दुबले-पतले शरीर का वजन कैसे बढ़ाये. How to Increase Weight From Healthy Food.
Hello Friends, Aaj Ke Article Ka Main Topic Hai... वजन बढ़ाने के लिए क्या खाना चाहिए, वजन बढ़ाने के तरीके हिन्दी में, बादाम से वजन कैसे बढ़ाएं, कौन से फल खाने से वजन बढ़ता है. Me Kafi दुबला-पतला Hu, Healthy Food Se वजन कैसे बढ़ाएं, Healthy Food से दुबले पतले शरीर का वजन कैसे बढ़ाएं, दुबले-पतले शरीर को तेजी से सुडौल और वजन बढ़ाने का आसान उपाय, तेजी से वजन बढ़ाने वाले आहार.
Jyadatar Log Apne बढ़ते वजन Se Pareshan Hai Lekin Kuchh Log Aise Bhi Jo Kafi दुबले Hai Aur Thoda वजन बढ़ाना Chahte Hai. Vo Log Mostly Diet Me Aisi Chije Shamil Karte Hai Jo Hamari Body Me Bad Fat Ko Badha Sakte Hai. Dietician Anjali Pathak Se Jante Hai Diet Me Kon Se Healthy Food Shamil Kare.
Protein Smoothie:
Ghar Me Hi प्रोटीन स्मूदी Bana Sakte Hai. Is Me Chahe To 2 Cup दूध Dalkar Banaye Ya Feer आमंड Milk Ke Sath Ise Bana Sakte Hai. Example Ke Liye Aap Ye Chije Le Sakte Hai.. एक केला, एक Chocolate Ya Protein Aur एक चम्मच नट बटर Ka Istemal Kare Kuchh मात्रा Me शक्कर Bhi Daliye.
Smoothie Lene Ka उद्देश्य:
400 Se 600 Calories Body Ko Mil Jayegi. Jis Me खासी मात्रा Me Protein, Vitamin Aur Mineral Honge.
Milk: दूध वजन बढ़ाने Ke Sath Muscles Bhi Banayega Aur हड्डियां (Bones) Bhi Majboot Rakhega. Isme Proteins, Carbs Aur Fats Ka Achha Balance Hai, Jo Log Jyada Muscles Banana Chahte Hai, Unke Liye Milk Protein Ka Best Source Hai. Yadi दूध Ke सेवन Ke Sath Regular Weight Lifting Ki To Fayda Hoga. Chuki Isme Vo Protein Aur Casein Protein Dono Hote Hai, Isliye वजन बढ़ता Hai. दूध Ke पदार्थों Me Yadi शक्कर Dalkar खाई To Bhi Yah चर्बी Me इजाफा Karta Hai.
Rice: चावल Ka सेवन Yadi Raat Me Kar Rahe Hai To 100% Aapka Weight Increase Hoga. 1 Cup चावल 190 Calorie Deta Hai, Isme 43 Gram Carbs Bhi Hota Hai. Jin Logo Ka पेट Jald भर Jaata Hai, Unhe Vajan Badhane Ke Liye Chaval Ka Sevan Jyada Karna Chahiye. Chaval Me भरपूर Carbs Hote Hai, Ye Aasani Se पच Bhi Jaata Hai.
Dry Fruits:
सूखे मेवे Ko Bhi वजन बढ़ाने Me Effective Mana Jaata Hai, मुट्ठीभर बादाम Me 7 Gram Protein Rahta Hai Aur 18 Gram Fats Rahta Hai. Iske Alava Yadi Agar Nut Butters Lete Hai To Usme Bhi पर्याप्त कैलोरी Aapko Milti Hai.
आलू Aur Other स्टार्च:
आलू व अन्य स्टार्च Wale Food सस्ते Bhi Hote Hai Aur पर्याप्त Calorie Bhi Inme Milti Hai. In Carbs Me Ye Bhi Hote Hai. काशीफल, किनोआ, कुट्टू, ओट्स, मक्का, रतालू, फलियां.
Hollograin Bread:
होलग्रेन ब्रेड Bhi Carbs Ka Best Source Hai, Yadi Ise Protein Ke Best Source Se Milakar Liya Jaaye To Yah Defiantly Aapka वजन बढ़ाएगी.
Me Body Building Karta Hu, Vegetarian Hu, High Protein Aur Minerals Ki Purti Kaise Karu.
