Aise Candidate Jo jobs ke liye Exam ki taiyari me lage hai, Unke liye Aaj me General Knowledge (GK) Test Paper lekar aayi hu, Is paper me History, sports and other fields related questions diya gaya hai, jo kisi na kisi exams me puse gaye hai, in Sawalo ke jariye Na Keval Candidates, balki other Readers bhi Apna GK Test kar sakte hai, Sabhi Sawalo Ke Jawab Post Ke Last Paragraphs me diye gaye hai, Sabhi Question me 4 option diya gaye hai, is me se aap koi bhi ak option select karke apna GK Test kar sakte hai, OR Apne Answer ko Last me diye gaye Right Answer ke Sath milakar dekhe.
General Knowledge Test, Jobs Exams Ke Liye Questions And Answers
Top 20 Most Important Questions And Answers-2016 (GK Test & GK Quiz)
Question 1:
London Olympic 2012 Me Indian Girls Mukkebaaj 'Mary Kom' Ne Padak Jita Tha?
Option:
A- Bronze B- Gold,
C- No Medal D- Silver
Note: Central Armed Police Forces Exam, 2015 asked question
Question 2:
Taro Ka Rang Kis par Depend karta hai?
Option:
A-Temperature B- Length
C-Readies D-ATMOSPHERIC PRESSURE
Note: SSC CGL Exam -2014
Question 3:
Pneumonia body ke konsa parts ko Influenced karta hai?
Option:
A-Heart. B- Eyes
C-Gala. D- lung
Note: UP Gram Vikas Adhikari Exam-2016
Question 4:
India ki Sabse badi khare pani ki jheel (Lake) hai?
Option:
A- Chilika Lake B- Nakki Lake
C- Pichola Lake D- Nainital Lake
Note: Madhya Pradesh Jail vibhag Sanyukt Chayan Pariksha-2015
Question 5:
Narendra Hirwani ne kis Team ke Khilaf ak Test Match me 16 Wickets liye the?
Option:
A- Pakistan B- Australia
C- England D- west Indies
Note: M.P. State Service primary Exam-2015
Question 6:
Haldi Ghat ke yuddh me Maharana Pratap ki Sena Ke Senapati Kon The?
Option:
A- Jaala Maan B- Rana Amar Singh
C- Sher Shah D-Hakim Khan Sur
Note: Bihar Public Service Commission primary Exam-2015
Question 7:
India Ki Sabse Badi E-Commerce Company Hai?
Option:
Note: Deputy Subordinate Services Selection Exam-2016
A- Amazon B- Flipkart
C- Snapdeal D- Paytm
Question 8:
Presentation banane ke liye MicroSoft office ke konse part ka use kiya jata hai?
Option:
A- MicroSoft Word
B- MicroSoft excel
C- MicroSoft PowerPoint
D-MicroSoft Access
Note: SSC CGL Exam -2014
Question 9:
Indian Khiladi Vikas Gowda kon sa Khel-Khelte hai?
Option:
A- Hockey B- Raceling
C- Football D- Discus Throw
Note: NDA Na Exam || 2015
Question 10:
Kis Deen Pruthvi Surya se Sabse Nikat hoti hai?
Option:
A- January, B- February,
C- March, D- April,
Note: SSC Sanyukt Higher Secondary Level Exam -2015
Extra Details:
'Mary Kom' ko London Olympic 2012 ke Semi-Final me haar ka samna karna pada tha, is se vo Bronze medal hi jeet saki, unhe britain ki 'Nicola Adams' se 11-6 se haraya tha, [Mary Kom - Wikipedia]
Extra Details:
Pruthvi se dekhne se jyadatar Taare ak jaise hi dikhte hai, ab Durbin ki help se taaro ko dekha jata hai tab is baat ka pata chalta hai ki taaro ka rang alag-alag hai, Rango (Colors) ke dvara Scientist ko taaro ke taapman (Temperature) ke baare me pata chalta hai,
Extra Details:
Pneumonia ak prakar ka Infection hai, hava me mojud Bacteria OR Virus sans ke jariye fefade tak pahuch jate hai, koi Vaykti pahle se koi bimari jaise Lung Disease, Heart Disease Affected hai to yuse Severe Pneumonia hone ka khatara raheta hai, [Pneumonia: Types, Symptoms, & Treatment]
Extra Details:
Chilika Jheel Odisha state ke Samundri jal me bani bharat ki sabse badi or wold ki dusri sabse badi Samudri jheel hai, ye 70 K.M. lambi or 30 K.M Paudi hai, [Chilika Lake - Wikipedia]
Extra Details:
Leg Spin Bowler Narendra Hirwani January 1988 me West Indies ke khilaf Chennai Test me 136 Runs dekar 16 Wickets liye the, unho ne dono pariyo me 8-8 Wickets liye the, [Narendra Hirwani - Wikipedia]
Extra Details:
18 June 1576 ko Mughal Empire (Samrajya) ka vishal sena ka Yuddh Maharana Pratap ki Choti sena ke sath huaa tha, is Yuddh ki khas baat ye thi ki Maharana Pratap ke Senapati Hakim Khan Sur (Muslim) OR Jalal ud-din Muhammad Akbar ke Senapati 'Man Singh' (Hindu) The, [Hakim Khan Sur - Wikipedia]
Extra Details:
india me online selling ke mamale me Flipkart.Com Sabse upar hai, Sachin or Binny Bansal ne Ise 2007 me sharu kiya tha, halaki March 2016 me ise Shipment girkar 37% ho gayi thi, [Sachin Bansal - Wikipedia]
Extra Details:
Microsoft Office me PowerPoint ki help se presentations banai jati hai, isme user Clips, Arts, Photos, Texts use kar ke kai slide bana sakta hai, [Microsoft PowerPoint - Wikipedia]
Extra Details:
Vikas Gowda ne Scotland ke Glasgow me Aayojit Commonwealth games 2014 me Asian Athletics Championships ke Discus-Throw Event me gold Medal jita tha, [Vikas Gowda - Wikipedia]
All Question to Answer:
Question 1 To Answer:
A- Bronze Medal
'Mary Kom' ko London Olympic 2012 ke Semi-Final me haar ka samna karna pada tha, is se vo Bronze medal hi jeet saki, unhe britain ki 'Nicola Adams' se 11-6 se haraya tha, [Mary Kom - Wikipedia]
Question 2 To Answer:
A-Temperature. (Tapman)
Pruthvi se dekhne se jyadatar Taare ak jaise hi dikhte hai, ab Durbin ki help se taaro ko dekha jata hai tab is baat ka pata chalta hai ki taaro ka rang alag-alag hai, Rango (Colors) ke dvara Scientist ko taaro ke taapman (Temperature) ke baare me pata chalta hai,
Question 3 To Answer:
D- lung (Fefade)
Pneumonia ak prakar ka Infection hai, hava me mojud Bacteria OR Virus sans ke jariye fefade tak pahuch jate hai, koi Vaykti pahle se koi bimari jaise Lung Disease, Heart Disease Affected hai to yuse Severe Pneumonia hone ka khatara raheta hai, [Pneumonia: Types, Symptoms, & Treatment]
Question 4 To Answer:
A- Chilika Lake (Jheel)
Chilika Jheel Odisha state ke Samundri jal me bani bharat ki sabse badi or wold ki dusri sabse badi Samudri jheel hai, ye 70 K.M. lambi or 30 K.M Paudi hai, [Chilika Lake - Wikipedia]
Question 5 To Answer:
D- West Indies
Extra Details:
Question 6 To Answer:
D-Sardar Hakim Khan Sur.
18 June 1576 ko Mughal Empire (Samrajya) ka vishal sena ka Yuddh Maharana Pratap ki Choti sena ke sath huaa tha, is Yuddh ki khas baat ye thi ki Maharana Pratap ke Senapati Hakim Khan Sur (Muslim) OR Jalal ud-din Muhammad Akbar ke Senapati 'Man Singh' (Hindu) The, [Hakim Khan Sur - Wikipedia]
Question 7 To Answer:
B- Flipkart
india me online selling ke mamale me Flipkart.Com Sabse upar hai, Sachin or Binny Bansal ne Ise 2007 me sharu kiya tha, halaki March 2016 me ise Shipment girkar 37% ho gayi thi, [Sachin Bansal - Wikipedia]
Question 8 To Answer:
C- Microsoft PowerPoint
Extra Details:
Question 9 To Answer:
B-Discus Throw.
Extra Details:
Question 10 To Answer:
A- January,
Extra Details:
पृथ्वी 365 दिन, 5 घण्टे, 48 मिनट me अंडाकार पथ par सूर्य ki परिक्रमा karti hai, सूर्य se पृथ्वी ki nikat hone ki sthiti ko उपसौर or dur hone ki sthiti ko अपसौर kahte hai,
Also Read:
- 12th Ke Baad Student Kis Field Me Career Banaye
- Interview Me Success Hone Ke liye Avoid Kare 7 Common Mistake-Tips
- Job Interview Me Jaane Se Pahle 5 Common Hindi Tips
- Job Interview Me Fail Hone Ke 5 Most Reasons
- Education Career ka Best Parts Collage Life Ke Baad Ki 5 Situation Tips
- Exam Me Kaise Pusey Jate Hai Questions?
- 10 Question Test Your IQ And GK With Photo Quiz
- Amazon Job Interview Me Kaise Pusey Jate Hai Questions
Note : Agar Aapko meri Post se kus help mili ho, ya Pasand ayi ho to Like, Comment and Share, Jarur kriyega, Aur apne Doston Aur Family Members Ko bhi invite Krein.
You most walcome karthika aapko post helpful hui, is se badi khushi ki baat hamare liye koi hoi nahi sakti,
ReplyDelete