital Wold Me Indian Languages Ke Users Ne English Ko Pichhe Chhod Diya Hai, Jisme Hindi Sabse Jyada Google Pe Search Hone Vali Language Ban Chuki Hai, Consulting firm KPMG and Search Engine Google Ki Ak Report Ke Mutabik Indian Language Ke Internet Users Ki संख्या 2011 Se 2016 Ke Bich Yearly 41% Ki Dar Se Badhkar 23.4 Crores Ho Gayi Hai. To dusri taraf English Users Ki संख्या 17.5 Crore Hui Hai.
Report Ke Anusar, Bite Kus Year's Se India Me Internet Ki स्वीकार्यता Bhari Teji Se Increase Ho Rahi Hai. Iske Chalte Indian Languages Ne User's Ke Mamle Me English Ko Pise Chhod Diya Hai.
2021 Tak Indian Languages Ke Users Ki संख्या Hogi 53 Crore
Report Ke Anusar 2011 Me Indian Language Ka User Base 4.2 Crore Tha. 2016 Me Ye Badhakar 23.4 Crore Ho Gaya. Dusri Taraf English Language Ke Users Ki संख्या 17.5 Crore Rahi. Report Ke Mutabik, Is Base Par 18% Ki Growth Se Indian Language Ke Users 2021 Me 53.4 Crore Tak Pahuch Jayega.
Hindi Dominance In The Acceptance Of The Internet
Internet Ki स्वीकार्यता Ke Mamle Me Hindi Kafi Aage Hai, Indian Languages Me Fist Tamil And Second Rank Par Hindi Hai. Report Ke Anusar Inke Baad Kannada, Bengali and Marathi Bhasha Ka Number Aata Hai, Internet Ki Acceptance Me 42% Ke Sath Tamil Fist Rank Par hai. Jab ki Hindi Ki baat kare to ye आंकड़ा 39% Hai.
90% Indian Languages Ke Users Mobile Par Chalate Hai Internet.
Report Ke Mutabik, Indian Languages Ke 90% Users Mobile Devices Ke Jariye Internet Use Karte Hai. Total Internet Users Ki Baat Kare To Sirf 78% Hi Mobile Se Internet Ka Use Karte Hai.
Internet Par Sabse Jyada Time Spend ग्रामीण Users Karte Hai.
Internet Users Ke Mamle Me Cities Ki Comparison Me ग्रामीण Bharat Aage Hai. Gramin Bharat Me Everyone User Har Week 530 Minutes Internet Par Kharch Karte Hai. Jab Ki, Cites Ke Users Ak Week Me 487 Minutes Internet Par Lagata Hai.
Increased Impact Of Digital News
Category-Vise Baat Kare To Digital News Ka Effect Teji Se Grow Ho Raha Hai. 2016 Me Digital News Ke Users Ki संख्या Approximately 10.6 Million Thi, Jis Ko 2021 Tak 22% Ki Growth Ke Hisab Se, 28.4 Million Tak Pahuch Ne Ka Estimate Lagaya Ja Sakta Hai.
Dusri Taraf Social Media Growth Ke Mamle Me Digital News Users Se Pise Rahega. Report Ke Anusar 2016 Me Social Media Ke Users 11.5 Crore The. Jisko 2021 Tak 21% Ki Growth Ke Sath 30.1 Million Tak Pahuchne Ka Anuman Lagaya Ja Raha Hai.
Friends, aapko "Hindi Love Tips" ka ye article kaisa laga? agar Pasand aaya ho to hume comment kare. And Please is article ko jitna ho sake utna share kare Facebook, Google+, Tumblr, Whatsapp and other social media sites pe. Take care and have a nice day all of you.
INTERNET Se Related Aur Bhi Article Hai jo Aapko Jarur Padhna Chahiye..⬇
- KABHI KHATM NAHI HOGA AAPKA INTERNET DATA PLAN SAVING TIPS.
- 2G INTERNET PACK PAR MILEGI 3G SPEED FOLLOW KARE 5 STEP TRICKS
- GOOGLE SEARCHING KO EFFECTIVE KAISE BANAYE-ADVANCE SEARCH TIPS
- BROADBAND CONNECTION KI INTERNET SPEED KAISE BADHAYE- 7 EASY TIPS
- INTERNET SPEED TEST DOWNLOAD NOW-TRAI MYSPEED APP
- ANDROID USER KE LIYE FREE 3G/4G UNLIMITED INTERNET DATA
- BINA INTERNET KE FREE ME WHATSAPP KAISE USE KARE-CHAT SIM
- FREE ME SHIKHE GOOGLE CLASS KI HELP SE WEBSITE BANANA-GOOGLE WEBMASTER
- GIRLS GOOGLE SEARCH ENGINE PE KYA SEARCH KARATI HE,