Body Building Kar Rahe Jyadatar Logo Ka Manna Hota Hai Ki High Protein Aur Minerals Ki पूर्ति Non-Vegetarian Food Se Hi Ki Jaa Sakti Hai. Lekin Yah Baat Sach Nahi Hai. Expert Ke Mutabik Body Building Karne Wale मांसाहार Ke नुकसान Ko Samaj Ne Lage Hai Aur Vo Bhi Ab Vegetarian Ho Rahe Hai. शाकाहार Me Aisa Kya Khaa Chahiye Ki Body Building Karne Wale Ki Diet Par असर Na Ho Aur Vah Sare Protein Aur Mineral Bhi Mile, Jo मांसाहार Ke सेवन Par Milti Hai. Dietician Medhavi Gautam Se Jante Hai शाकाहार Me Kya Hai Option Aur Adhik Protein Se Hone Wale खतरे Ke Baare Me.
Protein Ki Jarurat Kaise Puri Karenge.
Protein Ke Liye दूध, मूंगफली Aur सोयाबीन Ka Use Karna Chahiye. मांसाहार Ki Bajay दलिया Ka Use Karege To 100 Gram Me 12 Gram To Protein Mil Jaata Hai, सोयाबीन Me 36 Gram, दूध Me 3.4 Gram, पनीर Me 18, मूंगफली Me Bhi 18, Aur चने Me 19 Gram Protein Milta Hai. Yadi सोयाबीन Ka सेवन Nahi Bhi Karna Chahe To मूंगफली, पनीर Aur चने Ka Diet Sabse Jyada Protein Deta Hai.
Kya Hai Multivitamin Food Ke Option:
Body Building Kar Rahe Hai To Protein Ki Tarah Hi Vitamins Bhi Jaruri Hai. Inki पूर्ति Ke Liye केले, पालक, अखरोट, बादाम, सोया Apni Diet Me Shamil Kar Sakte Hai.
Vegetarian Apni Diet Me Kya Le Sakte Hai.
Protein Pancakes, Stevia, राजमा, मेयोनीज Ka सलाद Kisi Bhi सब्जी Ke Sath Ise Banaya Jaa Sakta Hai. Chocolate Mash Made Casein Protein Ke Sath Aur Kiwi, Brown Rice, Kinoa, Low Fat Protein, Tofu Le Sakte Hai. पालक Ka Uses Kiya Jaa Sakta Hai, Kyo Ki Yeh Life Protective Food Hai. पालक Me खनिज लवण Jaise Calcium, Iron Aur Vitamin A,B,C Etc प्रचुर मात्रा Me Hota Hai.
Kis Baat Ka Rakhna Hoga Khas Dhyan;
Is Baat Ka Dhyan Rakhna Chahiye Ki नमक Aur शक्कर Ka Uses Cum Se Cum Kar Liya Jaana Chahiye. Khane Me मूंगफली Kha Sakte Hai, Lekin तेल Ka Uses Cum Se Cum Kiya Jaana Chahiye. तिल्ली Bhi Li Jaa Sakti Hai.
High Protein Diet Kidney Ke Liye Hai Risky;
Kai Baar High Intensity Workout Karne Wale Diet Me High Protein Lene Ke Liye Supplement Bhi Shamil Kar Lete Hai. Aisa Karne Se Hamesha Bachna Chahiye Kyo Ki Protein Digest Na Hone Par Kidney Ke Filter Damage Ho Sakte Hai. Is Se Bach Ne Ke Liye Protein Ki पूर्ति Natural Food Se Hi Karna Chahiye.
Hello Dosto, Is Article Ke Jariye Hamne 2 Topic Ko Cover Kiya Hai Jisme Pahla Hai How to Increase Weight From Healthy Food, Yani Ki Healthy Food Se वजन Kaise Badhaye. Agar Aap Bhi दुबले-पतले Hai To वजन Badhana Jarur Chahte Hoge Aur Vo Bhi Healthy Food Se, To Aapke Liye Ye Article Kafi Helpful Hoga, And Hamne Dusra Topic Mention Kiya Hai शाकाहार Se Apni Body Kaise Banaye. Dono Topic Ko Ak Hi Article Me Mention Karne Ki Vajah Ye Hai Ki Dono Topic Ak Dusre Se Related Hai To Aapko Kahi Aur Search Karne Ki Jarurat Na Ho. Dosto Agar Aapko Ye Article Pasand Aaya Ho To Hame Like, Comment Jarur Kare Aur Share Karna Na Bhule, Thanks And Keep Visiting..
➧YOU MAY ALSO LIKE:
➧YOU MAY ALSO LIKE: